From: Mian Faiz Chishti <mianfaizmuhammad_chishti@hotmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Sunday, July 8, 2012 3:37 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " لمحہ لمحہ ہے مجھ پر نبی کی عطا " "
Aslamu Alaikum Bilal sahib,
Rubina Yasmeen pehlay bhi thke kehti thi ab bhi thke kehti he dainay wali to Allah Tala ki zat he baqi sab Allah Tala ki ata he. Yeh Allah Tala ki ata ke mukhalif hain maaz Allah yeh
Allah Tala ko Majboor aor lachar sabit kernay ki koshish kertay rehtay hain aor Hazoor Pak Sallalaho Aleh Walehi Waslam ke derjay ko kam kernay kaliay din rat Quran Majeed ki Ayat aor Ahadees
mubarka dhondhtay rehtay hain. Jaisay ham Hazoor Pak Sallalaho Aleh Wa Alahe Waslam ki barae bian kerkay khush hotay hain yeh maaz Allah takfeer kerkay khush hotay hain. Who khud aqeeday main pukhta he lakin Yeh alag bat he keh usnain asteen main samp pal rakhay hain.
Talibe Dua,
Mian Faiz Muhammad Chishti.
From: خاکسار
Sent: Sunday, July 08, 2012 10:41 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " لمحہ لمحہ ہے مجھ پر نبی کی عطا " "
Naveed Ahmed Agar ajj Rumiba Yasmeen ka moun sa sach nikal hi gaya ha tu thora bardasht kar hi lata tu kya tha
Ajj sa pahla tak tu yahi kahti rahi han ka Sirf Allah Sa mango. Ajj agar ghalti sa kah hi dia ha tu sun lata kya harj tha.
Muhammad Bilal
From: Naveed Ahmed
Sent: Saturday, July 07, 2012 3:51 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " لمحہ لمحہ ہے مجھ پر نبی کی عطا " "
Asalamualikum
sister nabi saw ki tareef zaroor ki jay lakin is bat ka khayal bhi rakha jay ke kahain ham had say tu nahi barh rahay.
quote " میں گنہگار تھا بے عمل تھا مگر مصطفٰی نے مجھے جتنی کر دیا
yeh ikhtiar sirf rab ko hasil hai
quote : جو بھی مانگا ملا میری سرکار سے
dainy wali zat sirf of sirf rab ki hai
jazzak ALLAH.
From: Mian Faiz Muhammad <mianfaizmuhammad_chishti@hotmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Friday, July 6, 2012 9:53 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " لمحہ لمحہ ہے مجھ پر نبی کی عطا " "
Masha Allah Jazak Allah
From: Rubina Yasmeen
Sent: Friday, July 06, 2012 3:13 PM
Subject: [Yaadein_Meri] " " لمحہ لمحہ ہے مجھ پر نبی کی عطا " "
|
No comments:
Post a Comment