Search This Blog

Thursday, 29 March 2012

Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH

Dear Brothers Please Find attached files and read all Surat,s  and Hadees  we can knows  about Qur'an and what its mention about shirk.


From: Naveed Ahmed <naveedahm44@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Wednesday, March 28, 2012 11:39 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH

JANAB ASHRAFI SAHAB YEHI SHIRK HI TU AISA GUNHA E AZEEM OR ZULM HAI JO DANISTA

YA GAIR DANISTA DONO SOURTOON MAIN MAFF NAHI HAI ,,, OR ALLAH KE BANDAY SIRF 

ALLAH KO HI APNA SAB KUCH MANTY OR LOGON KO BHI IS KI TALEEM DAITY HAIN , OR 

AP JAISY LOG HAMESHA SAY OLIA ALLAH OR NABIOON OR NAIK LOGON KO NAUOOZ 

BILLAH MIN ZALIK WOHI DARJA DAITY HAIN JO RAB KA , OR PHIR US JHOT KE PALANDY 

KO SACH SABIT KERNY KELIAY DUNIA JAHAN SAY GUNDA OR JHOTA MAWAD LAY KER US 

KO SACH BANANY KI KOSHISH KERTY HAIN ,,, LAKIN RAB KE AJIZ BANDY BHI HAIN IS 

DUNIA MAIN JINHAIN RAB NE TUFEEK DI HAI KE WO SIRF RAB KE WAHDANIAT HI BIAN 

KERTY HAIN OR LOGON KO SAMJHATY HAIN KE IN SARAAAB RASTOON KI TARAF NA 

CHAOOO JIN RASTOON KA ANJAM SIRF OR SIRF JAHNUM KA ENDHAN HAI ,,, OR INSHALLAH

HAK HAESHA GALIB HI RAHY GA ....... SAHABA KIRAM R.A.A NE BHI ISI WAHDANIAT KELIAY 

APNI ZINDAGIOON KO MISALL BANA KER PESH KIA APNI JAN, MAL OLAD SAB KUCH 

ISI WAHDANIAT KELIAY KIA KE LOG SIRF AIK ALLAH KO HI APNA RAB MANEY BAS .....

LAKIN SHAITAN NE BHI TU RAB SAY QIAMAT TAK KA WAKT MANGA THA KE MAIN TERY 

BANDOON KE RAH MAIN AOON GA AGY SAY PICHY SAY DAAIN SAY OR BAIN SAY LEHAZA

SHETAN ORR US KE CHAILY HER MUMKIN KOSHISH KARIN GAY KE LOGOON KO ALLAH KE 

RAHA SAY HATAYA JAY  OR IS MAKSAD KE HASOOL KELIAY WO JIS HAD TAK JA SAKTY 

HAIN JAIN GAY ... LAIKIN IS KE SATH SATH RAB NE YEH BHI FARMAYA KE JO MERY BANDY 

HAIN UN KA SAHAITAN OR US KE CHAILY KUCH NAI BIGAR SAKAIN GY ,,,,,,,,, DEEN FITARAT 

KA NAM HAI OR DILL HAMESHA FITRAT KO KABOOL KERTA HAI ,,,,,,,,,,OR FITARAT YEH HAI 

KE KHALIS ALLAH HI KO PUKARNA OR US SAY APNI MUNAJAAT KERNA ,,,,,,,,

PURA QURAN ALLAH KE WAHDANIAT KI DALEEL HAI ...IS SAY BARI KOI DALEEL NAHI ...

LAKIN SHAITAN KO BHI APNA MAKSAD HASIL KERNE KELIAY AISY GANDY ZEHNOO KI 

ZARORAT HOTI HAI JO US KO INSANOO KI SORAT MAIN OR JIN KI SORAT MAIN MUYASIR 

HAIN TO WO UN KA ISTAMAAL KERTA HAI ........LAKIN YAD RAHY KE HAK OR BATIL MAIN 

JEET HAMEISHA HAK KI HOI HAI OR AINDA BHI INSHALLAH HAK KI HI HOGI ,,,,,, IS TARAH 

SAY AGAER NAIK LOGON OR OLIA KIRAM KO WASEELAH OR NAUOOZ BILLAH SAHARA 

SAMJHA JANY LAGAY TO DUNIA MAIN TU HAER JAGA QABRAIN HI SAJI NAZAR AYAIN 

OR YEH TU AISY BEWAKOOF LOG HAIN KE INHOON NE SIRF CHAND LONGOON KO HI NAIKI

KA TAG LAGA KER UN KE NAM PER JANY KIA KIA WASOOL KER RAHAY HAIN WARNA AIK 

ADNA SAY ADNA MUSLAMAN SAY BHI POCHOO KE SABHI KA DARJA ZIYADA HAI KE KISI 

OR NAIK BUZURG KA TU WO YAKEENAN SAHABI KA NAAM HI LAY GA LAKIN IN LOGON

KE ANKHOON PER JAHALAT KE AISI PATI BANDHI HAI KE IN KO CHAND LOGON BUZURGO

OR NAIK LOGON KE ELAWA KOI OOR NAZAR HI NAI ATA HER SALL KISI NA KISI KA URS YA

FAHASH MELA HOTA HAI JAHAN DUNIA JAHAN KI BADTAMEEZI OR URYANIAAT DAIKHNEY 
\
KO MILTI HAI LAKIN JIN KO RAB TAALAA NE APNI REHMAT SAY AKAL BHAKSHI HAI WO YE

ZAROOR SOCHTY HON GAY KE AGER YEH JAGA NAIK BUZURG KI HAI TU YAHAN PER YEH 

GANDA OR FAHASH KAM KAISY HO SAKTY HAI ,,,,, KOIN KE JO LOG SAUDI ARAB MAIN 

JANAT UL BAKEE MAIN GAY HAIN ALLAH RAB UL IZAT HAMAIN BHI WAHAN JANY KI TUFEK

DAY GA INSHAAALH TO LOGO KO KEHTY SUNA HAI KE WAHA PER JALEEL UL QADAR 

SABA R.A . MADFOON HAI LAKIN KISI KE BHI QABAR PER KATBA DARJ NAHI HAI NA HI KOI 

KISI KISSAM KI CHADER CHARHI HUI HAI NA HI KOI URS YA GANDA MAILA LAGTA HAI ,,,KIA

WAJA HAI ?????????? KION KE RAB NE ROKA HAI ,,,,KAHLIK JANTA HAI APNI MAKLOOK KO 

KE YEH JALD BAAZ HAI ,,,,THORI SI TAKLEEF MAIN BHI SABR NAI KERTA BALKE US SAY 

NIJAAT KELIAY DOSRAY RASTY TALASH KERTA HAI OR WO RASTA SAITAAN SAJA KER 

DARBAROON KI SORAT MAIN PESH KERTA HAI OR YEH BANDA JISY ALLAH NE APNI ZAT 

SAY MANGNY OR PUJNEY KELIAY TAKHEEK KIA THAT AJ PNEY HI JAISY INSAAN SAY JO KE 

MANOO MATI TALY MADFAN HAI APNI TAKLEEF KO RAFA KERNY KELIAY KEH RAHA HAI 

KITNA BARA ZULM HAI ,,,,,,OR US SAY BHI BARA ZULM YEH KE IS SHIRK KE GANDAGI KO 

JAIZ SABIT KERNY KELIAY QURAN KI AYAT PESH KERTY HAIN ,,,LA HOULA WALA QUWATA 

ILLA BILLAH .....SIRK JAISA KABEEH GUNNAH OR IS JAISY GALEEZ CHEEZ KI NA KOI DALEEL 

HAI OR NA HI IS KA WAJOOD YEH SIRF OR SIRF INSAN HO BEHKANY KELIAY SAHITAN KA 

TARASHA HUWA HATIAR HAI JO WO APNY HI JAISOO KILYA ISTAMAL KERTY HAI OR INSAN

KI SHAKLOON MAIN US KE CHALY IS GALAZAT KO PEHLANY MAIN HER TAREEKA APNY 

RAHAY HAI JO KE INSHALLAH ALLAH KI TUFEEK SAY NAKAM OR NAMURAAD HI HON GAY 

OR PHIR AKIRAT MAIN AISOO KA ANJAM BHI SHAITAN KE SATH HI HO GA INSHALLAH 


WALLAH HU AALAMU 

From: Fahad Ashrafi <fahad_yamin@hotmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com; Khaksar <mahvishakram@hotmail.com>
Sent: Tuesday, March 27, 2012 10:12 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH

@KHAKSAR : YE MUSARAT KATTAR WAHABAN HAI... OR WAHABI TO HAR CHOTI SAY CHOTI BAAT MAIN SHIRK KO LAY ATAY HAIN....IN KI SOI SHIRK O BIDDAT PER BHI PHASSI HOI HAI...OR UMMAT KO PERISHAAN KER RAKHA HAI INN WAHABIYON NAY.. KHUD BHI GUMARAH HAIN OR DOSRON KO BHI GUMRAH KER RAHAY HAIN......



                                                                     


-------- Original Message --------
Subject: Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH
Date: Tue, 27 Mar 2012 21:41:22 +0500
From: Khaksar <mahvishakram@hotmail.com>
Reply-To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
To: <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>


 
 
 
 
@Musarat Jehan: Thora sa clarify kardan ka app na yah baat kahan sa akhaz ki ka bad wisal yah ayat mansokh ho chuki ha?
 
1- "زندہ انسان سے دعا منگوائی جاسکتی ہے" Is baat ka bi koi sabot faraham kardan plz.
 
2- "کیون کہ وہ جانتے تھے کہ کہ شرک ہے، فوت ہونے والے سے دعا کی درخواست کرانا۔" Yah bi bata dan ka app ko yah kasa pata chala ka fotshudgan sa Madad mangana shirk ha our zinda sa madad ki request shirk nahi ha?
 
Jab ka shirk tu isi kahta han ka kisi ko Allah TA'ala ki zaat-o-Sifat ka sharik thahrana!!!
 
Sent: Friday, March 23, 2012 1:01 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH
 
 
Assalam Alaikum
 
Musarat jehan aap ne bilkul durust farmaye hain. Inshalla hum sub muslmanou ko shirk jaisi cheezooun se mehfoodh fermaye ameen.
Jazaaak allah
Afzal
 

From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>; afzalhussain42@yahoo.com
Sent: Thursday, March 22, 2012 7:52 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH
 
 
بھائی فیض ۔۔ آپ نے قرآن و حدیث دونون سے غلط مطلب نکالے ہیں۔۔ بات دراصل یہ ہے کہ قرآن میں جو نبی صلی اللہ علیہ وسلم سے دعا کی بات ہے وہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم کی حیات مبارکہ میں ہے نہ کہ وفات کے بعد۔ زندہ انسان سے دعا منگوائی جاسکتی ہے بالکل اسی طرح جب نبی صلی اللہ علیہ وسلم حیات تھے تو جو لوگ اپنی جانوں پر ظلم کر چکے تھے انکو کہا گیا کہ وہ نبیی صلی اللہ علیہ وسلم سے دعا کرائیں ۔ زرا غور فرمائیں کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم کے صحابہ کی ایک بڑی تعداد نبی صلی اللہ علیہ وسلم کی وفات کے بعد وہیں پر موجود تھی لیکن بارش کے لئے دعا آپ صلی اللہ علیہ وسلم کے چچا سے کروائی گئی ۔ اگر آپ کی بات درست ہوتی تو نبی صلی اللہ علیہ وسلم کے چچا سے کیوں دعا کرائی گئی وہ تو خود جاکر قبر مبارک پر نبی صلی اللہ علیہ وسلم سے دعا کی درخواست کرسکتے تھے،لیکن تاریخ اسلام میں ایک بھی ایسی مثال نہیں ہے کہ کسی صحابی رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے قبر اطہر پر جاکر دعا کی درخواست کی ہو کیون کہ وہ جانتے تھے کہ کہ شرک ہے، فوت ہونے والے سے دعا کی درخواست کرانا۔
 


To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com; afzalhussain42@yahoo.com
From: mfaiz_chishti1@yahoo.com
Date: Thu, 22 Mar 2012 00:35:40 -0700
Subject: Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH

 
Rasool Allah S.A.W nain khud nida kernaiki talkeen fermae. Hazrat Usman bin Hanif R.T.A rivayet fermate hain keh Nabeena Sahabi R.T.A Hazoor Nabi Kareem S.A.W ke bargahe bakus pannah main hazer howa aor apnay haq main dua ki derkhast ki to Sarkare Madina S.A.W nain yeh dua talqeen fermae.
 
Terjuma: Aey Allah Azwajal main tujh se sawal kerta hoon aor Muhammad S.A.W ke waseelay se teeri taraf mutavajeh hota hoon
takeh meeri hajat puri hojae aey Allah Hazoor Nabi Karim S.A.W ki shifat meray haq main qabool ferma.
 
(Nisae, Termzi, Hakim, beheeqi. Ibne Khazeema, Ibne Maja, Tibrani)
Meray pass to bohat se Ahadees Mubarka maojood hain yeh sab likhna bohat hi mushkil he. Jis nain samjhna he uskaliay itna kafi he jis nain nahin samjhna sab bhi likh dain usnain nahin samjhna.
 
Para 6 Surahe Maeda Ayat Number 35. Waseelay per dalat ker rahi he.
Allah Tala nain hukam fermaya (para 5 surrahe Nisa Ayat No.64)
Terjuma: Aor ager jab woh apni janoon per zulam karain to aey Mehboob S.A.W tumharay hazoor hazer hon aor phir Allah se Moafi chahain aor Rasool Allah S.A.W unki shafat fermaen to zaror Allah ko bohat taoba qabool kernay wala mehrban paingay. 
 
 
From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>; afzalhussain42@yahoo.com
Sent: Tuesday, March 20, 2012 10:29 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH
 
تحسین بھائی اور افضل بھائی۔۔۔۔ غیر اللہ کو پکارنا صرف گناہ ہی نہیں بلکہ کائنات کا سب سے بڑا گناہ ہے جسکو شرک کہتے ہین اور اگر کوئی حالت شرک مین یا غیر اللہ کو پکارتے ہوئے اور توبہ کئے بغیر مر گیا تو اکے بارے مین اللہ نے فرمادیا ہے کہ اس پر جنت حرام اور جہنم واجب کردوں گا۔
جہان تک کسی عالم پر بھروسہ کرنے کی بات ہے تو بھائی تحسین ، آج ہر کوئی عالم ہی بنا ہوا ہے لیکن عالم دو قسم  کے ہیں ایک علماء حق اور دوسرے علماء سو۔  جب بھی کسی سے کوئی دینی مسئلہ معلوم کرنا ہو تو یہ ضرور فرمائیں کہ مسئلہ قران و حدیث سے بتائیں نہ کہ کسی رائے سے، اور قرآن کی آیت اور حدیث کا حوالہ بھی معلوم کریں اور آج کے دور میں تو حدیث سے بتایا گیا مسئلہ کو کنفرم کرنا کچھ مشکل نہیں ہے کاف کُتب احادیث اور تفاسیر قرآن انٹر نیٹ پر موجود ہین وہاں سے کنفرم کیا جاسکتا ہے۔۔۔۔۔۔ 
اگر خدا نخواستہ آپکا واسطہ اشرف علی تھانوی کی بہشتی زیور سے پڑ گیا جو کہ بقول لوگون کے ہین تو وہ بھی عالم تو جناب انکے بہشتی زیور میں تو لکھا ہتے کہ "اگر وضو الٹا پلٹا کرلو (یعنی پہلے پائوں دھولو، پھر منہ دھولو پھر ہاتھ دھولو وغیرہ وغیرہ)  تو وضو ہو جائیگا مگر خلاف سنت ہوگا۔" اب اگر کوئی ان سے پوچھے کہ جو خلاف سنت ہے وہ تو نری ضلالت ہی ہے وہ "ہو کیسے جائیگا"  
 
To: afzalhussain42@yahoo.com; Yaadein_Meri@yahoogroups.com From: atahseen68@yahoo.in Date: Sat, 17 Mar 2012 13:34:55 +0800 Subject: Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH 
walaikumus salam
               allah ke alawa kisi ko madad ke liye pukarna jayez nahi is gunah se taubah karni chahiye,ab raha inka gairullah ko pukarne ki sharayi haisiyat to main pahle hi kah chuka hoon ke aapko jis aalim ke ilm, taqwa, deyanatdari par pura bharosa ho usse rabta qayam kiya jaye,beshak ek aalim ne ilm-e -quran wa hadith per jitni mehnat ki hai ek aami ke bas mein nahi,wo ba-zabta quran wa hadith ka dars lete hain aur phir unka raat din ka mashgala hota hai iska haq yeh hai ke ek aami unse apne masle main rabta kare
                jaise hamare pas family doctor,family lawyer hote hain jinse ham apne masle uske mutalliq puchte hai to apna ek family aalim bhi hona chahiye jinse ham roz marra k masayil ki shariat ke roshni mein hal pooch kar amal karein
                 allah amal karne ki aur zamane ke har fitno se bachne ki taufeeq ata farmaye
aap hamare bhai hai main aapko ek dua batata hoon mere liye bhi (ke sabse jyadah apne ko mohtaaz samajhta hoon),apne liye bhi aur poori ummat ke liye yeh dua karein
"Ae Allah Jisse tu razi hota hai woh amal karne ki Aur jisse tu naraz hota hai Usse bachne ki Taufeeq Ata farma aur unlogon ki muhabbat mere dil mein daal de jo tujhe mahboob rakhte hon aur jise tu pasand karta ho"
        wassalam        
From: Afzal Hussain <afzalhussain42@yahoo.com>
To: tahseen Ahmad <atahseen68@yahoo.in>
Sent: Saturday, 17 March 2012 7:58 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH
Assalam Alaikum

    Tahseen sahab main yeh janna chahta hoon k ya Ghouse al madad aur ya Ghouse Azam aur Mushkil Kusha waghera waghera kehna jayez hai ya nahi kiyoun k koi kehta hai jayez hai aur koi nahi. Akhir such kiya hai
 
From: tahseen Ahmad <atahseen68@yahoo.in>
To: Afzal Hussain <afzalhussain42@yahoo.com>; "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Saturday, March 17, 2012 7:33 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH
Assalamu Alaikum,
                  Aapne Nasiruddin Albani ke bare mein poocha tha.Yeh Albani pehle Madina mein raha karta tha salfi ban kar jaisa ke inki aadat hoti hai. yeh bahut bada masla hai ke yahan salfi ban kar rahte hain bahut saare log aur salfiyat ki tableegh k liye yahan se paisa lekar apne mulk (hindustan, pakistan,bangladesh wagairah) mein ghair muqalladiyat ka parchar karte hain ,pata nahi inka maal haram hai ya haram yeh to inse hi poochna chahiye.
                Albani ka kaam yehi tha ke woh saari mansookh riwayat ko (jo waqayi sahi hadith thi lekin mansookh  ho chuki thi,ispar ummat ka amal nahi tha) usne sahi kah kar chala diya ke sahi hadith per amal karna chahiye,dekho ye sahi hadith hai,bholi bhali ummat hadith dekh kar inkar kaise kare.
                     yeh sab chalta raha aur ooper se level salafi ka chada raha take maal milta rahe kaam chalta rahe ,
usne acha asar apni baaton se yahan bana rakha tha,lekin ek baar socha ke ab hamara acha hold hai ek baar khul ke apni asli shakal dikha doon to log isko bhi maan lenge(yad rahe woh apna kaam band kamre mein karta tha, bahar to salfi show karta tha) to usne ek baar haram mein aakar arabi mein ghair muqalladiat per taqrir ki,
                  usi waqt usey arab se jila watan kar diya gaya woh hajj ke liye bhi nahi aa sakta.ab suna hai ke uska duniya se rukhsati ho gayi lekin uske chele apne kaam me masroof hain,
                      mai bhi arab me rahta hoon,ek chela uska juma ki namaz padane aata hai.uska kaam yeh hai khutba mein urdu me taqreer karna shuru kar deta hai aur usme wahi jo sahi hadith hai jisper amal hai kahega ki allama albani ne ise jaeeef kaha hai isper amal karna bidat hai,kabhi naya shosha chorta hai k falan hadith hai jisko albani ne sahi kaha hai isper aaj se ham amal karenge,aur ilmi salahiyat ka ye haal hai k koi bhi masla poocho k yeh jayej hai ya nazayez to kahta hai k isme ikhtalaf hai kuch log jayez kahte hain kuch nazayez.
                        allah ham log ko aise fittin se bachne ki taufeeq ata farmaye.
                        akhir mein yeh mashwara jarror dunga ke dekho ek hadith hai fazail wali jo agar jaeef bhi hui to amal kar sakte hain uska sawab milega kyunki hadith sahi,hasan,jayeef rawi ke halat per hoti hai.fazail ki hadith par amal karne per koi pakar nahi koi ikhtilaaf nahi yeh aapka nafil amal hoga ya tawatur hoga to sunnat banega,
lekin masail wali hadith aaye to fauran amal nahi karna chahiye apne maslak ke ulma se  jiske amal,ilm aur taqwa per itminan ho usse poochna chaihiye k iska kya hukm hai,ho sakta hai woh mansookh ho yah uske barkhilaf kai hadith ho(aapne to ek hi hadith payi) to un saari hadith ko samne rakh kar rajeh amal dusra banta ho yeh bhi ho sakta hai.Dekho allah ne kaha sachoon k sath ho jayo to ham yeh nahi kah sakte k sab jhoote hai ,jab allah ne shart lagayi hai to paida karna uska kaam hai aur talash karna hamara kaam hai,
                         zara si kisi ka mazi kuredo to khud pata chal jata hai ke sacha kon hai
ALLAHUMMA ARINAL HAQQA HAQQAU WAR ZUQNAT TIBA'AH
WA ARINAL BATILA BATILAU WAR ZUQNAJ TINABAH
aapki dua ka talib,tahseen ahmad zeya
agar kisiko mere jariye takleef hui to mai usse maafi chahta hoon ke mujhe wednessday ko umrah karne jana hai ,phir madine ki hazri hai,main sabse muamlaat saaf rakhke jana chahta hoon,apna to koi amal nahi usper se us ummat ka dil dukha ke  jaaon jiske liye hamare aaqa din raat roye ho,phir mai kis muh se hajir ho paoonga

 
From: Afzal Hussain <afzalhussain42@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Cc: "atahseen68@yahoo.in" <atahseen68@yahoo.in>
Sent: Thursday, 15 March 2012 7:48 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH
Please explain in urdu about albani
 
From: tahseen Ahmad <atahseen68@yahoo.in>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Wednesday, March 14, 2012 7:19 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH
 
assalamualaikum,
                     yeh albani wahi hai jisne apne quran aur hadith k nam ka cover lagaya hai,ek bar isne apna asli shakal dikhaya tha jisse hamesha k liye makkah aur madina jaisi muhtaram place se shahar badar kar diya gaya. aaj log quran aur hadith ko kahte hai k sab kuch ise pado to phir albani jaise kamine insan ki comments par hadith ko rad kar dete hain, yeh hai inki hadith fahmi,
i will explain if u need why albani has rejected from the saudi .
allah ham sabko sahi deen samajh kar uspar chalne ki taufeeq ata farmaye,amin ya rabbul alamin
tahseen zeya
 
From: Hajira Anwar <anwarhajira@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Tuesday, 13 March 2012 8:20 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH
 

 
Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu
Can you please tell me how authentic this article is?
It is not that I am doubting its authenticity, but when I forward it to my friends, they ask for its authenticity.
Jazakallahu Khair.
 
From: Naveed Ahmed <naveedahm44@yahoo.com>
To: Yaadein <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Tuesday, March 13, 2012 12:22 PM
Subject: [Yaadein_Meri] SALAH AL-HAJAH
 


SALAT AL-HAJAH (the prayer of need)
Omar Abdl-haleem
Is Salat Al-Hajah a Prescribed Salah?
Salat Al-Hajah has been narrated in four ahadith.  Two of them are known to be fabricated.  In one of these fabricated reports, salat al-hajah is said to be a long prayer of 12 rakahs.  In the second report, it is said that it is two rakahs.  The third hadith that discusses Salat Al-Hajah is very weak, as is the fourth report.  The third and fourth reports on Salat Al-Hajah, maintain that it is a prayer of two rakahs.
As for the first hadith, it was said to have been reported by Ibn Masud, may Allah be pleased with him.  It says that Salat Al-Hajah is 12 rakahs that can be prayed at night or in the day, with a tashahhud between every two rakahs.  After the final tashahhud, one makes sujud again, recited Surat Al-Fatihah seven times and then says seven times:  "There is no God except Allah, alone.  He has nopartner.  To Him belongs all dominion.  For Him is all praise.  And He is powerful over all things."
Lailaha illa Allah.  Wahdahu, la sharika lah.  Lahu'lmulk.  Wa lahu'l-hamd.  We huwa'ala kulli shayin qadir.
Then , it is reported that one should say: "O Allah! Indeed, I ask You by the Majesty of Your Throne, and the unlimited mercy of Your Book, and by your Greatest Name, and Your Complete Words (then state your request)."  Then the worshipper rises from sujud and makes tasleem.
The scholars remind that salat al-hajah is not to be taught to the foolish, for if such a one were to ask for something after performing this salah, he will be granted it.
Ibn Al-Jawzy in his book Al-Mawdu'aat reported that this is a fabricated hadith.  One of the reporters in this hadith is "Amr Al-Balki.  Ibn Al-Jawzy reports that Ibn Ma'in, the teacher of Bukhari, declared that Al-Balkhi is categorized among the liars.  Also, Ibn Al-jawzy added that there are authentic hadith that have prohibited the recitation of the Quran in sujud, except by way of supplication.
Other Flaws in These Reports
There is also an issue with asking Allah 'by His Throne," for there is nothing in the Shariah that sanctions Muslims asking Allah "by His throne." The majority of scholars consider it to be bid'ah.
Shaykh Al-Albani said: "This hadith (the one mentioned above) is invalid and completely unreliable.  Ibn Al-Jawzy said that this hadith is undoubtedly fabricated.  Although asking Allah for something by maaqid al-izz, from His Throne, is permissible because is is asking Allah by one of His descriptions, but the permissibility is not based on the evidence provided by this hadith, but by other evidences.".
Ibn Al-Athir described ma'aqid al-'izz to mean:"I ask You by the characteristics that have made the Throne deserve might," so its true meanings is this: "I ask You by the Might of Your Throne."  However, the Hanafis think it is undesirable to ask Allah by the "Might of His Throne."
The essence of this issue is that it is permissible to ask Allah by any of his sifat (descriptions), but it is not permissible to ask Allah by anything He has created.  So, if the above-mentioned phrase is referring to the might of Allah, then it is permissible, but if it is asking Allah something by the Throne itself, or anything He has created, then it is not permissible.
In any condition, the hadith is completely fabricated and does not merit discussion .  Its fabrication is clear by its chain of reporters and strange aspects of the text itself, namely asking Allah by the "Might of His Throne," reciting Al-Fatiha while in sujud.  Moreover, scholars declare, there are all the forms of worship that a person needs in the authentic sunnah of the Prophet,(PBUH).
The Second Hadith
As for the second hadith about Salat Al-Hajah, it is reported on the authority of ibn Abbas (RAA) that the Prophet (PBUH), said: "Jibril (RAA) came to me with some prayers and said: 'If something from the affairs of this world occurs, then make these prayers and ask Allah for what you need."
These prayers follow: 'O Originator of the Heavens of the Earth ! Ya Jalali Wa'l-Ikram! O One Who Comes to the Aid of Those Who Call for Aid! O One Who Brings Help to Those Who Call for Help! O Remover of Evil! O Most Merciful of the Merciful! O Answerer of the Caller of the Distressed!  O God of All of the Worlds! It is You who I ask for my needs, and You are Most Knowledgeable of what they are, so fulfill my needs."
In regards to this report, Shaykh al albani said this hadith is fabricated and other scholars of hadith have classified it as very weak.
The Third Hadith
As for the third hadith, it is reported on the authority of Abdallah ibn Abi Awfa that the Prophet (PBUH) said: "He who has a need from Allah or a need from a person, make wudu' and make it well, and let him pray two rakahs.  Then let him praise Allah, send his blessings on the Prophet (PBUH), and say:  There is no God but Allah, the Clement, the Noble.  Glore be to Allah of the Magnificent Throne! All praise is for Allah, the Lord of the Throne! I ask You for what makes Your mercy incumbent, and brings great forgiveness.  And I ask You to gain from every good deed and to be protected from every bad deed.  Do not leave a sin for me, except that You have you have relieved it, nor a need that the fulfillment of it is pleasing to you, except that You have fulfilled it, O Most Merciful of the Merciful!"
At-Tirmidhi and Ibn Majah reported this hadith but said it is weak.  Al-albani also  added that this hadith is very weak.   
The Fourth Hadith:
As for the fourth hadith, it was reported on the authority of Anas, may Allah be pleased with him, that the Prophet (PBUH) said:
Shall I not teach you a supplication that when any grief or worry afflicts you, you would use it to supplicate your Lord and your prayer would be answered by the permission of Allah and you would be relieved?  Make wudu'pray two rakahs, praise Allah and send your prayers on the Prophet (PBUH).  Ask Allah to forgive you and the believers, and then say:
"O Allah! You judge between your servants about that which they have differed.  There is no God but Allah, the Clement, the Noble! All Glory be to Allah, the Lord of the Seven Heavens and Lord of the Great Throne.  All Praise be to Allah, the Lord of the Worlds! O Allah! Remover of Anguish! Reliever of worry!  Answerer of the Distressed when called upon!  The All-Merciful of this world and the next, and the Mercy-Giving of both! Have mercy on me about my need, fulfilling it, and letting it be successful.  And let this mercy of Yours suffice me from being in need of the mercy of others."
Asbahani and Al-bani judged this report a weak hadith because there are people in its chain that are not known.
Findings
The sum of this hadith analysis for this fiqhi article is that there are no reliable reports from the sunnah about salat al-hajah.  Therefore, it is not a prescribed salah, and it as as innovation, bid'ah, in religion.  Furthermore the supplications and salah that are taught to us by the Quran and the authentic sunnah are more than sufficient.
If a person does feel a strong need for something, there is nothing wrong with praying two rak'ahs and then asking Allah for one's need using whatever words one chooses because salah and supplication are both not only prescribed but encouraged by the Shariah.  It is only reprehensible if someone performs a salah that he considers to be a specific salah called salat al-hajah that must be performed in a specific way and that guarantees an immediate answer in the way that the supplicant desires.
There is no need for there to be a salat al-hajah because, as previously mentioned, a person can perform salah and ask Allah for what he needs any time and in any prescribed way.  Thereafter, the conditions for that supplication to be answered are the same as the divine answer to any other supplication.
                                                                                                                (Courtesy: Al Jumuah Magazine) 
  
 
 






No comments:

Post a Comment