Search This Blog

Sunday 1 April 2012

[Yaadein_Meri] April 1,2012 (APRIL FOOL)

 

 

Bismillah irrahman nirrahim

  


Urdu Translation of Hadith:
Muhammad bin bashaar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya halakat hai us shaksh ke liye jo logo ko hasaney ke liye jhooti baat karey, iskey liye kharabi hai , iskey liye kharabi hai 
Jamia Tirmidhi, Vol 2, Hadith, 196 

Safwaan bin Sulaim radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam se pucha gaya ki kya momeen buzdil ho sakta hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haan, phir pucha gaya ki kya momeen Kanjus ho sakta hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haan, phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha gaya kya Momeen JHOOTA ho sakta hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne faramaya nahi. 
Imam Malik Muwatta,Vol 56,#19 
 

English Translation of Hadith:
The Prophet peace and blessings of Allah be upon him said :
 â€˜Woe to the one who talks to make the people laugh and tells lies, woe to him, woe to him 
Jamia Tirmidhi, Vol 2, Hadith, 196 

Narrated by Safwaan bin Sulaim The Messenger of Allah peace be upon him, was asked, 'Can the Believer be a coward?' He peace be upon him said, 'Yes.' He was asked, 'Can the Believer be a miser He peace be upon him said, 'Yes.' He was asked, 'Can the Believer be a liar?' He peace be upon him said, 'No.' â€" 
Malik Muwatta,Vol 56,#19
SubhanAllah -Alhamdulillah-Allahu Akbar 
La ilaha illallah - SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem 
Allahumma Salli Ala Muhammad Wa Ala Aali Muhammed
 

 
Husnain Nasir
HSSE Training Advisor .
Petrofac Saudi Arabia Ltd.
KARAN Utilities & Cogeneration Project JI-194,
ARAMCO PMT Office, Building # 8
Khursaniyah Gas Plant, Kingdom of Saudi Arabia.
                 nasir_moon66@yahoo.com 
                 nasir.hse.engineer@gmail.com
 

__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment