Search This Blog

Wednesday 15 February 2012

RE: [Yaadein_Meri] Hazrat usman radi Allahu anhu se farishtey bhi sharmatey hai

 

salam to all.please do not qoute such stupid hadees what do u want to say that naoozobillah the prohet of Allah was beyghairat??????????????? and usman ghani was full of .........fshame................... .shame on you to say all those horrible words for the most pious of human beging..the author of rangeela rasool and maloonSALMAN RUSHDI have qouted all those passages in his book because of you putting and trying to proof that usman ghani was a more pious person then Rasoolillah PBUH: ...............may .Allah guide you and open your eyes..............yqasin austin texas
From: s4_1234@yahoo.com
Date: Wed, 15 Feb 2012 02:51:50 -0800
Subject: [Yaadein_Meri] Hazrat usman radi Allahu anhu se farishtey bhi sharmatey hai

 

Hazrat usman radi Allahu anhu se farishtey bhi sharmatey hai

Ummul momeneen hazrat aayesha Radi allaho anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallaho Alaihey wasallam apney ghar mein laitey huye they raney ya pindliyan kholey huye itney mein Abu baker Radi allaho anho ne ejazat maangee aap Sallallaho Alaihey wasallam ne Ejazat dee isi h...aal mein baatein kartey rahey phir hazrat umar Radi allaho... anho ne Ejazat chahi unko bhi Ejazat dee aur isi haal mein baatein kartey rahey phir hazrat usman Radi allaho anho ne Ejazat chahee to Rasoollallah Sallallaho Alaihey wasallam baith gaye aur kapdey barabar kiye phir wo aaye aur baatein ki jab wo chaley gaye to hazrat aayesha Radi allaho anha ne kaha abu bakr aaye aapney kuch khayal na kiya phir umar aaye aapney kuch khyal na kiya phir hazrat usman aaye aap baith gayeaur aapney kapdey durast kiye Aap Sallallaho Alaihey wasallam ne farmaya kya main sharam na karu us shaksh se jis shaksh se farishtey sharam kartey hain.
Sahih Muslim, Kitab-ul-Fazaiil , 6209

HarAisha Radi allaho anha reported: Allah's Messenger (May peace be upon him) was lying in the bed in my apartment with his thigh or his shank uncovered that Abu Bakr sought permission to get in. It was given to him and he conversed in the same very state (the Prophet's thigh or shank uncovered). Then 'Umar sought permission for getting in and it was given to him and he conversed in that very state. Then 'Uthman sought permission for getting in; Allah's Messenger (may peace be upon him) sat down and he set right his clothes. He ('Uthman) then entered and conversed and as he went out, A'isha Radi allaho anha said: Abu Bakr entered and you did not stir and did not observe much care (in arranging your clothes), then 'Umar entered and you did not stir and did not arrange your clothes, then 'Uthman entered and you got up and set your clothes right, thereupon he said: Should I not show modesty to one whom even the Angels show modesty.
Sahih Muslim Book 031, Number 5906:
 



__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment