Assalam Alaikum Wa Rahmath Ullahi Wa Barkatahu Ek Khamosh Paigham Ek Din Ek Aalim Bazaar Me Baithe The Itne Me Ek Badshah Ka Guzar Hua Badshah Ne Aalim Se Pucha : Hazrat Kya Kar Rahe Ho ?? Aalim Ne Kaha : Bandoun Ki Allah Se Sulah Karwa Raha Hoon !!! Allah Toh Maan Raha Hai, Par Bande Nahi Maante ... Kuch Dino Baad Badshah Ka Guzar Qabarastan Ke Paas Se Hua, Dekha Ki Wali Aalim Qabarastan Me Baitha Hua Hai.... BaadShah Ne Aalim Se Pucha Hazrat Kya Kar Rahe Ho ??? Aalim Ne Kaha : Bandoun Ki Allah Se Sulah Karwa Raha Hoon Aaj Bande Toh Maan Rahe Hain Par Allah Nahi Maan Raha Hai - - - - - - - - - - - - - - - - - - ایک خاموش پیغام تمام انسانوں کے لیے: ایک دن ایک عالم بازار میں بیٹھا ھوا تھا، اتنے میں ایک بادشاہ کا گزر ھوا بادشاہ نے عالم سے پوچھا: "حضرت کیا کر رھے ھیں؟ " ، عالم نے کہا: "بندوں کی اللہ سے صلح کروا رہا ہوں، اللہ تو مان رہا ہے پر بندے نہیں مانتے"۔ کچھ دنوں بعد بادشاہ کا گزر قبرستان کے پاس سے ھوا تو دیکھا کہ وہی عالم قبرستان میں بیٹھا ھوا ھے،
بادشاہ نے عالم سے پوچھا"حضرت کیا کر رھے ھیں؟ " ، عالم نے کہا: "بندوں کی اللہ سے صلح کروا رہا ھوں، آج بندے تو مان رھے ھیں پر اللہ نہیں مان رھا ھے What Is The Moral of This Story ?????? Kya Aap Mujhe Bata Sakte Hain Iska Matlab ??? ================ Thanks & Best Regards Mrs Rubina Yasmeen ================= Join My Group http://groups.yahoo.com/group/yaadein_meri | |