Search This Blog

Saturday, 2 March 2013

Re: [Yaadein_Meri] Hadith: Allah ko usmein gairat aati hai ki Momeen wo kaam karey jisko Allah ne us par haram kiya hai

 

Jazzak Allah, Bahut achcha 
Allah hamari aur tamam musalman bhaiyon aur behnon ki madad kar k hum un kamo se bachein jisko tune mana farmaya hai- Ameen Ya Rubbul Alameen
 
With Best Regards
Zubair Khan

From: Aap Ka Dost <s4_1234@yahoo.com>
To:
Sent: Saturday, March 2, 2013 12:51 PM
Subject: [Yaadein_Meri] Hadith: Allah ko usmein gairat aati hai ki Momeen wo kaam karey jisko Allah ne us par haram kiya hai

 

 
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: Allah ko usmein gairat aati hai ki Momeen wo kaam karey jisko Allah ne us par haram kiya hai 

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah Subhanahu gairat ( Self respect) karta hai aur momeen bhi gairat karta hai Aur Allah ko usmein gairat aati hai ki Momeen wo kaam karey jisko Allah ne us par haram kiya hai 
Sahih Muslim, Vol 6, 6995
-------------------------------------
Narrated By Abu Hurairah Radi allahu anhu that Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam said Allah is self-respecting and a believer is also self-respecting and the respect of Allah is injured if a believer does what He has forbidden him to do.
Sahih Muslim, Book 37, # 6649




__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (2)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment