Search This Blog

Monday, 6 February 2012

Re: [Yaadein_Meri] Eid-e-Meelad-un-Nabi sallah ho alaih wasallam mubarak

Dear Bro.
 
I don't Know what do you mean But About Nikha IS sunat ea rasul sallah ho walyahi wasallam when imam read he said nikhah min sunati and its not a celebration right nikha is kuch log masjid main jakar nikha pada kar wapas ho jainor bad main waleema karday jo ki ladkay waly kar tay hain alhamdul illha hum jamat waly sad nikha karty hai jaisa ki aam tor par kha jata hai phijool kahrchi kra gunah hai or birthdays gair log kartay hain cake kat kar musalman roja rakhata duaai magfirat mangtahai (past maine gonah) ho ai usakay leai or futuer maine gonah na hoo us kay lea bhi or and family parties. nahi hoti get togetor hota hai of bhi saryat kay hesab say admi admiyoo main or ladis ladis main rahti hai.
han magar allah subhanu talla ko koi fark nahi padta ki aap uska huqm mantay ho ya nahi yeh to mananay or na mannya walo per farq padta allah talla nai to sab kuch saaf saaf bata diya hai. hum logo ki marji  ki hum kya kartyai hain jaysa karyngay waisa payingay .
 
allha subhanuatalla puri ummatay muhamdi ko haq ko haq samchany or us per amal karnya ki tofiq atta farmay or batil ko batil samchany ki or us say bachanay ki tofiq atta farmay or jahtak hidayat ka sawal hai to hidayat ka magna wajib hai  or har musalman jo namaj padta hai din maine kam say kam har namaj mai sure fatiha padkar hidayat mangta hai. allah tala puri umatay muhamadi kay hidayat kay faislay farmay ameeen summa maeen

--- On Mon, 2/6/12, Khalid Gill <skmehmud@yahoo.com> wrote:

From: Khalid Gill <skmehmud@yahoo.com>
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Eid-e-Meelad-un-Nabi sallah ho alaih wasallam mubarak
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Date: Monday, February 6, 2012, 5:53 PM

Dears,
I am not expert in religion, but dear why you peoples celebrate marriage, birthdays and family parties.


From: M a khan Raza <makhanraza_sardar@ymail.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Cc: "syed.zulfeqar@gmail.com" <syed.zulfeqar@gmail.com>
Sent: Monday, February 6, 2012 11:10 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Eid-e-Meelad-un-Nabi sallah ho alaih wasallam mubarak

Brother Zulfiqar,

Jazak Allah Bekhair, apney merey dil ki hassrat puri kardi jaaheloun ko saboot pesh kar key.
 

Thanks & Regards,

M A Khan Raza
Saudi Arabia
 
makhanraza_sardar@ymail.com 


From: Syed Zulfeqar Ahmed <syed.zulfeqar@gmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Sunday, February 5, 2012 8:32 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Eid-e-Meelad-un-Nabi sallah ho alaih wasallam mubarak

 
 
 
  

 
 

 
 
 
 
 
 




2012/2/4 Adnan Ali <waqarahmed43@ymail.com>
 
AAMAD-E-SARKAAR HY ZULMAT HUYI KAFOOR HY,
EID DEEWANON KI TO 12 RABI-UN-NOOR HY..
 
Salam
           Meri taraf se ap sbko Eid meeladun Nabi (sallah ho alaih wasallam) ki khushian mubarak hon. ye Eid to sb Eidon ki bhi eid hy. 11 aur 12 Rabi un noor shareef ki darmiyani rat itni faziilat wali rat hy k Ulaama frmate hain k ye Lailatul Qadr se bhi fazeelat wali rat hy. kiun k Lailatul Qadr bhi is rat k sadqe milli. ye rat na hoti to kuch bhi na hota. khoob khushian manaen, naraz logon ko razi kren apne Allah ko razi kren, pyare pyare AAQA (sallah ho alaih wassallam) ko razi kren. jnse ap naraz hain is khushi k moka pr unko moaf kr k unse razi ho jaen. jahan hm aam buchon k ane k bhot khushian manate hain  to Allah k Nabi ki aamad ki to kya bat hy. khoob mubarik den sbko, ye aesi neki hy jo Kafir bhi kren to unko bhi sawab mllta hy. Allah hmen apne Mahboob ka meelad khoob khoob manane ki tofeeq ata frmae.
Ameen
  Khaak ho jaen adu jal kr magar hm to Raza,
 Dam me jb tak dam hy geet Unke sunate jaen ge
 
  SARKAAR KI AAMAD MARHABA
 





No comments:

Post a Comment