Search This Blog

Saturday 14 July 2012

Re: [Yaadein_Meri] BEHNAIN SAJDA KERTY HUWAY EHTIAT KARAIN

 

naveed sahab (  mard o orat ) ka lafz to izafa he, bazmi sahab ne thk ahades pesh ki heen, orat k amal jitne ba parda hoon utna hi acha he, is hi liye unhe gher k ander se ander or ander namaz ka hokum diya ga ya


2012/7/14 I Am BazMi <soul_of_bazm@yahoo.com>
 

حضرت یزید بن ابی حبیب رحمہ اﷲ سے مروی ہے کہ آنحضرت صلی اﷲ علیہ وسلم دو عورتوں کے پاس سے گزرے جو نماز پڑھ رہی تھیں آپ نے فرمایا جب تم سجدہ کروتو اپنے جسم کا کچھ حصہ زمین سے ملالیا کرو کیونکہ عورت ( کا حکم سجدہ کی حالت میں) مرد کی طرح نہیں ہے ۔
(مراسیل ابی داؤد ص8، سنن کبری بیہقی ج2ص223)

حضرت عبد اﷲ بن عمر رضی اﷲ عنہما بیان کرتے ہیں کہ آپ صلی اﷲ علیہ وسلم کہ جب عورت نماز میں بیٹھے تو اپنی ران دوسری ران پر رکھے اور جب سجدہ کرے تو اپنے پیٹ کو رانوں سے چپکا لے۔ اس طرح کہ اس کے لئے زیادہ سے زیادہ پردہ ہوجائے۔ بلا شبہ اﷲ تعالی اس کی طرف نظر (رحمت) فرما کر ارشاد فرماتے ہیں کہ اے فرشتوں میں تمہیں گواہ بناتا ہوں اس بات پر کہ میں نے اسے بخش دیا ہے۔(کنز العمال ج7ص549) 

حضرت حارث رحمہ اﷲ فرماتے ہیں کہ حضرت علی کرم اﷲ تعالی نے فرمایا کہ جب عورت سجدہ کرے تو خوب سمٹ کر کرے اور اپنی دونوں رانوں کو ملائے رکھے۔
(منصف ابن ابی شیبہ ج1ص279، سنن کبری بیہقی ج2ص222)

حضرت عبد اﷲ بن عباس رضی اﷲ عنہ سے عورت کی نماز کے بارے میں سوال ہوا تو آپ نے فرمایا کہ وہ اکٹھی ہو کر اور خوب سمٹ کر نماز پڑھے۔ ( منصف ابن ابی شیبہ ج1ص270) 

امام ابولحسن علی بن ابوبکر رحمہ اﷲ فرماتے ہیں۔ اور عورت اپنے دونوں ہاتھ اپنے مونڈھوں تک اٹھائے يہی صحيح ہے کیونکہ یہ طریقہ اس کے لئے زیادہ پردہ کا ہے نیز آگے چل کر فرماتے ہیں اور عورت اپنے سجدہ میں پست رہے اور اپنے پیٹ کو رانوں سے ملائے کیونکہ يہ اس کے لئے زیادہ پردہ کا باعث ہے ۔ ( ہدایہ ج1ص100و110) 

امام خرقی حنبلی رحمہ اﷲ فرماتے ہیں کہ مرد وعورت اس میں برابر ہیں سوائے اس کے کہ عورت رکوع و سجود میں اپنے آپ کو اکٹھا کرے ( سکیڑے) پھر یا تو چہار زانو بیٹھے یا سدل کرے کہ دونوں پاؤں کو دائیں جانب نکال دے، ابن قدامہ حنبلی اس کی شرح میں فرماتے ہیں کہ اصل يہ ہے کہ عورت کے حق میں نماز کے وہی احکام ثابت ہوں جو مرد کے لے ثابت ہیں کیونکہ خطاب دونوں کو شامل ہے بایں ہمہ عورت مرد کی طرح رانوں کو پیٹ سے دور نہیں رکھے گی بلکہ ملائے گی) کیونکہ عورت ستر کی چیز ہے لہذا اس کےلئے اپنے آپ کوسمیٹ کر رکھنا مستحب ہے تا کہ يہ اس کے لئے زیادہ سے زیادہ ستر کا باعث بنے وجہ يہ ہے کہ عورت کےلئے رانوں کو پیٹ سے جدا رکھنے میں اس بات کا اندیشہ ہے کہ اس کاکوئی عضو کھل جائے ۔۔۔۔۔۔ امام احمد رحمہ فرماتے ہیں مجھے عورت کےلئے سدل ( بیٹھنے میں دونوں پاؤں کو دائیں جانب نکالنا) زیادہ پسند ہے اور اس کو خلال نے اختیار کیا ہے ۔
مندرجہ بالا احادیث وآثار، اجماع امت اور فقہائے کرام کے اقوال سے ثابت ہو رہا ہے کہ مردوعورت کی نماز ايک جیسی نہیں دونوں میں فرق ہے۔


 



Regards
BazMi
Karachi-Pakistan





 



From: Naveed Ahmed <naveedahm44@yahoo.com>
To: Yaadein <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>; "rahehidayat@yahoogroups.com" <rahehidayat@yahoogroups.com>; Sonia Azam <adeenrocks@yahoo.com>; "sadqayyarasolallah@yahoogroups.com" <sadqayyarasolallah@yahoogroups.com>; "to_know_about_islam@yahoogroups.com" <to_know_about_islam@yahoogroups.com>; Mujeeb-ul- Hassan Majji <mujeeb_majji@yahoo.com>; Taf hussain <tafhussain1999@gmail.com>
Sent: Saturday, July 14, 2012 1:14 AM
Subject: [Yaadein_Meri] BEHNAIN SAJDA KERTY HUWAY EHTIAT KARAIN

 
 



__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

Re: [Yaadein_Meri] Hadith : Dono qabron ke murdon par azab ho raha hai……..

 

asa,
meray bhayo zara ghour karo.
kia kisi banday ke ye maloom hay wo khud jannati hay ya dozkhi?
phir woh kisi aur ke baray mei kaise faisla karsakta hay woh wali hay ya kuch aur or uski ibadat qabool hui hain ya nahi, jannati hay ya??
therefore, her dunya se janay wala qabar mein kis haal mein hay kisi ko nahi maloom.
jo hadees neechay quote ki gae hay to samjhnay ke baat hay ke wo ek
rasool rehmatul lil alameen ka act tha, jo ke unhon pata chala ke qabar mein azab horaha hay, hum kahan is qabil ke ye janain or uske azab
se usko bachanay ke leay dua ka alawah kuch bhi karsakain.
teesri ehem baat yeh hai ke is hadees ke nateeja mein to azab door karne ke khatir tehnian lagai gai theen, ab agar mazaron ke qabbor per
bhi azaab door karne ka khial ho to chalo manlia, magar ek taraf to ap unko pak saaf jannati, wali aulia whatever kia kia khitab dete ho doosri
taraf unke uper azab door karne ke phoolon ke chadar bhi chrhatay ho,
phir sabit kia hua ke unpe azab hay ya wo jannti hain. socho.
wallaho wali ul taufiq.

 
Sharifuddin Kazi,
Jeddah, Saudi Arabia.
Mobile  0564137039
other emails:


From: Mian Faiz Chishti <mianfaizmuhammad_chishti@hotmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Saturday, July 14, 2012 6:40 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Hadith : Dono qabron ke murdon par azab ho raha hai……..

 
Asslamu Alaikum,
 
Neechay Hadees mubarka hazer he jismain Hazoor Pak Sallallaho Alaihi Waslam ne Qaber walaon ke azab ke mutaliq bata rahain hain. Ab ap bataien azazb zinda ko hota he ya murda ko?
Itni se bat ki bhi tum logon ko samjh nahin ham to Quran Majeed aor Ahadees mubarka paish ker ker thak gaey laikin tumhara pernala wahin ka wahin he.
 
Sent: Saturday, July 14, 2012 2:39 PM
To: undisclosed recipients:
Subject: [Yaadein_Meri] Hadith : Dono qabron ke murdon par azab ho raha hai……..
 
 

 
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Hadith : Dono qabron ke murdon par azab ho raha hai……..

Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam do Qabron ke pass se guzrey aur farmaya ki in dono qabron ke murdon par azab ho raha hai aur ye kisi badey gunaah ki wajah se azab mein giraftar nahi hain bulki ismein se ek peshaab ke cheenton se nahi bachta tha aur ye (dus...ra) chugalkhor (backbiter) tha phir aapney ek hari shaakh mangwayee aur usey Do tukdon mein faad kar dono qabron par laga di iskey bad farmaya ki jab tak ye shaakhein sukh na jayegi us waqt tak shayad in dono ka azab halka rahey.
Sahih Bukhari, 6052

-------------------------------------------------------------------------
English Translation:
Narrated Ibn 'Abbas Radi Allahu Anhuma: Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam passed by two graves and said, "Both of them (persons in the grave) are being tortured, and they are not being tortured for a major sin. This one used not to save himself from being soiled with his urine, and the other used to go about with calumnies ( backbiting). The Prophet then asked for a green leaf of a date-palm tree, split it into two pieces and planted one on each grave and said, "It is hoped that their punishment may be abated till those two pieces of the leaf get dried.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 78:




__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

Re: [Yaadein_Meri] Tableegh Waley? یہ تبلیغ والے؟

 


aslam alikum,
janab, ager ap hazor s.a.w ki serat ka ghor se motala karen to ap ne chor k hath katne ka hokum dete wakth farmaya is ko mere pas lane se pehle tum ne smjha kiyona diya, zanya orat se hat ul imkan darguzar farmaya or wapis bhejte rahe, hazrat omer r.a kesi k gher kood ga e, us ne kaha me ne ek ghalti ki ap ne 3 ghaltiyan ki, ap ne had jari nahi ki, kaha kan kareb la o or kaha me ne raat ka kesi se zokar nahi kiya us ne kaha ap b kan adher la en, me ne b toba kr li he aj k bad bora kam nahi karoon ga, rahi in hokmarano k samne kuch kehna (bhens k age been bajana) he
ye zalim hokmaran to allah ka azab heen, hamare amal k nateje me, asan kam kiyon nahi karte ham apne ko badal leen, hokmaran b badal ja en ge, asman per do darwaze heen ek se logo k amal jate heen dosre se halat ate heen, ache amal pr ache ache halat, mager is k liye apne naram naram bistaron ko gher bar karobar ko t.v internet or ser sapate ko chorna pare ga, bari qurbani he, tan man dahn lagana pare ga, hazoor s.aw ki ummat ka gham le kr dr dr ghr ghr pherna pare ga, hr kadan pr allah razi ho ga. kr k dekh leen, 
ap ka kher khawan
moin
2012/7/14 Asghar Ali Soomro <ashleyjcd@yahoo.com>
MUHTARAM MOIN SAHIB,
WA ALAIKUM ASALAM WA RAHMATULLAHE WA BARAKATOHU,
IS MEIN KOI SHAK NAHIN KE 100% SAHABA ALLAH KE HUKMON PER AMAL KARTE THE YANI WOH IBADAAT KE ILAWAH APNI INFARADI AUR IJTMAI ZINDAGI MEIN AMAL KARTE THE. AGAR WOH BURAI KO DEKHTE THE TO WOH US KO APNE HAATHON SE ROKTE THE KIYON KE UN MEIN EMAAN KA AFZAL TAREEN DARJA THA. WOH BURAI KO ROKNE KE LIYE SIRIF TABLIGH SE KAAM NAHIN LAITE THE BALKE WOH TALWAR KA ISTIMAL KARTE THE. WOH CHORON KO SAMJHATE NAHIN THE BALKE UN KE HAATH KAAT DIYA KARTE THE. WOH ZANIYON KO TABLIGH NAHIN BALKE KORE MARTE AUR RAJAM KARTE THE. HUM WAZIH AKSARIAT KE BAWAJOOD YEH KHUD TO NAHIN KAR SAKTE BALKE HUM HUKUMRANO SE MUTALIBA KARNE KI BHI HIMAT NAHIN RAKHTE. ALLAH SE DUA HAI KOH HAMEIN KABHI AISI HIMAT ATTAA FARMAE. AAMEEN. IS KE ILAWAH HUM KAM AZ KAM APNE IJTAMAAT MEIN YEH TO KAHIN KE KHUDARA ELECTIONS MEIN NEK AUR SAALIH LOGON KO VOTE DEIN.
JAZAKALLAH.
UR BROTHER
ASGHAR ALI SOOMRO


From: MOIN <iammoin@gmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com .
Sent: Saturday, July 14, 2012 3:07 PM

Subject: Re: [Yaadein_Meri] Tableegh Waley? یہ تبلیغ والے؟

 
ASLAM ALIKUM, 
HAZOR E AKRAM S.A.W NE JB MADENE ME ISLAMI HAKOMAT QAYAM KI TO 100% SAHAB E KIRAM ALLAH K HOKMO PR AMAL KARNE WALE THE, ALLAH PAK FARMTE HEEN TUM NAMAZ OR ZAKAT KO QAYAM KARO ALLAH TUM KO ZAMEEN PR HAKOMAT DE GA, HADES SHAREF ME HE "AMALOKUM OMMALOKUM" JESE TUMHARE AMAL HONGE WESE TUMHARE UMMAL (HAKIM) HONGE, TO BHAI HAM MEHNAT KR K 51% MOSALMANO KO NAMAZI OR ZAKAT DENE WALA TO BANA EN, AJ HALAT YE HE K AAM LOG JB MILTE HEEN TO HAL AHWAL BAD ME LETE HEEN MAN BEHAN KI GALI PEHLE DETE HEEN, DENI BATOON KA MAZAK OR THATTA URATE HEEN, RISHWAT, ZULM, FASIK KI TAREEF, KARTEN HE YE OR ISTARAHAN K AMAL ALLAH K GHUSE OR GHAZAB KO TO DAWAT DETE HEEN, IN HALAT ME AZABAT TO A SAKTE HEEN ISLAMI NIZAM NAHI, BAKI BAT KI AP NE WAKT KI TO HAM MEHNAT K MOKALAF HEE NATIJE K NAHI, HAZRAT NOOH A.S NE 950 SAL MEHNAT KI 80 YA 82 EMAN LA E, WO B KAMYAB OR UN K MANNE WALE B, BHAI YE TABLEGH KI MEHNAT IS WAKTH TAN MAN DHAN LAGANE K SB SE MOSSAR ZARYA HE JIS KO ALLAH KABOOL KR RHAE HEEN WO LAGA RAHA HE, BAKI KHAMOSH TAMASHA E DEKH RAHE HEEN ALLAH UN KO B TOFEQ DEEN, MAGER YE UZOR KIYAMAT ME KAM NAHI A E GA, K MERA DEEN MIT RAHA THA TUM SIRIF DEKH RAHE THE, BARA HE MEHRBANI KUCH WAKTH UN K SATH LAGA LEEN SARI BAT SAMJH ME A JA E GI. 
WASALAM 
AP KA KHER KHWA
MOIN

2012/7/13 Asghar Ali Soomro <ashleyjcd@yahoo.com>
QABILE IHTARAM BAZMI BHAI,
ASALAMO ALAIKUM WA RAHMATULLAH WA BARAKATUHU.
BARAE KARAM MAULANA FAZLUR REHMAN KA AQAMATE DEEN KE SILSILE MEIN NAAM SHAMIL KAR KE ISLAM KO BADNAAM MAT KAREN. SAB JANTE HAIN KE WOH KIS KISIM KI SIYASAT KARTEIN HEIN. ALBATA TARIQ JAMEEL SAHIB KE TAQREEREIN BAHUT ACHI HOTI HEIN. YOU TUBE PE SUNTA HOON LEKIN UNHO NE KABHI BHI NAFAZE ISLAM KE LIYE BAAT NAHIN KI. WOH SIRIF FAZAELE AAMAAL KA ZIKIR KARTE HAIN. ALLAH UNKO JAZAE KHAIR ATAA FARMAE. UNKO CHAHIYE KE WOH UN KE RUFAQA IS MAMLIKATE KHUDADAD PAKISTAN MEIN SHARIAT KE NAFAZ KE LIYE JADOJIHAD KAREIN WARNA IS MULK KI HUKUMAT HAMESHA KI TARAH IN BE DEEN AUR AMERICAN AGENTS KE HAATH MEIN RAHE GI AUR HUM SIRIF LOGON KO TABLIGH HI KARTE RAH JAEN GAY.
JAZAKALLAH KHAIR
UR BROTHER
ASGHAR ALI SOOMRO
Sent: Friday, July 13, 2012 7:03 PM

Subject: Re: [Yaadein_Meri] Tableegh Waley? یہ تبلیغ والے؟


Assalam o alaikum asghar bhai ... ap ka point bhi bilkul baja hey ..... per agar ghor karen to ap jo chahtey hen wo ulama kar rahey hen .... jesey .... Moalana Azam tariq Sahab or un k akbireen or phir un k baad aney waley ulama ne syasat ka shoba apna rakha hey .. or un ka kaam bhi qabil e tareef hey .... isi tarah Molana fazl al rehman sahib hen ... beshak awam un ki syasi tadabeer se nakhush hen ... per wo zyada behter jantey hen jo un marahil se guzar rahey hen .. isi tarah mufti taqi usmani sahab hen ... etc .... so ye sab juda juda to nahin kam kar rahey .. jo jis kam main zyada perfect hey wo us kam main numayan hey .. isi wajah se bazhir maloom hota hey k ye sab alag alag jamaaten hen .... 
han ek baat to zaroor hey k .... kia hi acha hota k in sab ka ek platform hota .... jis sey dekhney walon ko bhi sab ek maloom hotey .... per phir bhi wo hamarey salaf hen wo hi behter jantey hen k kis kam ko kis tarah se anjam dena chahye .... 
ALlah Islam o muslimeen ki nusrat farmay ameen ...



Regards
BazMi
Karachi-Pakistan





 



From: Asghar Ali Soomro <ashleyjcd@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Thursday, July 12, 2012 2:39 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Tableegh Waley? یہ تبلیغ والے؟

MUHTRAM BAZMI BHAI,
MEIN NE IN KO KABHI BHI ALAG JAMAAT NAHIN SAMJHTA AUR NA MEIN NE YEH BAAT KAHI HAI. JAHAN TAK HINDUSTAN KA TALUK THA US WAQAT TO YEH TADBIR BAHUT ACHHI THI AUR AISA HE HONA CHAHIYE THA LEKIN AB TO HINDUSTAN KI BAAT NAHIN BALKE ISLAMI JAMHOORI PAKISTAN KI BAAT HO RAHI HAI. YAHAN AB AISI KAUN SI RUKAWAT HAI KE JO ISLAMI SHARAEE QAWANEEN KAY NAFAAZ KE LIYE RUKAWAT BANI HOOEE HAI. YEH BAAT MERI SAMAJH MEIN NAHIN AATEE. HUM ITNI BARI TADAAD HONE KE BAWAJOOD BHI YEH MUTALIBA NAHIN KAR SAKTE KE IS MULK MEIN MUKAMAL ISLAMI NIZAAM KAREN. MERI KHAWAHISH TO YEH HAE KE INHI TABLIGHI NEK LOGON KE PAAS HUKOOMAT HO TAA KE IS MULK MEIN AMAN, KHUSH HALI AUR ALLAH KI RAHMAT HO.
JAZAKALLAH KHAIR.
UR BROTHER
ASGHAR ALI SOOMRO


From: I Am BazMi <soul_of_bazm@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Wednesday, July 11, 2012 1:42 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Tableegh Waley? یہ تبلیغ والے؟


 Assalam o alaikum ... asghar bhai .... aap ne jis point ko quote kia hey ... ye ek ghalat propagenda awam unnas main phela howa hey k ... tableeghi bhai log ek alag jamaat hen .. wo bas masjidon tak mehdood hen ... bla bla bla .... 
asal main jab Hindustan main farangion k khilaf ulama ne bagahawat ka alam buland kia to us waqt kai kai masail kar farma they ... jin main se ek musalmanon ka Taleemat e islam se doori bhi tha ..... to  unhin jaddojuhad k doran .. ulama ne faisla kia k kuch ulama fulan kam main lag jain kuch fulan kam main kuch fulan kam main ...halan k ek waqt tak sarey kam sab mil kar ek sath hi kar rahey they or is faisley k baad bhi wo tamam muamlat bahami mashwaron se hi deen e islam ki tarweej main apna hissa dal rahey hen.. ..... kehney ka maqsad ye hey k aap tableeghi jamaat o syasat se talluq rakhney waley ulama o jihadi muntazimeen ko ek doosry se alag na samjhen ... ye sab ek hen or ek doosrey k shana bashana chal rahey hen .... 
is baat ko samajhney or ek ghalat soch se awam ko baaz rakhney ki zaroorat hey ...
jazak Allah khair 



Regards
BazMi
Karachi-Pakistan



 



From: Asghar Ali Soomro <ashleyjcd@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Tuesday, July 10, 2012 2:38 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Tableegh Waley? یہ تبلیغ والے؟

JAZAKALLAH KHAIR. IS MEIN KOI SHAK AUR SHUBA NAHIN KE TABLIGHI JAMAAT MEIN BAHUT NEK, MUTAKI AUR PARHEZGAR LOG HAEN, ALLAH IN KO JAZAE KHAIR ATAA FARMAE. AAMEEN.
LEKIN ISLAM SIRIF IBADAAT KA NAAM NAHIN YEH MUKAMAL ZABITAE HAYAT HAE.  HAMARA DEEN ZINDAGI HER SHOBE KI RAHNUMAI KARTA HAE, CHAHE WOH IBADAAT HON, MUAMILAT HON, MAEESHAT HO YA SIYASAT YANI TARZE HUKUMRANI. HANARE TABLIGHI BHAIYON KO SEWAE IBADAAT KE AUR KISI ZINDAGI SHOBE KOI TALUQ NAHIN. MERI UN SE JAB BHI BAAT HOOEE HAE WOH YEH KAHTE HAEN KE HAMARA SIYASAT SE KOI TALUQ NAHIN. YEHI WAJAH HAE KE IN KI SIYAST AUR SOOD PER MABNI MAEESHAT SE LAA TALUQI NE BE DEEN LOGON KE HAATHON MEIN IQTADAR DE DIYA HAE. JIS KE NATAAIJ HAMARE SAMNE HAIN. AGAR INHI MEIN SE LOG ASSEMBNLION PAHUNCHEIN TO IS MULK KI TAQDEER BADAL JAAE.  MERI IN BHAIYOON SE GUZARISH HAE KE IS TARAF BHI TAWAJUH FARMAAEN. ISLAM KO SIRIF MASJIDON TAK MAHDOOD NA KAREN BALKE POORE MUASHRE MEIN HER SITAH PER QAIM KARNE KI BHI KOSHIS KAREN.


From: Mohammed <kasur66@yahoo.com>
To: US M <american-muslims@yahoogroups.com>; Ayub <forayub@yahoo.com>; beautiful_teachings_of_Islam <beautiful_teachings_of_Islam@yahoogroups.com>; ghulam yusuf <ghulam_yusuf@yahoo.com>; Girlz-Group <Girlz-Group@yahoogroups.com>; Islam <islam-in-urdu@yahoogroups.com>; US I <Islam-n-Muslims@yahoogroups.com>; Karachians 2 <karachians@yahoogroups.com>; "kasur66@hotmail.com" <kasur66@hotmail.com>; Masjid Nabwi <MasjidNabwi@yahoogroups.com>; Mohammed Ishaq <kasur66@gmail.com>; Shoaib <mshoaibtanoli@googlegroups.com>; Mustafa Mughal <gmughal@saudioger.com>; PAF <PAF_OPENFORUM@yahoogroups.com>; Pak Pal <pakistan-pal@yahoogroups.com>; Pak Front <PakistanFront@yahoogroups.com>; Pak US <PakistaniAmericans@yahoogroups.com>; Quran_Academy Moderator <Quran_Academy-owner@yahoogroups.com>; The-Islam-World <The-Islam-World@yahoogroups.com>; ummatul-islam <ummatul-islam@yahoogroups.com>; Yaadein <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Tuesday, July 10, 2012 2:05 PM
Subject: [Yaadein_Meri] Tableegh Waley? یہ تبلیغ والے؟


















__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

Re: [Yaadein_Meri] Afraid..............

 

IT IS FEELING OF MOST OF US , NICE EXPRESSION .

From: Rubina Yasmeen <rubina_yas@yahoo.com>
To:
Sent: Saturday, 14 July 2012, 21:34
Subject: [Yaadein_Meri] Afraid..............
 
im_afraid.jpg


__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

[Yaadein_Meri] Duaa.

 

 
 
 
 
 
 



 
 

Abu Huraira (RDA)narates from Rasool Allah(SAW),"Do duaa to Allah with his confidence that He will accept it and know this well that Allah doesn't accept the duaa done with a negligent and careless heart."(Tirmizi)


Abu Huraira(RDA) narates from Rasool Allah(SAW),"Allah is extremly displeased with the person who doesn't do duaa to Allah."(Tirmizi)




Abu Huraira(RDA) narates from Rasool Allah (SAW),"In the court of Allah,there is no greater thing than Duaa."(Ibn-e-Majah)



Abdullah bin Umar(r.a) narrates from Rasool-Allah( s.a.w) ," Among whatever has been descended and whatever has not been descended Duaa is beneficial of all. Oh people of Allah! Assume Duaa a must for yourselves." (Tirmizi)


Jabir(r.a) narrates from Rasool-Allah( s.a.w) ,
"Whoever does duaa to Allah, Allah fulfills his seeking or in exchange averts misfortune until the duaa is not related to sin or breaking some relation." (Tirmizi)



Salman Farsi(r.a) narrates from Rasool-Allah( s.a.w) ,
"Duaa turns away destiny and good deeds lengthen age. (Tirmizi)




Umar (r.a) narrates that,
"Whenever Rasool-Allah( s.a.w) raised his hands for duaa He did not put down them down until HE took both hands over his face." (Tirmizi)



Jabir (r.a) narrates from Rasool-Allah (s.a.w),
"Don't do Bad-duaa [against] yourself, your wealth, or for your children. May it be the moment of acceptance in the court of Allah and your Bad-duaa be accepted. (Muslim)



__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

[Yaadein_Meri] Re: Mian Faiz, Tableeghi Jamat se kion alag rehna chaheay

 

Assalamu alaikum

Aapka bohout shukria is mail ka,

Ab aap jitna jaldi hosakay 4 months ya 40 days keliyay nikal Jaain taakay deen Ki

kuch tou fikr paida ho aour kuch tou  andaaza ho ke musalmanoun main dawat ki 

kitni zaroorat he.


Alhamdulillah, Allaah ne is tableegh ke kaam ko Aisa qubool kiya he ke aaj

Europe  our america main bhi Islaam ka boul bala he, yahantak ke kuffaar o

mushrekeen ke churches masjidoun main tabdeel ho rahay hain.

Sirf churches hi nahin balke cinema ghar aour  night club bhi masjid main tabdeel

huway hain.

Tableeghi jamaat se doour rehna, Allaah ki azeem rehmat se mehroomi ke siwa

our kuch nahin he.

Thank you very much for this mail,

 

Now  you should go out in path of Allah as soon as possible for 4 months or 40

days so you would get some concern fo deen or to just get some idea that how

much daawah work neeed within Muslims.

 

Alhamdu lillah, Allah accepted this daawah work in such a way that today Islam is

very popular in Europe and America in such extent that even the churches of

kuffaar and mushrikeen are turning into masaajid.

 

Not only churches but even cinema house and night club are converting into

masaajid.

 

Staying away fromTableeghi jamaat is nothing but depriving from the great

blessing of Allaah.

 

Farrukh abidi



--- On Sat, 7/14/12, Mian Faiz Muhammad <mianfaizmuhammad_chishti@hotmail.com> wrote:

From: Mian Faiz Muhammad <mianfaizmuhammad_chishti@hotmail.com>
Subject: [sadqayyarasolallah] Tableeghi Jamat se kion alag rehna chaheay
To: yaadein_meri@yahoogroups.com, jhilmil_taray@yahoogroups.com, sadqayyarasolallah@yahoogroups.com
Received: Saturday, July 14, 2012, 6:51 AM

 

 
 

 



 

 
 
 
 



 



__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___