Search This Blog

Saturday 26 January 2013

[Yaadein_Meri] Hadith: is par Laanat na karo ye Allah aur uskey Rasool se Muhabbat karta hai…

 

Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu..

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: is par Laanat na karo ye Allah aur uskey Rasool se Muhabbat karta hai… 

Umar Bin Khattab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke zameny mein ek shaksh tha jiska naaam Abdullah tha log usey Hamaar (Donkey) kah kar pukartey they wo Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ko hasata tha aur Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne usey Sharaab peeney par mara tha, usko ek din wo ( Sharab peeny par) laya gaya aur Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne uskey liye hukm diya aur usey mara gaya logon mein se ek shaksh ne kaha ki Allah us par laanat karey Kitni martaba samjhaya hai, Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya is par Laanat na karo Mainey uskey Mutalliq yahi jana hai ki ye Allah aur uskey Rasool se Muhabbat karta hai
Sahih Bukhari, Vol 8, 6780
---------------------------------------------------
English Translation:
Narrated Umar bin Al-Khattab Radi Allahu Anhu : During the lifetime of the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam there was a man called Abdullah whose nickname was Hamaar (Donkey), and he used to make Allah's Apostle laugh. The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam lashed him because of drinking (alcohol). And one-day he was brought to the Prophet on the same charge and was lashed. On that, a man among the people said, "O Allah, curse him ! How frequently he has been brought (to the Prophet on such a charge)!" The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Do not curse him, for by Allah, I know for he loves Allah and His Apostle." 
Sahih Bukhari,Vol 8, Book 81, No. 771

__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment