Search This Blog

Monday, 6 February 2012

Re: [Yaadein_Meri] Eid-e-Meelad-un-Nabi sallah ho alaih wasallam mubarak

My Dear Zulfiqar bahi

1. Hazoor (ASWS) ki asal tareekh wiladat 17 Rabi-ul-Awwal hay
2. Hazoor (ASWS) ki asal tareekh wafat 28 safar-ul-muzaffar hay

Baqi Raha kisi Nabi ki wiladat par khushi manana aur unki shahdat per aansoo bhana
koi bidat nahain hay

mujhay itna he kehna tha ziyad behs nahain karta


Zahid Hussain Sipra

From: Imran Rana <reehabimran@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Monday, February 6, 2012 10:20 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Eid-e-Meelad-un-Nabi sallah ho alaih wasallam mubarak

Zulfiqar bahye mashallah bhut acha likha he. agreed


From: Syed Zulfeqar Ahmed <syed.zulfeqar@gmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Sunday, February 5, 2012 8:32 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Eid-e-Meelad-un-Nabi sallah ho alaih wasallam mubarak

 
 
 
  

 
 

 
 
 
 
 
 




2012/2/4 Adnan Ali <waqarahmed43@ymail.com>
 
AAMAD-E-SARKAAR HY ZULMAT HUYI KAFOOR HY,
EID DEEWANON KI TO 12 RABI-UN-NOOR HY..
 
Salam
           Meri taraf se ap sbko Eid meeladun Nabi (sallah ho alaih wasallam) ki khushian mubarak hon. ye Eid to sb Eidon ki bhi eid hy. 11 aur 12 Rabi un noor shareef ki darmiyani rat itni faziilat wali rat hy k Ulaama frmate hain k ye Lailatul Qadr se bhi fazeelat wali rat hy. kiun k Lailatul Qadr bhi is rat k sadqe milli. ye rat na hoti to kuch bhi na hota. khoob khushian manaen, naraz logon ko razi kren apne Allah ko razi kren, pyare pyare AAQA (sallah ho alaih wassallam) ko razi kren. jnse ap naraz hain is khushi k moka pr unko moaf kr k unse razi ho jaen. jahan hm aam buchon k ane k bhot khushian manate hain  to Allah k Nabi ki aamad ki to kya bat hy. khoob mubarik den sbko, ye aesi neki hy jo Kafir bhi kren to unko bhi sawab mllta hy. Allah hmen apne Mahboob ka meelad khoob khoob manane ki tofeeq ata frmae.
Ameen
  Khaak ho jaen adu jal kr magar hm to Raza,
 Dam me jb tak dam hy geet Unke sunate jaen ge
 
  SARKAAR KI AAMAD MARHABA
 





No comments:

Post a Comment