Search This Blog

Tuesday, 26 March 2013

[Yaadein_Meri] Hadith: jo shaksh Quran majeed baar bara parhta hai aur phir bhi wo uskey liye dushwar hai to usey do guna sawab milega

 


Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: jo shaksh Quran majeed baar bara parhta hai aur phir bhi wo uskey liye dushwar hai to usey do guna sawab milega

Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya us shaksh ki misaal jo Quran parhta hai aur wo uska hafiz bhi hai , mukarram aur neik likhney wale (farishton) jaisee hai , aur jo shaksh Quran majeed baar bara parhta hai aur phir bhi wo uskey liye dushwar hai to usey do guna sawab milega
Sahih Bukhari, Vol 6, 6937 
------------------------------------------
Narrated Aisha Radi Allahu Anha: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Such a person as recites the quran and masters it by heart, will be with the noble righteous scribes (in Heaven). And such a person exerts himself to learn the quran by heart, and recites it with great difficulty, will have a double reward." 
Sahih Bukhari, Book #60, Hadith #459


__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment