Search This Blog

Sunday 17 March 2013

[Yaadein_Meri] Mafhum-e-Hadith: Azkar After Every Prayer - Namaz ke baad ka Zikr

 

Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Mafhum-e-Hadith: Azkar After Every Prayer - Namaz ke baad ka Zikr 

لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
اللهم لا مانع لما اعطيت ولا معطي لما منعت ولا ينفع ذا الجد منك الجد

"La ilaha illa-l-lahu wahdahu la sharika lahu; lahu-l-mulk wa lahu-l-hamd, wahuwa 'ala kulli shai'n qadir. Allahumma la mani'a Lima a taita, wa la mu'ta Lima mana'ta, wa la yanfa'u dhal-jaddu minkal-jadd. 

Roman Urdu:
Al-Mughira ne Muawiya Radi Allahu Anhu ko likha ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam jab har namaz ke baad salam phertey to ye kahtey ki:
Allah ke siwa koi ma'abud nahi wo Tanha hai uska koi Sharik nahi , mulk uske liye hai, aur usi ke liye tamam tareefein hain aur wo har cheej par kudrat rakhney wala hai. 
Eh Allah jo kuch tu dena chahey usey koi rokney wala nahi, aur jo kuch tu rokna chahey usey koi deney wala nahi aur tere samney daulat walon ki daulat kuch kaam nahi aa sakti
Sahih Bukhari, Vol 8, 6615
----------------------------------------------
English Translation:
Al-Mughira wrote to Muawiya Radi Allahu Anhu that Allah's Apostle used to say at the end of every prayer after the Taslim (salam), 

There is No God But Allah Alone, who has no partner. His is the dominion and His is the raise, and He is able to do all things , O Allah, none can prevent what You have willed to bestow and none can bestow what You have willed to prevent, and no wealth or majesty can benefit anyone, as from You is all wealth and majesty.'
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 77, # 612


__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment