Search This Blog

Friday 8 March 2013

[Yaadein_Meri] ** Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ka Muqam**

 

Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim 

** Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ka Muqam**

Al Quran : Rasoollallah (Sallallahu Alaihi Wasallam ) ko bulaney ko aisa khayal na karna jaisa ki tum Aapas mein ek dusrey ko bulatey ho .Beshaq Allah ko ye malum hai jo tum mein se Aankh bacha kar chal detey hain to jo log unkey hukm ki mukhalifat kartey hain unko darna chahiye ki un par koi Aafat parh jaye ya takleef dene wala azab nazil ho
Al Quran , Surah An Noor (24) , Verse 63

Hadith: Ibn Sirin Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki mainey Ubaida Radi Allahu Anhu se kaha ki mere pass Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ke kuch Baal (Mubarak) hain jo humein Hazrat Anas radi Allahu Anhu se ya unkey Gharwalo ki taraf se miley hain ye sun kar Ubaida Radi Allahu Anhu ne kaha ki agar mere paas un baalon mein se ek baal bhi ho to wo mere liye sari Duniya aur uski har cheez se ziyada Azeez hai 
Sahih Bukhari, Vol 1, 170 

اللهم صلى على سيدنا محمد وال محمد واصحاب محمد وازواج محمد
Allahumma salli ala Sayyedna muhammad wa ala aali Muhammed wa Ashaab-e-Muhammed wa Azwaj-e-Muhammed (Sallallahu Alaihi Wasallam)
--------------------------------------------

Al Quran : Make not the calling of the Messenger (Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam ) among you as your calling one of another. Allah knows those of you who slip away under shelter of some excuse And let those who oppose the Messenger's commandment beware, lest some Fitnah (disbelief, trials, afflictions, earthquakes, killing, overpowered by a tyrant) should befall them or a painful torment be inflicted on them.
Al Quran , Surah An Noor (24) , Verse 63

Hadith: Narrated Ibn Sirin Radi Allahu Anhu : I said to Ubaida, "I have some of the hair of the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam which I got from Anas Radi Allahu Anhu or from his family." 'Ubida Radi Allahu Anhu replied. "No doubt if I had a single hair of that it would have been dearer to me than the whole world and whatever is in it." 
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 171 

اللهم صلى على سيدنا محمد وال محمد واصحاب محمد وازواج محمد
Allahumma salli ala Sayyedna muhammad wa ala aali Muhammed wa Ashaab-e-Muhammed wa Azwaj-e-Muhammed (Sallallahu Alaihi Wasallam)
O Allah, let Your Blessings come upon Muhammad and the family of Muhammad and the companions of Muhammad and the wives of Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam)


__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment