Search This Blog

Thursday 31 January 2013

[Yaadein_Meri] Mafhum-e-Hadith: Agar uskey paas nekiya nahi hongi to us (mazlum) bhai ki buraeeyan us par dal di jayegi.

 

 
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu..

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Mafhum-e-Hadith: Agar uskey paas nekiya nahi hongi to us (mazlum) bhai ki buraeeyan us par dal di jayegi.

Abu Hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jisney apney kisi bhai par zulm kiya ho to usey chahiye ki is sey (duniya mein) maaf kara le, kyunki aakhirat mein dinar aur diraham (Rupye paisey)nahi hongey , is sey pahle (maaf karwa le warna) uskey bhai ke liye uski nekiyon mein se haq dilaya jayega aur agar uskey paas nekiya nahi hongi to us (mazlum) bhai ki buraeeyan us par dal di jayegi.
Sahih Bukhari, Vol 8, 6534

Dua from Quran :
Ya Rab, Hamarey aur hamrey Bhaeeyo ke jo humse pahley Imaan laye hain ke gunaah Maaf farma aur momeeno ki taraf se Hamarey Dil mein Keena (Hasad) paida na hone de, Ya Rab tu bada shafqat karney wala aur meharbaan hai
Al Quran: Surah Al hashr (59) , verse 10

---------------------------------------
English Tarnslation:

Narrated Abu Huraira radi allahu anhu: The Prophet sallallahu Alaihi wasallam said, "Whoever has wronged his brother, should ask for his pardon (before his death), as (in the Hereafter) there will be neither a Dinar nor a Dirham. (He should secure pardon in this life) before some of his good deeds are taken and paid to his brother, or, if he has done no good deeds, some of the bad deeds of his brother are taken to be loaded on him (in the Hereafter).
Sahih Bukhari Vol 8, Book 76, No. 541:

Dua from Quran :
Our Lord! Forgive us and our brothers who have preceded us in Faith, and put not in our hearts any hatred against those who have believed. Our Lord! You are indeed full of kindness, Most Merciful.
Al Quran: Surah Al hashr (59) , verse 10

__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment