Search This Blog

Monday, 25 February 2013

[Yaadein_Meri] Mafhum-e-Hadith : Hawz-e-Kauther ke pyaley (cups) aasman ke sitaro ki taadad ke barabar hongey

 

 
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim 

Mafhum-e-Hadith : Hawz-e-Kauther ke pyaley (cups) aasman ke sitaro ki taadad ke barabar hongey 

Al Quran : Beshaq humeny Aapko (O Muhammad Sallallahu Alaihi wasallam) kauther Ata farmayee, So Apney Rab ke liye namaz parha karo aur Qurbani kiya karo , Beshaq Aapka Dushman hi Be Naam-O-Nishan rahega
Surah Al-Kauther (108)

Hadith: Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya mera hawz ( kauther) ek mahiney ki musafat ( yani usko cross karney ke liye ek mahina chalna parhta hai) barabar hoga, iska paani doodh se ziyada safed aur iski khushbu Musk se ziyada achchi hogi aur iskey pyaley (cups) aasman ke sitaro ki taadad ke barabar hongey jo shaksh ismein se ek baar jo peeyega wo kabhi bhi piyasa na hoga.
Sahih Bukhari, vol 8, 6579

Dua:
اللهم اسقنا من حوض نبيك - صلى الله عليه وسلم - شربة هنيئة لا نظمأ بعدها أبدا
Ya Allah humko tere Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam ke Hawz-E-kauthar ka Meetha Jaam ata farma dena taki iskey baad humko kabhi payas na lagey.
----------------------------------------------------------------------------
English Translation:

Al Quran : Verily, We have granted you (O Muhammad Sallallahu Alaihi wasallam) Al-Kauthar 
Therefore turn in prayer to your Lord and sacrifice (to Him only). 
For he who hates you, 
he will be cut off 
Surah Al-Kauther (108)

Hadith: Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "My Lake-Fount is (so large that it takes) a month's journey to cross it. Its water is whiter than milk, and its smell is nicer than musk (a kind of Perfume), and its drinking cups are (as numerous) as the (number of) stars of the sky; and whoever drinks from it, will never be thirsty." 
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 76, Number 581

Dua:
اللهم اسقنا من حوض نبيك - صلى الله عليه وسلم - شربة هنيئة لا نظمأ بعدها أبدا
O Allah! Provide us a pleasant and delicious drink from the Hawz E Kauthar (the Reservoir Plenty) of Your Prophet peace be upon him , that thereafter we feel no thirst whatsoever

__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment