Dear rehana mohammadi?
Assalam Alaikum
sab sey pehley to mein ap se yeh guzarish kar doun keh meri yeh email ap per tanqeedi nehin hie balkey islah k tor per hei, lehaaza please burra naa manaayei ga.
Pehlii baat, mein ney suna hie "Sura Hajj" mein Allah Taala ne Musilmanoun key liyae "IMuslim" ka naam pasand kiya hei lehaazi "Muhammadi" apney naam ke saath "Laqab" key tor per rakhna munasib nehi jo keh apka naam pukarney waloun ke leyae aik gustaakhi si lagti hie,
dusri baat apney "Leader" Allah likha hie, halankey Allah "Khaliq" hie aur Allah ko Leader kehna bhi mujhey bey-adbi lag hie balkey Muhammad Sallallaho Alaihi wa Sallam ko bi Leader kehna mujhey Bey-Adbi se mehsoos hoti hie chunkey "Rasool" aur "Nabi" hei kafi hie.
Umeed hie taseehi farmaingi aur meri opinion ka burra nehin manaayiegi
Thanks & Regards,
M A Khan Raza
Saudi Arabia
makhanraza_sardar@ymail.com
From: rehana mohammadi <rehana_md2004@yahoo.com>
To: to_know_about_islam@yahoogroups.com; queen_of_roses@yahoogroups.com; Rukhsana@yahoogroups.com; Yaadein_Meri@yahoogroups.com; Youthfun@yahoogroups.com; Islam-Science@yahoogroups.com; islam4all@yahoogroups.com; islam4ever-net@yahoogroups.com; IslamAwakened@yahoogroups.com; IslamHelpTalk@yahoogroups.com; Islamic_circle@yahoogroups.com; Aashiqan-E-Rasool@yahoogroups.com; Al-IslamUK@yahoogroups.co.uk; AllahoAkbarGroup@yahoogroups.com; ALWAYS4_ISLAM@yahoogroups.com; arkitectindia@yahoogroups.com; sadqayyarasolallah@yahoogroups.com; seekers_of_the_love_of_alrahman@yahoogroups.com; sohbeticanan@yahoogroups.com; sunnah_truth@yahoogroups.com; DawateIslami-WorldWide@yahoogroups.com; discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com; Faisalabad-walay@yahoogroups.com; friendzforallah@yahoogroups.com; friendzspot@yahoogroups.com; Hadees@yahoogroups.com; haq_ya_muhammad@yahoogroups.com; jumkapoor@yahoogroups.com; Loveever_Groups@yahoogroups.com; Cutee_Group@yahoogroups.com; CoolCollectionsForYou@yahoogroups.com; Basics_Of_Islam@yahoogroups.com; bazmeqalam@googlegroups.com; Brilliant-Pakistan@yahoogroups.com; nafseislam@yahoogroups.com; Noor-ul-Quran@yahoogroups.com; MadinaWay@yahoogroups.com; mandka@yahoogroups.com; mshoaibtanoli@googlegroups.com; MumbaiHangOut@yahoogroups.com; muslim@yahoogroups.com
Sent: Saturday, April 7, 2012 8:30 PM
Subject: [Yaadein_Meri] Assalam Alaikum,!!
| | Duaon ki qobuliyat ka afzal waqt: 2.Azan or aqamat k darmian, 4.Barish barastay waqt, 5.Dauran-e-safar, 6.Iftaar k waqt, 7.Jummay k din ek ghadi, 8.Shab-e-qadar main, 9.Zam zam peetay waqt, 10.Arfat ka din maidan-e-Arfat main, 11.Quran ki tilawat k baad. Messenger of Allah (PBUH) Said,"None of u is a True Momin until he Loves for his Brother, What he Loves for Himself. HADEES – 1.JOSHAKS HAR WQT BAWUZU RAHEGA, ALLAH USKI ROZI KUSHADA FARMAEGA. 2. KHUDA KI KHUSHI BAAP KI KHUSHI ME HAI OR KHUDA KI NARAZGI BAAP KI NARAZGI ME HAI. 3. SOOD KHANE WALE KE DUA QABOOL NAHI HOTI. 4. JISNE APNI NAMAZON KI FIQR CHOD DI, ALLAH NE USKI FIQR CHOOD DI. 5. AGR KOI SHAKS HR FARZ NAMAZ KE BAAD AYAT-AL-KURSI PADHE TO US KE AOUR JANNAT KE DARMIYAN KA FASLA SIRF MAUT HAI. 6. ALLAH US SHAKS KO ABAD KARTA JO HADIS SUN KE DOSRO TAK PAHONCHATA HAI. 1. Sura Yasin --- Relief from azaab in the grave. 2. Sura Ar Rahman --- It'll make us rich in dunia. 3. Sura Al Waqiya --- It'll release u from hunger. 4. Sura al mulk --- Brings light in ur grave… 5. Sura Al Jasiya --- It'll bring peace in ur life Al Hadees ----- Musalmaan par Musalmaan ke Panch Haq hai, Salaam ka jawab dena, Mareez ki Eeyadat karna, Janaze ke Hamrah jana, Dawat Khabul karna Cheenk ka Jawab dena Jannat ke 8 darjey .. 1. Jannatul mava. 2. Darul maqaam 3... Darul Salaam 4. Darul Khuld 5. Jannatul-adaan 6. Jannatul-nayeem 7. Jannatul-kasif 8. Jannatul-firdous Best: &nb sp; & nbs p; Leader -------- Allah Guide -------- Quran Lyrics -------- Azaan Loyalty -------- Imaan Request -------- Dua Protection -------- Fitra Oath -------- Kalma Exercise -------- Namaz Self Control -------- Roza Charity -------- Zakat Tour -------- Haj Some Facts about Quran :--- Quran mein 700 baar Namaz ki dawat di gayi hai. Ayesha (RA) ne sab se pehle Quran ki aayaton ko gina hai. Quran me Surah-Al-Baqarah sabse badi Surah hai, aur Surah-Kausar sab se choti Surah hai. Quran ko pura hone me 22 saal, 5 mahine, 14 din lage. Quraan me ALLAH ka naam 2584 baar hai. Duniya me Quran 103 language me hai. Kal fursat na mili to kya karo ge, Itni mohlat na mili to kya karo ge, Roz kehte ho kal parhon ga namaz, Kal agar saans na rahi to kya karo ge… Rasam se sunnat achi, Neend se namaz achi, Gunah se neki achi, Bazar se masjid achi Fazool baton se quran ki tilawat achi, Gheebat se zikar acha, Delete se forward acha.. Namaz jo hum par farz kar di gayi hai.... Fajar....bister main Zohar..naukri main Asar.....chaye main Maghrib...rastey main Esha......TV main Jumma.... sonay main Eid......bazaaron main Na Durood, Na Salaam.... Yeh Kaisa Hai Musalman ? Note: ISLAM KI KOI BAATH CHUPANA, SABSE BADA BAQEEL HAI…………… Plz try to fwd this to all Muslims..... ....... May Mighty Allah Guide for all of us ..........Aameen | | | | | |
| |
No comments:
Post a Comment