Search This Blog

Sunday, 25 March 2012

Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 

امام ابوحنیفہ رحمۃ اللہ علیہ سے کوئی بغض نہیں رکھتا
نہ ہی انھوں نے حدیث کے مقابلے میں اپنی رائے پر زور دیا ہے
اور نہ ہی انھوں نے اپنے نام پر مسلک اور فرقہ بنانے کا حکم دیا ہے
جو ناجائز لعنت بھیجتا ہے وہ لعنت پلٹ کر اسی کی طرف آتی ہے

From: Imran Rana <reehabimran@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Sunday, March 25, 2012 8:41 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
Imame azam abu hanifa RA se bughz walo par ALLAH ke lanat.

From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>
Sent: Saturday, March 24, 2012 7:50 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
شکر الحمدو لاللہ کہ میرا واسطا ایک مواحد سے ہوا جو بہت کم ہیں آج کی دنیا میں   ۔۔۔ شکریہ
 

To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
From: aapka10@yahoo.com
Date: Sat, 24 Mar 2012 01:43:13 -0700
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
وہ تو میں نے صرف آپ کے اس سوال میں اضافہ کیا تھا جوآپ نے چشتی صاحب سے کیا تھا۔ تاکہ وہ اس کا بھی جواب دیں۔ کیونکہ سب مقلدین اپنی ذاتی تحقیق کی بجائے اپنے والدین کی دیکھا دیکھی مقلد بنے ہیں۔

From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>
Sent: Friday, March 23, 2012 8:34 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
بھائئی مخلص۔۔ پھر تو آپ امام ابو حنیفہ کے نہیں بلکہ اپنے والدین کے مقلد ہیں۔  دیکھئے تقلید کے معنی ہی یہ ہیں کہ کسی غیر نبی کی بات پر بغیر دلیل طلب کئے عمل کرنا۔ اب اگر آپ اپنے والدین سے بغیر دلیل طلب کئے انکے کہنے پر کسی کی تقلید کر رہے ہین تودراصل تو آپ سب سے پہلے اپنے والدین کے مقلد ہوئے نہ کہ امام آبو حنیفہ رحمہ اللہ کہ۔۔امام ابوحنیفہ کے مقلدا تو آپ دوسرے نمبر پر ہوئے۔ تو آپ اپنے کو حنفی کس طرح کہہ سکتے ہیں۔۔۔۔?
چلیں اب دوسری بات یہ بتائیں کہ کیا آپ کے پاس امام ابو حنیفہ کے بارے میں کچھ معلومات ہیں، انکی شخصیت کے بارے میں، انکی علمیت کے بارے مین یا یوں کہئے کہ کیا آپ نے امام ابو حنیفہ کو پرکھ لیا ہے کہ انہوں نے کیا کچھ کہا ہے اور جو کچھ انہوں نے کہا ہے وہ کہاں ہے ، کس کے پاس ہے۔  جب آپ نے اپنے والدین کا کہا مانا تو والدین تو آپ کے پاس تھے، انکے بارے مین آپ کے پاس مکمل معلومات تھیں، آپ نے انکو دیکھا، انکو پرکھا ، لیکن کیا آپ نے امام ابو حنیفہ رحمہ اللہ کے بارے مین بھی یہ تمام باتیں معلوم کیں ہیں یا نہیں۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔???????
 

To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
From: aapka10@yahoo.com
Date: Thu, 22 Mar 2012 13:49:45 -0700
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
ya jis pr walden thay, usi per chal paray? kia aap nay soch samjh kr us mujtahid ka intikhab kia hay?

From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>; discuss islam group <discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com>
Sent: Thursday, March 22, 2012 2:16 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
QOUTE FROM YOUR MAIL   "Ham Taqleed kion kertay hain: Her shaks iss bat ki ahliat nahin rakhta keh woh sharae Ihkam ko Quran wa Hadees se akhz kersakay lihaza zarori he keh woh Mujtahaydeen ki pairvi karay."  UNQUOTE.

آپکی میل میں کافی کچھ ہے جسکا جواب دیا جانا ضروری ہے میں نے اس جواب کے لئے جناب کی میل کا جو حصہ منتخب کیا ہے وہ یہ ہے جو میں نے اوپر کوٹ کیا ہے۔
گفتگو کو مزید بہتر بنانے کے لئے آپکا یہ بتانا ضروری ہے کہ جس مجتہد کی جناب پیروی فرما رہے ہیں اسکا انتخاب جناب نے کسطرح کیا، کن اصولوں کی بنیاد پر کیا ، کس معیار پر پرکھا ، یا بغیر کسی اصول کے بس دل جس پر جم گیا اُسی کی پیروی شروع کردی۔۔۔۔?
امید ہے جناب مفصل جواب تحریر فرمائینگ۔۔۔۔
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com; discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com
From: mfaiz_chishti1@yahoo.com
Date: Wed, 21 Mar 2012 23:35:26 -0700
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
Sister jo bat apnain ki keh Eman lazmi shart he ager koi Musliman he to usko iski khaber he baghair Iman key to kuch bhi Qabool nahin. Kia America kitni donations dayraha he kia Allah Tala kay han Qaqbool he. Nahin hergez nahin yeh sab sahibe Iman kaliay he ager Iman kamil he to sab theke he verna sab ghalat.
 
Doosri bat sab Musliman Namaz Rasool Allah S.A.W kay tareekay se perhtay hain apna apna tareeqa kisi nain nahi ghra. Itebae Rasool S.A.W. zarori he aor Ibadat Khalis Allah Tala kailiay he.
 
Apnain Taqleed per tanqeed ki iska jawab hazer he;
 
Ham Taqleed kion kertay hain: Her shaks iss bat ki ahliat nahin rakhta keh woh sharae Ihkam ko Quran wa Hadees se akhz kersakay lihaza zarori he keh woh Mujtahaydeen ki pairvi karay.
Fuqha Kiram ka iss bat per Ijma hogia he ke asole Ijtehad wazeh kernay ki zarorat khatam hogae he lihaza ab ager koi shaks ijtehad kerna chaheyga to Aema Arba Imam Azam Abu Haneef Rehmutullah Alleh, Imam Shafi Rehmullah Allah, Imam Malik Rehmullahe Alleh aor Imam Ahmed Bin Hambel Rehmtullahe Alleh main se kisi Imam kay Ijtaihadi Asoolon ko samain rakh ker ijtehad karaiga kionkeh Quran wa Hadees ke under jitni diqat nazri, bareek beeni aor wusat nazri Mutaqadaymeen Fuqaha main thi woh wusate ilmi mutakhreen main nahin pae jati. Quran wa Hadees se masael ko mustanbit kernay ki jo muharat Mutaqadaimeen ko ata hoi woh moharat Mutaakhreen ke hissay main na asaki lihaza her Aamo Khas kayliay zarori he keh woh aik Imam ki taqleed karay.
 
Aik Zarori Bat. Jo shaks jis Imam ki taqleed kerta he usay iss bat ko paishe nazer rakhna zarori he keh ham haqeeqat main Quran wa Sunnat per amal ker rahay hain aor apnay Imam ki taqleed isliay kertay hain keh usnain Allah Tala aor uskay Rasool S.A.W key ihkamat ko munazim aor assan fahim kerkay ham tak paohunchae kionkeh shariat nafiz kernay wala to Allah Tala aor uska Rasool S.A.W hain Imam to aik Mubligh he
 
 
From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>; discuss islam group <discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com>
Sent: Wednesday, March 21, 2012 5:19 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
Bhai Sahab, Namaz say pahlay Eeman lazmi hay, ap ko maloom hi hoga keh NAMAZ ki farziat kay lye 2 lazmi sharaet hain, number one momin hona yani eeman baghair kisi shirk aor bidat kay aour dosri shart oqaat e namaz, yani namaz kay waqt ka hona.iskay elawa shayad apko ye bhi maloom ho k namaz sirf wohi qabool hogi jo khalis Allah ki raza k lye parhi gai ho our dosray wo namaz KHALIS RSOOL ALLAH SALI ALLAH ALIEN WASALM  kay tariqay kay mutabiq pahri gai hogi yani NAMAZ MOHAMMADI.agar khalis Allah ki raza k lye namaz pahri mager wo namaz MOHAMMADI nahin hay to wo namaz baikar hay.
 
Main nay ye sawal isly pocha tha keh wahan kahagaya hay k wo imam abu hanifa kay piro kar hain, our zahir hay hay ko wo namaz bhi MOHAMMADI NAMAZ nahin parhtay hongy balkay NAMAZ E HANAFI parhtay hongy, take pahlay ye faisla ho jae k hnfi hona eeman main say haiy ya eeman say kharij hay.
  har musalam ko koi bhi masal apni mslaq kai alim or mufti ulamikram say maloom krana chheyeh

 
Jahan tak apki is bat ka taluq hay jo main nay uper quote ki hay to bhai ye bat bohat,bohat hi ghalat hay, kionkay Allah nay farma dia hay k main ny deen mukamal krdia hay, aslye jab bhi koi masala poochna ho to sirf qran o sunnat kay mutabiq maloom karna our amal karna lazmi hay. dosray ye ko ye jo nara lagaya jata hay keh 'CAHARON BARHAQ HAIN' ye bhi bot bari gumrahi hay, kionkay HAQ to sirf aik hi hota hay nakay 2 ya ziada. our wo HAQ hay qran o sunnat .
 
umeed hay k main nay bhai ko mukamal maloomat day di hain, phr bhi agar koi bat ho to zaroor mutala karain.
To: yaadein_meri@yahoogroups.com
From: mdsalim7@yahoo.com
Date: Wed, 21 Mar 2012 01:54:02 -0700
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 

aslamwlyqum wrhamatullah hai wabrakatahoo. Bhiyon or bhno, allah kay banday nay benamazi kay bary mai btaya or hum log hain ki phira,or maslaq parstish mai phuch kar ladnay baidh gay yahan tak ki fatwan bhi deynay lagay ki ko kafir or koon muslman ,bhi muslaman par namz pad na farz hai or who kis maslak kay mutabi padta hai yeh uska apna msla hai laki agar woh insan 4 imam mai sy kisi kay muta bik nahi padta hai or aap hujuray paak sllahuwaly he waslam or sahaba kram rdiallahu tala anu kay mutabiq bhi nahi padta hai to yakinan us insan ko ulama kiram say raftta kayam kar kay sahi triqai par amal karna cha heaye or har musalam ko koi bhi masal apni mslaq kai alim or mufti ulamikram say maloom krana chheyeh na ki intetnet kay jarya say kyo ki inter net dini masaylil or dini bhas karna ki jagah nahi hay yahn to har koee alim or mufti hai chai woh gair muslim he kyuna hooo har koi appnai aap mai khud ko sahi samchta. Allah paak hum sabko or puri ummatai
muhammadi sallahu walyhiwasallam qyamat kay any waly sary zinnto or insano ko haq ko haq samch nay ki or us par amal karnay ki tufiq atta pharmai or batil ko batil samjkar us say bachnay ki tofiq atta pharmai or us say bachain ameen ya rbul alamin dua ka taleeb Muhammad.s.

------------------------------
On Tue, Mar 20, 2012 7:53 PM IST Musarat Jehan wrote:

>
>Ap kis kay kahnay per Imam abu Hinfa kay pirokar banay, kia ye apko wahi kay zariye say melwm howa hay ya kisi our zarieay say, Kion kay Allah kay Rasool SAWS nay to kahin nahin bataya ko unkay elawa ksis our kay pairo kar bano. Kia ap jawab daina pasand frmaengay. Bhai Fais sahab.....?Musarat
> To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
>From: mfaiz_chishti1@yahoo.com
>Date: Mon, 19 Mar 2012 03:27:05 -0700
>Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
> Ham Imam Azam Abu Hanifa ka pairokar hain Imam Ahmed Bin Hambel kay maslak main ager aik namaz bhi nahi adda ki woh kafir hogia.
>
>
>
>
>
>From: mohammed farooque <farooque880@hotmail.com>
>To: yaadein_meri@yahoogroups.com
>Sent: Saturday, March 17, 2012 8:55 PM
>Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>JAZAK ALLAH KHAIR.
>
>
>
>
>To: Rubina_Yas@yahoo.comFrom: rubina_yas@yahoo.comDate: Fri, 16 Mar 2012 12:06:08 -0700Subject: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>بسم اللہ الرحمٰن الرحیم
>السلامُ علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتہ
>
>•» BE-NAMAZI «•
>''''''''''''''' '''''''''''''
>HIQAYAT:-
>''''''''''''''' ''
>
>Ek Shaqs Jungal Me Guzar Raha Tha Ki
>Uske Sath Shaitaan Ho Liya !
>Uss Shaqs Ne Na Toh Namaz-A-Fajr Padhi,
>Naa Zohar, Naa Asr, Naa Maghrib Aur Naa Isha
>Ki Namaz Padhi !
>Raat Ko Jab Sone Ka Waqt Hua
>Toh Shaitaan Ne Usse Kaha Ki,
>Mein Tumse Dur Rehna Chahta Hoon !
>Usne Kaha Kyun ?
> To Shaitaan Bola,
>Isliye Ki Meine Sirf Ek Sajda Na Kiya Tha !
>Wo Bhi Aadam AS Ko Aur Tune Toh
>Din-Bhar Me Kayi Sajde Khuda Hi Ko
>Na Kiye Hain !
>Toh Mujhe Dar Lagta Hain Ki
>Jab Ek Sajda Ke Naa Karne Se Mujh per
>Laanat Ka Azaab Bhej Diya Gaya Hai
>Toh Tujh Par Itne Sajde Chordne Se Khuda
>Ka Kya Dardnaak Azaab Naazil Ho?
>Jisme Main Bhi Na Maara Jaoun?
> (Durratun-Nasih een, Pg-289)
>*********************************
>SABAQ :-
>Namaz Ka Chordna Bahut Bada Gunah Hain !
> Be-Namazi Ko Shaitaan
>Apne Aapse Bhi Zyada Bura Samajhta Hain !
>
>YA ALLAH
>Aaj Se Hum Touba Karte Hain
>Aaj Se Pehle Jitni Bhi Namazein Qazaa Huin
>Yaa Padhi Hi Nahi
>YA ALLAH
>Aaj Se Hum Koi Namaz Qazaa Nahi Karenge
> MOuLA
>Ek Baar Touba Ka Mouqa Aata Farma
> Aur Humari Touba Ko Qabool Farma
>Ameeen Ya Rabbul Alameen
>Tamaam Bhai Aur Bahenoun Se Guzarish Hai Meri Ki Woh Bhi Apne Aap Se Ahed, Wadaa Karlein ki Aaj Se Hum Koi Bhi Namaaz Ko Qazaa Hone Nahi Denge…
>Insha Allah
>
>*****************************************
>Aapki Dua Ki Talib
>Mrs Rubina Yasmeen
>***************************************
>Jazak Allah kHair
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>














__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment