Mian sahib jaan diuo saddi wari aan diuo..
tussi koye saboot nahi diya sirf taweilein piesh ke hien mera sawal woheen pe quran aur hadees mutwatirse do please
From: Mian Faiz <mfaiz_chishti1@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Friday, April 20, 2012 11:03 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA
Rana Sahib main nain apki tasli kaliay saboot faraham kerdiay hain zara unko baghaor mutaela fermaen. Umeed he samjh to jaengay laikin manaingay nahin. Manta to woh he jisko Allah Tala ne Haq aor sach ko qabool kernay ki taofeeq di ho.From: Imran Rana <reehabimran@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Monday, April 16, 2012 10:48 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA
bahye meri shaih likha he to quran aur hades se sabit karo na taweilien na do na. taweel ka kaiel nahi me jo he woh quran aur mutwatri hadees se sabit hote he. are tum to shikh abdul Qadir jilnai RA ke qoul se hi sabit karo do. nahi karte sirf apne ulima ke taweiloon se mante ho jis ko me nahi manta me nahi manta..
From: Mian Faiz <mfaiz_chishti1@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Monday, April 16, 2012 10:47 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA
Sahih to likha he ismain kia ghalat he aap logonki aik bat dosri se nahin milti maslan aap perda fermanay walay ki zindgi kay qael nahin laikin aik doosri jaggah fermatay hain keh aik Hadees Mubaraka he keh kuffar kay qaberistan main jaen aor unko dozagh ki khuskhabri dain. Kuffar ki zindgi kay to qael hain lakin maaz Allah Ambiayae Kiram aor salaheen etc., ki zindgi kay qael nahin.From: Imran Rana <reehabimran@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Sunday, April 15, 2012 2:22 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA
Bhaye khaksar aap ko taweilein dene ka aur ajeeb se taweilein dne ka bhut shok he i think. waqt ke hisab se bazrya wahee nabi pak SAW ko bata diya jata tha.pahel ashra mubashera ko pura parhien ke duniya me basharat de thi 10 sahaba karam RA. us time aur bhi sahaba karam RA the kiya un ko nazoozbillah jahanum ke di thi. nahi jo mozo he us par raho us me apne matalab ko na dekho
From: خاکسار <mahvishakram@hotmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Saturday, April 14, 2012 1:30 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA
@Naveed Ahmed:Aik taraf tu app kahta ho ka Hazoor () ko kal ka bi nahi pata, ab app yah kah raha ho ka Hazoor () na Jannat ki basharat da di ha. Yani ka Ajj nahi kal nahi parso nahi, Madan Hashar main kya ho ga, balka us ka bad ki khabar Hazoor () na Isi dunya main un ki zindagi main hi da di ha Our un ka injam ka bi farma dia ha.From: Zubair KhanSent: Saturday, April 14, 2012 8:44 AMSubject: Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAAVery nice Dil khush kar diya aapne great keep onWith Best Regards
Zubair KhanFrom: Naveed Ahmed <naveedahm44@yahoo.com>
To: Yaadein <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Friday, April 13, 2012 3:33 PM
Subject: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA
No comments:
Post a Comment