Search This Blog

Tuesday 8 January 2013

[Yaadein_Meri] Hadith: Jab tum mein se koi mar jata hai to usko Dozakh ya jannat usko roz dikayee jati hai

 

 
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu..

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: Jab tum mein se koi mar jata hai to usko Dozakh ya jannat usko roz dikayee jati hai

Abdullah bin umar Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab tum mein se koi marta hai to subah wa sham uskey rahney ki jagah usey har roj dikhayee jati hai ya Dozakh ho ya jannat , aur kaha jata hai ki ye tere rahne ki jagah hai yahan tak ki tu uthaya jaye (yani qayamat ke din tak) 
Sahih Bukhari Vol 7, 6515

Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho,Sahaba ne arz kiya ki phir kyun na hum usi par bharosa kar le, Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Amal kartey raho kyunki har shaksh jis thikaney ke liye paida kiya gaya hai usko waisee hi taufiq di jayegi
Sahih Bukhari, Vol 7, 6217

Dua : 
Allahumma Ajirna Minan Naar,
Allahumma Ajirna Minan Naar,
Allahumma Ajirna Minan Naar
-----------------
Allahumma inni Asalukal jannatul firdous
Allahumma inni Asalukal jannatul firdous
Allahumma inni Asalukal jannatul firdous
------------------------------
Narrated Ibn 'Umar Radiallahu anhu :Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "When anyone of you dies, his destination is displayed before him in the forenoon and in the afternoon, either in the (Hell) Fire or in Paradise, and it is said to him, "That is your place till you are resurrected and sent to it."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 522

Narrated 'Ali Radi Allahu Anhu : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said , "There is none amongst you but has been assigned a place (either) in Paradise and (or) in the Hell-Fire." The people said (to him), "Should we not depend upon it?" He said: carry on doing (good) deeds, for everybody will find easy such deeds as will lead him to his destined place. 
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No.236
---------------------------
Dua : 
Allahumma Ajirna Minan Naar,
Allahumma Ajirna Minan Naar,
Allahumma Ajirna Minan Naar
-----------------
Allahumma inni Asalukal jannatul firdous
Allahumma inni Asalukal jannatul firdous
Allahumma inni Asalukal jannatul firdous

__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment