Search This Blog

Monday, 16 April 2012

Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA

Sahih to likha he ismain kia ghalat he aap logonki aik bat dosri se nahin milti maslan aap perda fermanay walay ki zindgi kay qael nahin laikin aik doosri jaggah fermatay hain keh aik Hadees Mubaraka he keh kuffar kay qaberistan main jaen aor unko dozagh ki khuskhabri dain. Kuffar ki zindgi kay to qael hain lakin maaz Allah Ambiayae Kiram aor salaheen etc., ki zindgi kay qael nahin.

From: Imran Rana <reehabimran@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Sunday, April 15, 2012 2:22 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA

Bhaye khaksar aap ko taweilein dene ka aur ajeeb se taweilein dne ka bhut shok he i think. waqt ke hisab se bazrya wahee nabi pak SAW ko bata diya jata tha.
pahel ashra mubashera ko pura parhien ke duniya me basharat de thi 10 sahaba karam RA. us time aur bhi sahaba karam RA the kiya un ko nazoozbillah jahanum ke di thi. nahi jo mozo he us par raho us me apne matalab ko na dekho

From: خاکسار <mahvishakram@hotmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Saturday, April 14, 2012 1:30 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA

 
 
@Naveed Ahmed:
 
Aik taraf tu app kahta ho ka Hazoor () ko kal ka bi nahi pata, ab app yah kah raha ho ka Hazoor () na Jannat ki basharat da di ha. Yani ka Ajj nahi kal nahi parso nahi, Madan Hashar main kya ho ga, balka us ka bad ki khabar Hazoor () na Isi dunya main un ki zindagi main hi da di ha Our un ka injam ka bi farma dia ha.
 
Kisi 1 baat par tu qaim raho.
 
 
Sent: Saturday, April 14, 2012 8:44 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA
 
 
Very nice Dil khush kar diya aapne great keep on
 
 
With Best Regards
Zubair Khan
From: Naveed Ahmed <naveedahm44@yahoo.com>
To: Yaadein <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Friday, April 13, 2012 3:33 PM
Subject: [Yaadein_Meri] ASHARA MUBASHARA SAHABA RAA
 
 
 






No comments:

Post a Comment