BISMILLAH-HIRRAHMAN-NIRRAHIM
Urdu Translation:
Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki mere Habib RASOOLLALLAH Sallallhu Alaihi Wasallam ne Kabristan mein Namaz parhney se mana farmaya hai
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 488
Hazrat Abu said khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RASOOLLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya sari zameen Namaz ki jagah hai siwaye Hamam aur Maqbara ke ( Kabristan ke)
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 490
English Translation:
Narrated Ali May Allah be Pleased with him said: My affectionate friend (Prophet Peace be upon him ) prohibited me to say prayer in the graveyard
Sunan Abu Dawud, Vol 1, Book2,#490
Narrated Sa'id may ALLAH be pleased with him : The Prophet peace be upon him said: The whole earth is a place of prayer except public baths and graveyards.
Sunan Abu Dawud,Vol 1,Book2,#492
__._,_.___
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment