Search This Blog

Monday, 26 March 2012

Fw: RE: sorry sir alim or mufti sahab ko bhai sahab kha isliaye[Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 

Please find the link about Dr, sahab http://www.youtube.com/watch?v=5z2H1xDdazA

--- On Mon, 3/26/12, SHAIKH MOHD <mdsalim7@yahoo.com> wrote:

From: SHAIKH MOHD <mdsalim7@yahoo.com>
Subject: RE: sorry sir alim or mufti sahab ko bhai sahab kha isliaye[Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Date: Monday, March 26, 2012, 5:34 PM


jee jee  Musrat jehan saheba agar aap nai  Harmain sarifain kay akabrin ko galat batadiya to zakir naik sahab say puchieay ke kyun kar imama ea haram ko bar bar hindustan main bolatay hain or ehlay hadees tuo har muslman hai lakin joo apnay aap ko ahley haedeesh kahatay hai jaisay ki Dr. Zakir nayak shab to woh or agar aap unmay say hain to aap log bhi shirf or shrif imam Bhukhari rehmatulla alay ki hadeesh ko mantay hoo chahai who hadees mansokh kyuna hogay ho us par amal karatya hoo baki sab to jyatar bakool Dr.Zakir Nyak kai Jaisay muslim shareef ,sunnan abu daud,sunnan nishai,tirmizi ibnay mazza yeh sab ahdeesh bakol Dr.sahab ky aksar inmai sahi hadees hain lakin zaif or mozu hadees bhi hain lakin aksar aam muslaman sheeha sheeta 6 hadeesh ki kitabo ko manta hai or un par amal karta hai lakin shirf or shirf bhukhari sarfi ko Dr. zakir nayik sahba kay perokar mantay hai or jahan tak youyube ka sawal hai to whoh kis angle say leyagay hain whoh dhekhna bhi jarory hai kabhi kabhi akho dekhi baat bhi sahi nahi hoti or aap nay jesay had utha kar dua mangtay dhekha agrchy woh duhe mang raha hoo to bhi aap ko yaad dila du ki who shaks badsay waqt hain naki imam ea waqt deen ki malumat or masaeel kay lea immam or alim kay pass jaya jata hai naki badsha kay pass agar aap  hindustan ki hain or deeni masail kay lea aap manmohan sing kay pass jayngi to jahir see batt hai woh nahi bata paiga islia mainay kha internet say admi dusruki galtiyan asani say nikal sakta hai bahas karsata hain lakin sahi malumat kalia aap ko unkay pas jana hoga jinkay pass us kaam ki degree hain jinka kaam ummat ko shai rasta dikhana hain or ahly hades jo aaap zakir nayek sahab apnay aap ko khatayn hain woh log shirf or sherf saudi arab kay malo dult ki wajah say abhi tak tikay hoon hain or bany hain or takliyat ki bbat to aap log galt samcha ki hum apnay waleday ki taklid kartay hai bahi barry sagir main to sabhi hindu thay or deen aaj ki tarikha main quran or sunnat ki itabah karny say or aap hujuray pak sallahualy he wasalm ki mehnat or kurbaniyu say bad main sahbaikiram radiallhu tal ahnhuam or tabaeen taby tabaeen waleyo kay sardar shaikh abdulaqadri jilani or aki wali allah or buzur gany deen ki mehnat or kurnamiyu ka natiza agar aap or hum apnay puranu ki taqlit kartay to shirf or shirf hindu ho tay naki iman waly toipc ko khatam karo apnay apny kaam par lagayngay to bada nafahoga aap hajrat ko taklif dii aap logo say gujarish hain muaf farmayega dua ka talleeb allah puri ummat ko haq ko haq samchnay ki or us [ar aml karnay ki atofiq atta pharmay ameen ya rabul alameen.
M.s.s
--- On Sun, 3/25/12, Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com> wrote:

From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
Subject: RE: sorry sir alim or mufti sahab ko bhai sahab kha isliaye[Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>, "discuss islam group" <discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com>
Date: Sunday, March 25, 2012, 12:10 AM

 

بھائی شیخ صاحب۔۔۔ اہل حدیث،سلفی اہل قرآن یا غیر مقلد یہ تمام ہی نام دوسروں کے دئے ہوئے ہیں جن پر کوئی اعتراض نہیں، جو جسکا دل کرے نام دے لے، اصل بات تو ایمان و عقیدے کی ہے۔ میں الحمدولاللہ "عامل بالحدیث ہوں" یعنی میرا عقیدہ یہ ہے کہ کتاب اللہ اور سنت رسول (حدیث) صلی اللہ علیہ وسلم ہی ہمارے لئے کافی و شافی ہیں، میں ہر اُس انسان کی بات مانتی ہوں (چاہے وہ مسلمان ہو یا غیر مسلم) جو کہ مجھے یہ بتا تا ہے کہ فلان بات قرآن کی آیت میں ہے یہ حدیث رسول صلی اللہ علیہ وسلم میں ہے تو میں اسکو قبول کرتی اور عمل کرتی ہوں۔ اسکے برعکس اگر کوئی لمبے القبات، بڑے نام اور لمبی داڑھی والا بھی یہ کہے کہ فلاں بات فلاں امام یا مولانا صاحب یا شیخ الحدیث نے کہی ہے اور یہ بات سنت یا حدیث میں نہیں ہے۔(اسکی ایک مثال اسطرح ہے کہ مولانا اشرف علی تھانوی صاحب نے بہشتی زیور میں فرما یا ہے کہ اگر الٹا پلٹا وضو کر لیا جائے تو وضو ہو جائیگا گو کہ وہ سنت کے خلاف ہوگا، تو یہ بات میرے لئے ایک دیوانے کی بڑ سے زیادہ حیثیت نہیں رکھے گی۔ کیوں کہ میرے علم میں یہ بات ہے کہ کسی بھی عمل یا عبادت کی قبولیت کے لئے ضروری ہے کہ وہ صرف اللہ کی رضا کے لئے ہو اور صد فیصد سنت رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے مطابق ہو۔۔ اور وضو ایک بہت بڑی عبادت ہے،  کونکہ اللہ تعالیٰ نے قرآن میبں سو سے زیادہ مرتبہ شاید اطاعت رسول کا حکم دیا اور کئی مرتبہ خلاف سنت کرنے پردنیا میں ذلیل و خوار کرنے اور آخرت میں عذاب علیم جیسی سخت وعیدیں سنائی ہیں۔ جسکی بنا پر میں کہہ سکتی ہوں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی بال برابر مخالفت کفر ہے۔ ) تو میں اسکی بات کو جوتی کے نوک پر رکھ کر چھوڑ دون گی۔۔
اسکے علاوہ ایک طریقہ تقلید شخصی کا ہے ۔۔ اگر اس طریقہ کا مطالع کیا جائے تو آپ نوٹ کریںگے کہ یہاں دو گروپ ہین مقلدین کے دو گروہ ہیں ایک تو وہ جو خود مقلد ہونے کے باوجود تقلید شخصی کے خلاف فتویے دیکر چلے گئے کسی نے تقلید شخصی کو حرام کہا، کسی نے باطل کسی نے بدعت اور کسی نے تو کفر بھی کہا ہے، اور ایک گروہ وہ ہے جو تقلید شخصی کو قرآن و حدیث میں تحریفات کر کے لازمی اور فرض قرار دینے کو تیار رہتے ہیں ہا ایک گروہ اور بھی ہے جو کہ تقلید شخصی کو  بدعت ثابت بھی کرتے ہین اور اسکو لازمی بھی قرار دیتے ہیں۔  اسکے علاوہ جب کوئ پوچھے کہ آپ نے کسی کی تقلید کس کے کہنے پر شروع کی تو اسکا کوئی جواب نہیں دیتا۔۔ اگر آپ اس سوال کا جواب دے دیں تو بڑی مہربانی ہوگی۔
اگر آپ یہ جاننا چاہتے ہیں کہ اہل حدیث کی حقانیت کیا ہے تو میں آپ کو خود مقلدین علماء کے اقوال سے بتا سکتی ہوں کہ صرف اہل حدیث جنکو کہا جاتا ہے وہی اصل  "اہل سنت ہیں" اور یہ میرا کہنا نہیں بلکہ علماء مقلدین کا کہنا ہے۔۔۔
جہاں تک سعود لوگوں کے عقیدے کا تعلق ہے تو وہان بھی مقلدین ہین لیکن شاید حنفی نہیں ہیں، اور وہان بھی شرک ہوتا ہے، میں یہ بات اس بنیاد پر عرض کر رہی ہون کیونکہ مین یو ٹیوب پر ایک ویڈیو دیکھی تھی جس مین وہاں کے ایک بادشہ روضہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی طرف رخ کرکے اور ہاتھ اٹھا کر دعا فرما رہے تھے جو کھلا شرک ہے۔ بس میری وہاں کے بارے میں یہ معلومات ہے۔

برائے مہربانی آپ فرمائیں کہ آپ کیا ہیں، اہل حدیث، دیوبندی یا بریلوی، حنفی تو اب کوئی بھی نہیں رہا کیونکہ یہ تین حصوں مین منقسم ہوگئے ہیں یعنی دیوبندی حیاتی، دیوبندی مماتی اور بریلوی اور تینہوں ہی فرقے اپنے علاوہ دوسرون کو حنفی یا مسلمان ماننے کو تیار نہیں ہیں۔

 

To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
From: mdsalim7@yahoo.com
Date: Fri, 23 Mar 2012 09:49:37 -0700
Subject: RE: sorry sir alim or mufti sahab ko bhai sahab kha isliaye[Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 

Muhtara bahin Asslam walyqum 
sayed aap bhol rahi hain ki phlay mainy yehi bat batai ki bhai shab nay benamaji kay bary main btaya or nammaz ki ahmiyat bataee or  mafai chisti sahab or aap Musarat sahiba nay mauzu ko khain or mod diay or jaisa ki mainay khaan hai ki aap ko koi galtfahmi ho gai hai ki is group kay email padkar aadmi aleem banjay ga.ya eelm main ejafa hoga haa kuch sahi kuch galat malumat hoo sakti hain kyun ki is group main kaii maslak kay log hain or kaii to gumraha kun log bhi hai or kun islam ka khir khua hain or kun dusman aam tor per is group main koii nahi janta to  main yeh arja kar rah tha ki topic main say fazail ko laylay or jo bhi samaj mai na aaye to phir group say rooz karnay kay bjay kisi mutabr allimsay rabta kayam kar Kyun kli yaha par koon kitna mutabar hain yeh na to aap janti hain na main or mainy aap say aap ki maslaq kay bary main bhi pucha tha ki aaap ehlay haess to nahi agra haa to aap ka shi sawalo kay jaab harmain sharifan kay bujurjany deen boht achhi tara say desakty hain kyun ki ehlkay hadeeh kay mutabiq saudi waly bhi ehlay hadees hai (jo ki sarasr galat hain haan agr ehlay hadees say murad haddes ko manany waly say hain to har iman wala ehlay hadee hai  aap kafi padi likhi hain aap ko eahl kay mainay pata hoongay) or main to seda sada muslman hoon jo bhi malumat is group say ya kahi say bhi milti hain sak ya subha hota hain to aap nay ulaekram say rafta kayam karta hoon naki group kay logo say puch ta hoon kyun ki muchay pata nahi hain koon sahab kya hain iman wala hai ya iman waly kay nab par koee shahuni hai kya koii phirka parasta hain or mainy aap ko pahlya bhi kaha aap batain ki aap ehaly hdees hai, barylwi hain ehlay sunnat wajammat hai yakoi or,or ehly quran to aap hoo nahi kyun ki ehlay quran ahdes ko mantay nahi hai. aap apnya msalaq ya aap kis jamat say hain batain to inshaallha tala main aap ko un kay marakiz kay details bahij dunga .

or mainy yeh group deen ilm hasil karnay kay leay nahi kiya haan agar koee nafai kee bat milati hain to usko laylaytain hain or baki ko njar andaj kar detay or jahan tak hota hain allah say tuba istgfar kartay hain or alhha say dua kartay hain ki alhha tala jitnay bhi umati hain or qyamat takay anay waly ummatiyo ko haq ko haq samjnay kior uspar amal karnay ki tofiq atta farmai or bateel ko batil samjnay ki  or ussay bachnay ki tofiq atta pharmain aap say dua hain ki aap bhi yeh dua hary leay or sary ummat kai lea harwaqt parmain, hain to yeh group islea join kiya tha ki galti say ek email babri masjit or bhgwan ram kay tallok say milatha kisi bhai nay bhij diya tha to main hindujam or dusray deen kay bary main malumat ekatah krana chahta tha laki us mail kay baad ajtak muchai waisa koi email nahi mila.

allah hafiz dua ka talib

m.s.

--- On Thu, 3/22/12, Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com> wrote:

From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
Subject: RE: sorry sir alim or mufti sahab ko bhai sahab kha isliaye[Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>, "discuss islam group" <discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com>
Date: Thursday, March 22, 2012, 4:06 PM

 


جناب شیخ صاحب۔۔میں نے تو حق ہی کی بات جناب کو بتانے کی کوشش کی ہے،لیکن جناب ادھر اُدھر کی گفتگو مین اُلجھ کر اصل بات سے بہت دور نکل گئے، جناب کسی کی علمیت یا علمی قابلیت کو جانچنے کا بہت آسان طریقہ یہ ہے کہ اُس سے کسی موضو پر گفتگو کی جائے اگر وہ حقائق پر گفتگو کرے تو اُسکی علمیت کا پتہ چل جاتا ہے، لیکن جب سامنے والا صرف غیر سنجیدہ باتوں میں ہی پڑا رہے تو معلو ہو جائگا کہ کتنی علمیت رکھتا ہے ۔ میں اگر اپنی علمی قابلیت جناب کو بتاوئں تو جناب میری سندیں طلب فرمائینگے ،اگر میں سندیں پیش کردوں تو جناب ملکی رواج کے تحت اُن سندوں کو جعلی قرار دے دیں گے، تو اسطرح ایک لامتناہی اور بے جا بحث تو کی جاسکتی ہے لیکن نہ تو آپ مجھے کچھ معلومات فرام کر پائینگے اور نہ ہی میری کس بات سے اپنی معلومات میں اچھا اضافہ ہی کر پائینگے۔
میر گزارش ہے کہ آپ کسی موضو پر گفتگو کا آغاز فرمائیں یا گروپ میں موجود کسی اپنے دوست کی مدد سے ایسا کرین پھر معلوم ہوگا آپ کو کہ میری قابلیت کیا ہے،۔ ویسے قابلیت وغیرہ کا تو میں نے دعوہ بھی نہیں کیا میں تو ایک ادنا سی طالبہ ہوں دین کے راستے کی اور چاہتی ہوں کہ اللہ کتاب اور سنت رسول سے جو کچھ میں نے جانا ہے وہ دوسرون کو بتائوں کیونکہ اللہ کے رسول کا یہی حکم ہے، اور جو میرے علم میں نہیں ہے وہ میں دوسرون سے معلوم کر کے اپنے علم میں اضافہ کرون، بس یہی مقصد ہے میرا۔
میرا مشہورہ ہے کہ آپ مجھے "ایمانیات" کے بارے مین کچھ معلومات فراہم کریں تو بہتر ہوگا۔اور اسی موضو ع پر گفتگو کریں انشاءاللہ بہت نفع ہوگا سب کو
 

To: yaadein_meri@yahoogroups.com; discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com; Yaadein_Meri@yahoogroups.com
From: mdsalim7@yahoo.com
Date: Thu, 22 Mar 2012 00:18:31 -0700
Subject: RE:sorry sir alim or mufti sahab ko bhai sahab kha isliaye[Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
I am stream sorry sir Kyonki mainnay aap ko Bhai sahab kaha kyunki aam muslman aaleem ,mufti,or eelmai fiqha rakhnay walo ko aam tor par aalem ya phir mufti shab khatay hai

or jahan tak islkah ki bbat hai to aalem or mufti sahab aap ko malum hona chahiyeh ki uskaleya deene madarish khan kha hoti hai or quran or hadeesh bhi admi apni maa kay pait say nahi shki kar ata hai (uskay leea bhi aap ko kisi msjid ya madrsay main jana padta hai or wahisay aap ko bakiki jankari hasil hot hai kya aap nay abhi tak sary masali quran or hadidesh say seeekhai hai or han to waju kay masla quran pak main kya likah hain or haeedh ki rosni main kya likha or hum ko kis par amal krana hain )or aga aap arbic hai to phir aap sedhay saudi kay ulama say rafta kyam karay insha allha aap kay sawalo ka jawab wahan say 100%milayga agr aap ehlay hadissh bhi hongay to bhi aaap ko unka jaab sayd kubul hooga.insab say phaly aap apni ilme liyakat kay bary main jarro group ko batadengay to acha hooga or aap kay swalo kay jaab aap samjnay kay leaa aap ko aap ki ilme lyaqat kay bary mai zroo btana hoga. Misal kay tor par agr koi gaon ka seeda sad admi ki doctor kay pas jata hai or doctor us ko apni medical jabn mai usko bataiga to mariz kay samj main nahi  aaiga or wahi jeej woh wasko us gaon waly ki sedhi sadi jaban main batiga to woh badi asssani say samj jay ga or allah ka elmai deen itana chota bhi nahi keek aam admi eski ghray tak kuch hai salon main maloom kar lay or jahan tak eman ki bbat hai to haray aaka ea inamaday hujur ea akram sallah ho walyhe wasalm nay kamo bais 11 say 13 saal tak sahabai kram ka emma bananay ki mehant ki thi bad mai namaz roza baki ahqam aayee mufti sahab  muchai to lagata nahi hain ki aap mufti ya aleem ea deen hai agar hoty to yakeenan apan waqt is group main jaya nahi kartay kyu ki mai abhi tak is group main logo ko ek dusray ki taang khech tay huua dekah jay sa ke aam baat hai ki ek muslma aapni islah kia bagir dusray ki islah karan nikal parta hai aap batain ki aap konsee maslaq hain isha allah tala main aap ko aap ki islah khan par hoogi jarro bataunga.

once again you are in wrong place for islah yahan par na to aap ki islha ho sakti hay nahi hamari( yahan par sirf bigad or tasud paida huga or gyrao ko hasnay ka muka milaiga kiyon ki do jahil kitan bhi kossis kar lay kisi natijay par nahi pahuch sakty or khas kar kay islam kay bary main sahi maloomat mufti allem feqha ka ilam rakhnay waly he bata saktay hai ) kyu ki allha ka deen itna sasta bhi nai hai ki bina harka kea ghar ya office main baitha kar admi muqamal eamn or islam mai dakhil hoo jay jara jakar un logo say puchu jo logo nay islam kubul kiya hai kee keetni asani say um logo ko emman ki dulat meli hai jo paidaisee muslman main hai un main boht kam log hain jenhai deen or islam ki kadrokimat maloom hai .

 Allah paak hum sabko or puri ummatai
muhammadi sallahu walyhiwasallam qyamat kay any waly sary zinnto or insano ko haq ko haq samch nay ki or us par amal karnay ki tufiq atta pharmai or batil ko batil samjkar us say bachnay ki tofiq atta pharmai or us say bachain ameen ya rbul alamin.

dua ka taleeeb 
M.s. 

--- On Wed, 3/21/12, Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com> wrote:

From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>, "discuss islam group" <discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com>
Date: Wednesday, March 21, 2012, 5:49 PM

 


Bhai Sahab, Namaz say pahlay Eeman lazmi hay, ap ko maloom hi hoga keh NAMAZ ki farziat kay lye 2 lazmi sharaet hain, number one momin hona yani eeman baghair kisi shirk aor bidat kay aour dosri shart oqaat e namaz, yani namaz kay waqt ka hona.iskay elawa shayad apko ye bhi maloom ho k namaz sirf wohi qabool hogi jo khalis Allah ki raza k lye parhi gai ho our dosray wo namaz KHALIS RSOOL ALLAH SALI ALLAH ALIEN WASALM  kay tariqay kay mutabiq pahri gai hogi yani NAMAZ MOHAMMADI.agar khalis Allah ki raza k lye namaz pahri mager wo namaz MOHAMMADI nahin hay to wo namaz baikar hay.
 
Main nay ye sawal isly pocha tha keh wahan kahagaya hay k wo imam abu hanifa kay piro kar hain, our zahir hay hay ko wo namaz bhi MOHAMMADI NAMAZ nahin parhtay hongy balkay NAMAZ E HANAFI parhtay hongy, take pahlay ye faisla ho jae k hnfi hona eeman main say haiy ya eeman say kharij hay.
  har musalam ko koi bhi masal apni mslaq kai alim or mufti ulamikram say maloom krana chheyeh

 
Jahan tak apki is bat ka taluq hay jo main nay uper quote ki hay to bhai ye bat bohat,bohat hi ghalat hay, kionkay Allah nay farma dia hay k main ny deen mukamal krdia hay, aslye jab bhi koi masala poochna ho to sirf qran o sunnat kay mutabiq maloom karna our amal karna lazmi hay. dosray ye ko ye jo nara lagaya jata hay keh 'CAHARON BARHAQ HAIN' ye bhi bot bari gumrahi hay, kionkay HAQ to sirf aik hi hota hay nakay 2 ya ziada. our wo HAQ hay qran o sunnat .
 
umeed hay k main nay bhai ko mukamal maloomat day di hain, phr bhi agar koi bat ho to zaroor mutala karain.

To: yaadein_meri@yahoogroups.com
From: mdsalim7@yahoo.com
Date: Wed, 21 Mar 2012 01:54:02 -0700
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 

aslamwlyqum wrhamatullah hai wabrakatahoo. Bhiyon or bhno, allah kay banday nay benamazi kay bary mai btaya or hum log hain ki phira,or maslaq parstish mai phuch kar ladnay baidh gay yahan tak ki fatwan bhi deynay lagay ki ko kafir or koon muslman ,bhi muslaman par namz pad na farz hai or who kis maslak kay mutabi padta hai yeh uska apna msla hai laki agar woh insan 4 imam mai sy kisi kay muta bik nahi padta hai or aap hujuray paak sllahuwaly he waslam or sahaba kram rdiallahu tala anu kay mutabiq bhi nahi padta hai to yakinan us insan ko ulama kiram say raftta kayam kar kay sahi triqai par amal karna cha heaye or har musalam ko koi bhi masal apni mslaq kai alim or mufti ulamikram say maloom krana chheyeh na ki intetnet kay jarya say kyo ki inter net dini masaylil or dini bhas karna ki jagah nahi hay yahn to har koee alim or mufti hai chai woh gair muslim he kyuna hooo har koi appnai aap mai khud ko sahi samchta. Allah paak hum sabko or puri ummatai
muhammadi sallahu walyhiwasallam qyamat kay any waly sary zinnto or insano ko haq ko haq samch nay ki or us par amal karnay ki tufiq atta pharmai or batil ko batil samjkar us say bachnay ki tofiq atta pharmai or us say bachain ameen ya rbul alamin dua ka taleeb Muhammad.s.

------------------------------
On Tue, Mar 20, 2012 7:53 PM IST Musarat Jehan wrote:

>
>Ap kis kay kahnay per Imam abu Hinfa kay pirokar banay, kia ye apko wahi kay zariye say melwm howa hay ya kisi our zarieay say, Kion kay Allah kay Rasool SAWS nay to kahin nahin bataya ko unkay elawa ksis our kay pairo kar bano. Kia ap jawab daina pasand frmaengay. Bhai Fais sahab.....?Musarat
> To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
>From: mfaiz_chishti1@yahoo.com
>Date: Mon, 19 Mar 2012 03:27:05 -0700
>Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
> Ham Imam Azam Abu Hanifa ka pairokar hain Imam Ahmed Bin Hambel kay maslak main ager aik namaz bhi nahi adda ki woh kafir hogia.
>
>
>
>
>
>From: mohammed farooque <farooque880@hotmail.com>
>To: yaadein_meri@yahoogroups.com
>Sent: Saturday, March 17, 2012 8:55 PM
>Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>JAZAK ALLAH KHAIR.
>
>
>
>
>To: Rubina_Yas@yahoo.comFrom: rubina_yas@yahoo.comDate: Fri, 16 Mar 2012 12:06:08 -0700Subject: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>بسم اللہ الرحمٰن الرحیم
>السلامُ علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتہ
>
>•» BE-NAMAZI «•
>''''''''''''''' '''''''''''''
>HIQAYAT:-
>''''''''''''''' ''
>
>Ek Shaqs Jungal Me Guzar Raha Tha Ki
>Uske Sath Shaitaan Ho Liya !
>Uss Shaqs Ne Na Toh Namaz-A-Fajr Padhi,
>Naa Zohar, Naa Asr, Naa Maghrib Aur Naa Isha
>Ki Namaz Padhi !
>Raat Ko Jab Sone Ka Waqt Hua
>Toh Shaitaan Ne Usse Kaha Ki,
>Mein Tumse Dur Rehna Chahta Hoon !
>Usne Kaha Kyun ?
> To Shaitaan Bola,
>Isliye Ki Meine Sirf Ek Sajda Na Kiya Tha !
>Wo Bhi Aadam AS Ko Aur Tune Toh
>Din-Bhar Me Kayi Sajde Khuda Hi Ko
>Na Kiye Hain !
>Toh Mujhe Dar Lagta Hain Ki
>Jab Ek Sajda Ke Naa Karne Se Mujh per
>Laanat Ka Azaab Bhej Diya Gaya Hai
>Toh Tujh Par Itne Sajde Chordne Se Khuda
>Ka Kya Dardnaak Azaab Naazil Ho?
>Jisme Main Bhi Na Maara Jaoun?
> (Durratun-Nasih een, Pg-289)
>*********************************
>SABAQ :-
>Namaz Ka Chordna Bahut Bada Gunah Hain !
> Be-Namazi Ko Shaitaan
>Apne Aapse Bhi Zyada Bura Samajhta Hain !
>
>YA ALLAH
>Aaj Se Hum Touba Karte Hain
>Aaj Se Pehle Jitni Bhi Namazein Qazaa Huin
>Yaa Padhi Hi Nahi
>YA ALLAH
>Aaj Se Hum Koi Namaz Qazaa Nahi Karenge
> MOuLA
>Ek Baar Touba Ka Mouqa Aata Farma
> Aur Humari Touba Ko Qabool Farma
>Ameeen Ya Rabbul Alameen
>Tamaam Bhai Aur Bahenoun Se Guzarish Hai Meri Ki Woh Bhi Apne Aap Se Ahed, Wadaa Karlein ki Aaj Se Hum Koi Bhi Namaaz Ko Qazaa Hone Nahi Denge…
>Insha Allah
>
>*****************************************
>Aapki Dua Ki Talib
>Mrs Rubina Yasmeen
>***************************************
>Jazak Allah kHair
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>



__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment