Search This Blog

Sunday, 27 January 2013

[Yaadein_Meri] Mafhum-e-Hadith: Jo Kapda pahanney ke baad ye dua parhey uskey agley aur pichley (sageera) gunah maaf kar diye jatey hain

 

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Mafhum-e-Hadith: Jo Kapda pahanney ke baad ye dua parhey uskey agley aur pichley (sageera) gunah maaf kar diye jatey hain

الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي كَسَانِي هَذَا الثَّوْبَ وَرَزَقَنِيهِ مِنْ غَيْرِ حَوْلٍ مِنِّي وَلاَ قُوَّةٍ
Alhamdulillahil-ladhi kasani hadha ath-thaub, wa razaqanihi min ghayri hawlin minni wa la quwwah

Muadh bin Anas radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alalihi Wasallam ne farmaya jis shaksh ne kadpa pahney ke baad ye kaha ki 

Alhamdulillahil-ladhi kasani hadha ath-thaub, wa razaqanihi min ghayri hawlin minni wa la quwwah ( Tamam taarifein Allah ke liye hai jisney mujhe ye kapda pahnaya, meri kisi taqat aur Quwwat ke baghair )
uskey agley aur pichley ( sageera) gunaah maaf kar diye jatey hain Sunan Abu Dawud, Vol 3, 623 (Hasan)
----------------------------------
English Translation:

Narrated Mu'adh ibn Anas Radi allahu anhu : The Prophet peace be upon_him said: If anyone puts on a garment and says: 
Alhamdulillahil-ladhi kasani hadha ath-thaub, wa razaqanihi min ghayri hawlin minni wa la quwwah 

(Praise be to Allah Who has clothed me with this and provided me with it through no might and power on my part)
he will be forgiven his former and later sins. 
SunanAbuDawud, Book 32, #4012 (Hasan)

__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment