Search This Blog

Saturday 30 March 2013

[Yaadein_Meri] Hadith: Tum par mera tareeqa aur mere hidayat yafta khulfa ka tareeqa lazim hai (I urge you to adhere to what you know of my Sunnah and the path of the Rightly-Guided Caliphs)

 


 Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: Tum par mera tareeqa aur mere hidayat yafta khulfa ka tareeqa lazim hai (I urge you to adhere to what you know of my Sunnah and the path of the Rightly-Guided Caliphs)

--------------------------------
Urdu Translation:

Al-Irbad bin Sariyah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne wa'az (speech) farmaya jis se aankhon se Aansoo bah nikley aur dil kaanp uthey, humney arz kiya Ya Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ye to rukhsat karney waley ki naseehat hai Aap humse kisi cheez ka ahad le le, Aapney farmaya main tumko aisee hamwar zameen par chorh ja raha hu jiskey din aur raat barabar hain is sey wo hatega jo Halaq honey wala hoga jo tum mein se zinda rahega wo shadeed ikhtilaf dekhega tum par mera tareeqa aur mere hidayat yafta khulfa ka tareeqa lazim hai isko daanton se mazbut pakad lena aur tum par Ita'at ameer lazim hai chahey wo habshi ghulam ho kyunki momeen nakel daaley huye oont ki tarah hota hai jaisey chalaya jata hai ita'at karta hai-
{Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 43 (Sahih)}

-------------------------------
English Translation:

Narrated Abdur Rahman bin Amr As-Sulami that he heard Al-Irbad bin Sariyah say: "The Messenger of ALLAH Peace be upon him delivered a moving speech to us which made our eyes overflow with tears and made our hearts melt. We said: 'O Messenger of ALLAH, this is a speech of farewell. What do you enjoin upon us?' He said: 'I am leaving you upon a (path of) brightness whose night is like its day. No one will deviate from it after I am gone but one who is doomed. Whoever among you lives will see great conflict. I urge you to adhere to what you know of my Sunnah and the path of the Rightly-Guided Caliphs, and cling stubbornly to it. And you must obey, even if (your leader is) an Abyssinian slave. For the true believer is like a camel with a ring in its nose; wherever it is driven, it complies."
{Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 43 (Sahih)}
--------------------------------



__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment