Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.
Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: us waqt usey aisey aadmi ka khayal karna chahiye jo us sey kam darja hai
---------------------------
Urdu Translation:
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab tum mein se koi shaksh kisi aisey aadmi ko dekhey jo maal aur shakal aur surat mein us sey badkar hai to us waqt usey aisey aadmi ka khayal karna chahiye jo us sey kam darja hai
{Sahih bukhari, Vol 7, 6490}
Abu Hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya us shaksh ko dekho jo tum mein se kam ho ( Maal aur Daulat mein, aur Husn wa Jamaal mein aur Aulad mein) aur usko mat dekho jo tumse ziyada hai aur aisa karogey to Allah taaala ki Naimat ko apney upar haqeer ( yani kam) nahi samjhoge.
{Sahih Muslim, Vol 6, 7430}
------------------------------
English Translation:
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu: Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, If anyone of you looked at a person who was made superior to him in property and (in good) appearance, then he should also look at the one who is inferior to him, and to whom he has been made superior.
{Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 497}
Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: Look at those who stand at a lower level than you but don't look at those who stand at a higher level than you, for this would make the favours (conferred upon you by Allah) insignificant (in your eyes).
{Sahih Muslim, Book 042, Number 7070}
__._,_.___
| Reply via web post | Reply to sender | Reply to group | Start a New Topic | Messages in this topic (1) |
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment