Search This Blog

Wednesday 16 November 2011

Re: [Yaadein_Meri] Question for us.......................

 

I agree with her


From: Rubina Yasmeen <rubina_yas@yahoo.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Wednesday, 16 November 2011 4:42 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Question for us.......................

 
Assalam Alaikum Wa Rahmath ullahi Wa barkatahu
 
1 - Phansi ka Wat Fajr Se Pehle Shyed Isliye Rakha jata Hai kyunki Fajr ke Waqt Se Pahle Dua ki Qubooliyat ka Waqt Kaha jaata Hai.....................Aur phani Di jaane Wale Ko Phansi Se Pehle kuch Waqt Diya Jata Hai Jisme Me Woh ibadat Ya Dua karle
 
2 - Aapki Ruh Apke Jism me Hai Tabhi Aapka nikah Hoga.....Aapki Ruh Naa Ho AaoKe Jism me Toh Janaza hoga
 
3 - Muslim ladki ki Laash.......Aagar Woh Apne Area Ya ghar Se Durrr Ho toh Uski pechan Bht Mushkil hai.....Aisi Surat me sirf Allah hi Madad Kar Sakta Hai...Agar Woh momim Hai Toh Allah Aise Asbaab Banayega Ki Kisi Doosre Momin Ka Dil Uske Momin Hone kI Gawahi Dega...
 
Ye Saare Jawab Sirf Qiyaas Hai..Hosakta Hai Ki Mein Ghalat Hoon...
 
Allah Se Dua Hai ki Hum Sabki Hifazat farmaye..Humare liye Aisa Waqt naa laaye Ki Humari Pechan Mushkil Hojaye...Humara Qatema imaan Par Ho...
Ameeen Ya Rabbul Alameeeen
 
 
 


--- On Tue, 15/11/11, syed s <syed_s23@yahoo.com> wrote:

From: syed s <syed_s23@yahoo.com>
Subject: Re: [Yaadein_Meri] question for us
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Date: Tuesday, 15 November, 2011, 5:06 PM

 
walikumassalam,

                             Bhai wo sawalo ka mujey bhi jawab nahi malum tha mey bhi jaana chata tha issilye mey aap sab logo sey pucha,iska jawab fahad bhai ney diya wo sahi dikh rahahi islilye wo jawab aapko bhej raha hu,ager ussey acha jawab aapko miley to batiyega tkecre,


1- Is ki bunyadi waja ye he k science k mutabiq Fajar or Suraj nikalne k darmyan ka time aisa hota he k insan ka jism us waqt sust tareen halat m hota he. Is waqt main insan k zehn or jism ko phansi ki surat m takleef kam se kam hoti he. Isi liay phansi k liye ye time rakha jata he.

Dosri waja ye bhi hai k :

 
Phansi ka time is liye fajir k bad or suraj nikalnay say phelay hota hia k jo din muqarar kia jata hai us say ek din na ziyada ho na hi kam kiun k mujrim ko jitni saza dena hai utni hi milni chahiye na hi ziayda na he kam tu soraj nikalnay say phelay or raat khatam honay k bad hi di jati hai.
 
 
2-  Maut
Maut hai to nikkah nahi or maut nahi to janazah nahi ..
 
 
 
3- Jis jaga lash milay gi uss jaga k rehnay walon or qareebi alaqa walon k mazhab per hi qiyaas kiya jaye ga...or issi qiyaas k mutabik hi us larki k mazhab per gumman bandha jaye ga....
 
Jahan kuch bhi source baqi na rahay wahan qiyaas ko dakhil kiya jata hai...
 
Agar koi mazeed iss ziman main jankari rakhta hai to plz share .......


                                                                                             ALLAHhafiz..
 


From: Khaja Riyazahmed <khaja.riyazahmed@yahoo.in>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Tuesday, 15 November 2011 2:00 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] question for us

 
assalam alaikum, the answer for secound question is KAFAN.plz reply me is it true and i want to know remaining 2 answers plz give me answers


--- On Wed, 9/11/11, syed s <syed_s23@yahoo.com> wrote:

From: syed s <syed_s23@yahoo.com>
Subject: [Yaadein_Meri] question for us
To: "yaadein_meri@yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>
Date: Wednesday, 9 November, 2011, 12:04 PM

 
Assalamwlaikum,
Yeh teen sawal hain, agar aap in ke sahi jawaab de to umeed hai ke aap har exam pass kar sakte hain.
1. Phansi ka time fajar ke baad aur suraj nikalne se pehele kyon fix kia gaya hai? Kisi aur time pe phansi kyon nahi di jaati?
2. Woh kaun si cheez hai jo aap ke paas ho to nikah nahi ho sakta aur na ho to janaaza nahi ho sakta?
3. Agar ladki ki laash mile to kaise malum karoge ke wo musalmaan hai?
if any body know this answer plz let me know,

                        ALLAHhafiz.





__._,_.___
Recent Activity:
MARKETPLACE

Stay on top of your group activity without leaving the page you're on - Get the Yahoo! Toolbar now.

.

__,_._,___

1 comment:

  1. 1st Answer seems to be logical.

    2nd answer has no logic. Aaap ke paas maut hai se kya matlab hai? Aur agar aapke paas kafan hai to nikah kyon nahi hoga?

    3rd question ka answer to namumkin hai. Sirf ek cheez hai jo ab tak sirf sunee hai, k Mard ho ya Aurat, marne ke baad, unki mayyat ke ghusla ka paani ghode ko pilaayen, agar pee le to marne wala musalmaan nahi to gair.

    ReplyDelete