Bhaye khaksar aap ko taweilein dene ka aur ajeeb se taweilein dne ka bhut shok he i think. waqt ke hisab se bazrya wahee nabi pak SAW ko bata diya jata tha.
pahel ashra mubashera ko pura parhien ke duniya me basharat de thi 10 sahaba karam RA. us time aur bhi sahaba karam RA the kiya un ko nazoozbillah jahanum ke di thi. nahi jo mozo he us par raho us me apne matalab ko na dekho
From: خاکسار <mahvishakram@hotmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Saturday, April 14, 2012 1:30 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA
@Naveed Ahmed:Aik taraf tu app kahta ho ka Hazoor () ko kal ka bi nahi pata, ab app yah kah raha ho ka Hazoor () na Jannat ki basharat da di ha. Yani ka Ajj nahi kal nahi parso nahi, Madan Hashar main kya ho ga, balka us ka bad ki khabar Hazoor () na Isi dunya main un ki zindagi main hi da di ha Our un ka injam ka bi farma dia ha.From: Zubair KhanSent: Saturday, April 14, 2012 8:44 AMSubject: Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAAVery nice Dil khush kar diya aapne great keep onWith Best Regards
Zubair KhanFrom: Naveed Ahmed <naveedahm44@yahoo.com>
To: Yaadein <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Friday, April 13, 2012 3:33 PM
Subject: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA
No comments:
Post a Comment