Search This Blog

Monday 7 January 2013

[Yaadein_Meri] Hadith: Jo kisi musalman ki Duniya mein ek takleef dur karega Allah subhanahu uski qayamat ki museebaton mein se ek museebat dur karega

 

 
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu..

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: Jo kisi musalman ki Duniya mein ek takleef dur karega Allah subhanahu uski qayamat ki museebaton mein se ek museebat dur karega

Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Jo kisi musalman ki Duniya mein ek takleef dur karega Allah subhanahu uski qayamat ki museebaton mein se ek museebat dur karega. Jo kisi musalman ki parda poshi karega Allah subhanahu uski duniya aur aakhirat mein uski parda poshi farmayega. Allah subhanahu us bandey ki madad mein rahta hai jab tak banda apney bhai ki madad mein rahta hai.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 225 ( Sahih)
--------------------------------------------------
English translation:
It was related on the authority of Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu that the Prophet sallallahu alaihi wasallam said: Whoever relieves a believer of some of the distress of this world, Allah will relieve him of some of the distress of the Day of Resurrection. Whosoever conceals the faults of a Muslim, Allah will conceal his faults in this world and the Hereafter. Allah will help his slave as long as his slave helps his brother. (Sahih)
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 225 ( Sahih)

__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment