Search This Blog

Tuesday, 30 April 2013

«*» RUKHSANA«*» `Hairaan ho gayii hoon main``

 
 `Hairaan ho gayii hoon main``
 
 
Ratjagon k
udaas mosam main
neem jaan dil k
soone aangan main
wasal ki photi hoi konpal
teri khushboo ka
naram khoo jhonka
tere lehje ka ye sunhera pan
aaj hairaan ho gayii hoon MAIN`
 21valDollLOVE-Puts-the-fun 
  
Rose!

 

No comments:

Post a Comment