Search This Blog

Friday 15 February 2013

[Yaadein_Meri] Hadith: Ek jamaat jahannam se Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam ki shafaat ke jariye bahar nikalegi aur jannat mein dakhil hogi

 

 
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: Ek jamaat jahannam se Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam ki shafaat ke jariye bahar nikalegi aur jannat mein dakhil hogi

Anas bin mail Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Ek aisee jamaat jahannam se niklegi jinhey Jahannam ki Aag ne jala daala hoga aur phir wo jannat mein dakhil hogi jinhey Ahal-e-jannat unhey 'Al-Jahannamiyin' ke naam se yaad karengey.
Sahih Bukhari, Vol 8, 6559

Ek jamaat jahannam se Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam ki shafaat ki wajah se bahar niklegi aur jannat mein dakhil hogi jinhey 'Al-Jahannamiyin' ke naam se pukara jayega
Sahih Bukhari, Vol 8, 6566

اللَّهُـمّ صَــــــلٌ علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ
Allahumma salli Ala Muhammad wa ala aali Muhammad

---------------------------------------------
Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Some people will come out of the Fire after they have received a touch of the Fire, changing their color, and they will enter Paradise, and the people of Paradise will name them 'Al-Jahannamiyin' the (Hell) Fire people."
Sahih Bukhari, , Book 76, Number 564: 

Narrated Imran bin Husain Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Some people will be taken out of the Fire through the intercession of Muhammad(Sallallahu Alaihi Wasallam) and they will enter Paradise and will be called Al-Jahannamiyin (the Hell Fire people).
Sahih Bukhari, Book 76, Number 571

اللَّهُـمّ صَــــــلٌ علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ
Allahumma salli Ala Muhammad wa ala aali Muhammad

__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment