Search This Blog

Wednesday 6 February 2013

[Yaadein_Meri] Hadith >> Uskey ek Namaz se Dusrinamaz ke parhney tak ke Gunnah Maaf kar diye jaatey hain.

 

 
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu..

Bismillah irrhaman Nirrahim

Urdu Translation:

Hadith >> Uskey ek Namaz se Dusrinamaz ke parhney tak ke Gunnah Maaf kar diye jaatey hain.

Hazrat Usman Radi Allahu Anhu newudhu kiya to farmaya Main tumko EK hadith Sunata hu Agar Quran paak ki EkAayat (Nazil) na hoti to main ye Hadith tumko na sunata , Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab bhi koi Achchi tarah wudhu karta hai to aur namaz parhta hai to uskey ek Namaz se Dusri namaz ke parhney tak ke Gunnah Maaf kar diye jaatey hain.
Sahih Bukhari, Vol 1, 153

Urwah radi allahu anhu kahtey hain wo ye aayat ye hai "Jo log Allah ki us Nazil ki huyee Hidayat koChupatey hain jo usney logon ke liye Apni kitab mein bayan ki hai , Un Par Allah ki Laanat hai aur (Dusrey) Laanat karney walon ki laanat hai"
( Al Quran , Al Baqrah : 159)


English Translation:

Narrated Humran Radi Allahu Anhu(theslave of 'Uthman) After performing the ablution 'Uthman Radi Allahu Anhu said,"I am going to tell you a Hadith which I would not have told you, had I not been compelled by a certain Holy Verse (the sub narrator 'Urwa said: This verse is:"Verily, those who concealthe clear signs and the guidance which we have sent down...)" (Al Quran: 2:159).
...
I heard the Prophet Sallallahu AlaihiWasallam saying, 'If a man performs ablution perfectly and then offers the compulsory congregational prayer, Allahwill forgive his sins committed between that (prayer) and the (next) prayer till he offers it.
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4,

__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment