Search This Blog

Monday 6 February 2012

Re: [Yaadein_Meri] Eid-e-Meelad-un-Nabi sallah ho alaih wasallam mubarak

 

bachon ki birth day manana christians ki naqal hay. aor aik hadees kay mutabiq jo koi kisi qom ki naqal karay ga wo qayamat kay roz usi qom main say uthaya jay ga.
aik aor hadees kay mutabiq qayamat ki nishanion main say aik ye bhi hay ke musalman tmam kamon main yahood-o-nisara ki poori naqal karen gay hata ke agar wo kisi saanp kay bil main ghus jain to musalman wahan bhi ja ghusen gay. 

From: Adnan Ali <waqarahmed43@ymail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Monday, February 6, 2012 1:10 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Eid-e-Meelad-un-Nabi sallah ho alaih wasallam mubarak
 
Salam
          Mohtaram ap eid meelad manane pe aeteraaz krte hain lekin kya ap ne kabhi socha k aam buchon ki jo birthday manayi jati hy wo Quran ya Hadees mubaraka se kahin saabit hy. ap mujhy Quran-o-Hadees se aam buche ki birthday manane ka soboot dain. main apko inshaa Allah Quran-o-Hadees se Pyare AAQA( sallah ho alaih wasallam) ki janshn-e-wiladat manane ka saboot duun ga. aur han ye P.B.U.H  likhana sakht gunah hy nik name aam logon ka rakhna bhi islam me mana hy to Pyare AAAQA sallah ho alaih wassallam ka nik name to mazzallah bhot sakht gunah hy. pehle mere AAQA ka name adab se lena seekho phr bat krna aur mene jo kahe hain wo soboot dain. main behs me nhi parhna chahata tha lekin ap ne majboor kea hy so jwb zaruur dun ga inshaa Allah

__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment