Search This Blog

Wednesday 22 August 2012

Re: [Yaadein_Meri] بحث قبر پر اذان دینے کی تحقیق - عقائد اہلسنت

poray qissay main kahin yeh bat nazar ati hai ke nabi kareem sallahualhiwasslam ne falan sahabi ke qaber per azan di ya kisi or sahabi r.a ko hukm dia ?? bas itna hi kafi tha or itni labi chori or bay buniad bat ke zarorat hi nai thi bas sahami main youn lkiha hai or hamry ulama aisy kehtay hain basibarat hi ibarat hain hadees kisi rawi say siha sitta ki kisi kitanb bahawalae sahi sand kahin ko tazkra hai ?? sirf likhny ki had tak likh dia jaisa ahadees main aya hai or ibarat main hai yehi aik jhota misra hai jis ke buniad per likh dia shami main isi ke tehat llikha hai oo bhai kis ne likha hai sahaba ka amal kahan hai ??



From: M a khan Raza <makhanraza_sardar@ymail.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Wednesday, August 22, 2012 2:06 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] بحث قبر پر اذان دینے کی تحقیق - عقائد اہلسنت

 aik naie biddat jis ka kabhi suna hie nehin tha, sab apni taraf se qiyas karkey mafroudha ghara giya hie, Allah Bachaye in kharrafaat se

Thanks & Regards,

M A Khan Raza
Saudi Arabia
 
makhanraza_sardar@ymail.com 


From: خاکسار <muhammad_bilal1@live.com>
To:
Sent: Sunday, August 19, 2012 9:49 AM
Subject: [Yaadein_Meri] بحث قبر پر اذان دینے کی تحقیق - عقائد اہلسنت

 
 Eid Mubarak To All those Who's Eid is Today.
 
 
 
 
 
 
To save space of inbox's I am putting the rest of pages on the below given link. You can read more on there. If you face any problem, please let me know.
Read more Aulia Allah's Sawan Hayat – About Akaid Ahl'Sunnat By selecting menu.
 
 
 




No comments:

Post a Comment