Search This Blog

Sunday, 22 April 2012

Re: [Yaadein_Meri] ALLAH PAK SAHI DEEN KI SAMJH OR ISTAKAMT ATTA KARY AMEEN

 

WALIKUM ASLAM,
AP KA YE FARMANA "AGER US NE MOSIKI KO TARK KR K KOI TAKLIDI MAZHAB IKTIYAR KR LIYA........TO PEHLE SE B BAD TR HO GA YA" EJEB BAT HE K AP KO IS JOMLE ME KOI GUSTAKHI, JARAT, FATWA BAZI DELERI NAZER NAHI ATI
QURAN O HADES PER AMAL KARNE K DAWEDAR K LIYE YE HI ANDAZ THK HE,
JITNE AKBREEN E UMMAT NE TAKLEDI MAZHAB IKTIYAR KIYA AP K IS EK JUMLE NE UNKO KESI GANE WALE SE B BADTER BANA DIYA,
AMMI AIYSHA R.A NE SIRF HATH K ISHARE SE APNI SOKAN KO CHTOA KAD KA KAHA, TO HAZOR S.A.W NE FARMAYA AGER YE EK JUMALA SAMANDER ME DAL DIAY JA E TO US KO KARWA KAR DE,
MERA 1ST SAWAL THA K IMAM E HARAM TAKLIDI MAZHAB HANBLI SE TALUK RAKHTE HEEN TO AP KI ZEHNIYAT K MUTABIQ WO B EK GANE WALE SE BADTER HO WE,
AP KHOL KR BATA EN MOKALID KO AP KIYA SAMJHTI HEEN
BIDATI, MUSHRIK, MULHID? YA KIYA
US KO CHO REYE KON KIYA KEHTA HE HAM AP KA MOKAF JANNA CHA TE HEEN,
MOMIN KI SHAN HE SEDHI OR SACHI BAT KARTA HE, NA DOHKA DETA HE NA DHOKA KHATA HE,
JAWAB KA MONTAZIR
MOIN

2012/4/19 Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
 

بھائی معین الدین۔۔ السلام علیکم۔۔۔ میں کون ہوتی ہوں کہ کسی کو مسکر، کافر یا بدعتی کہنے والی اگر اپ نشاند دہی فرمادیں کہ میں نے کسی کی طرف اشارہ کر کے کہا ہو کہ فلاں بدعتی ہے۔ یا فلاں مشکر  ہے۔۔۔۔  برائے مہربانی دو باتیں نوٹ فرمالیں ۔۔۔اول یہ کہ اہل حدیث جن لوگوں کو آپ کہتے ہیں یا غیر مقلد کہتے ہیں یا جو کچھ بھی کہتے ہین انکا عقیدہ بالکل واضح ہے کہ ہم کسی شخصیت کی تقلید نہیں کرتے ہم صرف اور صرف کتاب اللہ اور سنت رسول کی اتباء ہی کرتے ہیں اور ہمارے لہئے یہی کافی و شافی ہے۔۔۔۔
دوسری بات یہ کہ میں نے جو کچھ بھی آج تک جس کسی کو بھی تقلید شخصی کے بارے میں تحریر کیا ہے وہ سب کا سب حنفی علماء ہی کے اقوال تحریر کئے ہیں کہین بھی کبھی بھی کسی دوسرے کا قول نقل نہیں کیا ۔اب اگر تقلید شخصی کو مولانا تقی عثمانی صاحب خود ہی بدعت ثابت کر رہے ہین اپنی کتاب "تقلید کی شرعی حیثیت "  میں تو بھائی اسکے لئے آپ مجھے کیوں تعن کرتے ہیں، اسکے علاوہ مولانا اشرف علی تھانوی، شاہ ولی اللہ و دیگر تمام ہی حنفی علماءجو شخصی مقلد ہیں انہی سب کے اقوال کے مطابق تقلید شخصی باطل،ناجائز اور حرام ہے بلکہ اپنے امام کو مرسل نبی کا درجہ دینا بتا یا گیا ہے انہی علماء احناف کی طرف سے۔۔

بھائی اپنے کھر کی خبر لین پہلے میرا تو اس میں قصور نہیں ہے ، اگر آپ یہ چاہتے ہیں کہ میں آپکے اکابرین کے اقوال نہ اچھالوں تو یہ میرے لئے ممکن نہیں ہے کیونکہ معصیت کو نہ رکنا بھی بہت بڑا گناہ ہے۔ میرا روکنا دوسرے درجہ کا ہے یعنی زبان اور تحریر سے۔  ہاں اگر مین نے کوئی گستاخی اپنی طرف سے کی ہو تو نشان دہی فرمائیں ضرور اصلاح کر لوںگی انشاءاللہ۔۔۔۔

 

Date: Tue, 17 Apr 2012 12:46:36 +0300

Subject: Re: [Yaadein_Meri] ALLAH PAK SAHI DEEN KI SAMJH OR ISTAKAMT ATTA KARY AMEEN

 
aslam alikum,

musarat behan jawab se farar ka acha tarika he, itila k liye arz he k banda 23 sal se saudiya me mokeem he, or achi tarhan janta he k yahan ka hokomati mazhab hanbli he, or adalto me hanbli fika ka qanoon nafiz he, majoda imam b hanbli & shafa e heen, or mujhe ye 100% yaqeen he k ye bat ap b achi tarhan janti heen, sedha sedah jawab deen k in mokaldo (jo ap k khiyalat k motabois bidati mushrik heen) in ki or in k pheche sari umat ki namazeen hotee heen ya nahi.
waslam

moin

2012/4/17 acci jan <accijan@yahoo.com>
 


Downlaod the attachment: Ghair Muqallideen Ki Ghair Mustanad Namaz By Shaykh Muhammad Ameen Safdar Okarvi r.a
Salam o Alekum,
Aajeeb itifaaq hai k Barr-e-saghir Pak o Hind  main jitnay bhi fitney paida hoay hain Ghair moqalladin main paida hoay hain? Ghulam Ahmed Qadyaani(Naboat ka jhota dawa karnay wala) , Ghulam Ahmed Perwaiz(Munkir-e-Hadees), Masood Ahmed (Jamaat-ul-Muslameen) ka baani jis k nazdik sab firqay batil hain bus os ke jamaat he musalmaano ke jamaat hai.in sahab nai tu apni Masjedain he alag kar le hain,etc etc
Mosofa ke taassobana soch dekhain kesay Fatwa jarr dia k pahlay say bhi badtar hogai.Astaghfirullah
aik singer gunah ke zindagi ko chor kar Allah ke taraf palta hai tu os ko mubarak bad dain na k badtar kahain? asal main hamaray Ahle Hadees bhai Sirat-e-Nabi(S.A.W.W) say motasir hotay tu es tarah ke soch  ka kabhi izahar na kartay.ab kya kia jaay k Sirat-e-Nabi(S.A.W.W) kay morattab karda bhi zyada tar Moqalladin hain.
Wallaho Alam
Allah sab ko Hidayat dai aur Allah aur Rasool-e-Pak(S.A.W.W) ke pervi karnay wala bana dai.Aameen

From: MMU KHAN <iammoin@gmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Monday, April 16, 2012 8:42 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ALLAH PAK SAHI DEEN KI SAMJH OR ISTAKAMT ATTA KARY AMEEN

 
BAHI NAVEED & BEHAN MOSARAT,

ASLAM ALIKUM,

APNI BAT ME ITNI SAKHTI OR KARWA PAN PEDA NAHI KAREEN, DEEN KI BAT HIKMAT OR BASIRAT K SATH KARNI CHA HI YE, WARNA LOG SIRF AP DONO KA NAM DEKH KR AGE BHER JA EEN GE, 
MERA AP DONO SE EK SAWAL HE,

1. AGER YE "MOKALID" ITNE HI BE DEEN BIDATI & MUSHRIK HEEN TO 1300 SAL SE HARMEEN SHARFEEN ME IMAMET YE HE MUKALDEEN AIMA E KIRAM KARWA RAHEEN HEEN, TU IN K PECHE NAMAZEEN OR TARWEH PHERNE WALEEN MOSALMA NO KI NAMAZEEN RAMZAN OR HAJ KA KIYA HO GA?

AP LOGO K NAZDEEK ESI NAMAZO K SATH ROZA HAJ OR 1300 SAL KI MOSALMANO KI ZINDAGI KIS DEEN PER GUZRI, PHIR TO ALLAH NE JO IS DEEN KI HIFAZAT KA WADA KIYA HE US KA KIYA HOWA.

JAWAB KA INTIZAR RAHE GA.

AP KA HER KHWA,

MOIN UDDIN



2012/4/12 Imran Rana <reehabimran@yahoo.com>
 
intahye inethaye aur jahilana bat ke he aap ne itnahaye bewakoofana jawab diya he ALLAh pak aap ko hadayet de bus . yeh kushi nahi ke us ne singing chor di he.
ALLAH ki kasam ab pata chal ke apa log wakye angreiz ke palle howe ho. no dought ALLAh pak aap ko muslman kare ameen

From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>
Sent: Wednesday, April 11, 2012 9:29 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] ALLAH PAK SAHI DEEN KI SAMJH OR ISTAKAMT ATTA KARY AMEEN

 
نوید بھائی۔۔۔ ان کے بارے میں یہ بتائیں کہ آیا انہون نے موسیقی کو ترک کرکے کوئی تقلیدی مذہب یا کوئی پیر اپنا لیا ہے یا نہیں۔ اگر نہیں تو مبارک باد کے مستحق ہیں اور اگر ہاں تو پہلے ستے بد تر ہو گئے۔

 
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
From: naveedahm44@yahoo.com
Date: Tue, 10 Apr 2012 01:03:38 -0700
Subject: [Yaadein_Meri] ALLAH PAK SAHI DEEN KI SAMJH OR ISTAKAMT ATTA KARY AMEEN

 










__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment