Search This Blog

Tuesday 17 April 2012

[Yaadein_Meri] : Kabristan mein Namaz parhna mana hai

 

BISMILLAH-HIRRAHMAN-NIRRAHIM


 
Urdu Translation:
Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki mere Habib RASOOLLALLAH Sallallhu Alaihi Wasallam ne Kabristan mein Namaz parhney se mana farmaya hai 
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 488 

Hazrat Abu said khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RASOOLLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya sari zameen Namaz ki jagah hai siwaye Hamam aur Maqbara ke ( Kabristan ke) 
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 490 

English Translation:
Narrated Ali May Allah be Pleased with him said: My affectionate friend (Prophet Peace be upon him ) prohibited me to say prayer in the graveyard 
Sunan Abu Dawud, Vol 1, Book2,#490 

Narrated Sa'id may ALLAH be pleased with him : The Prophet peace be upon him said: The whole earth is a place of prayer except public baths and graveyards. 
Sunan Abu Dawud,Vol 1,Book2,#492
 

__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment