Search This Blog

Saturday 28 July 2012

Re: [Yaadein_Meri] Hadith: Qayamat ke din us darwazey se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil hongey

 

Bundle of Thanks Dear
 
Madam Sajida Arain
Bureau Chief Royal News Thatta,
Room No-4 Ubaid Shopping Centre,
Near N.B.P Building Thatta Sindh,
Tele: (0298)-550023 Fax:(0298)-550464
Cell:(0322)2419865, (0315)-9244452

From: Aap Ka Dost <s4_1234@yahoo.com>
To:
Sent: Saturday, July 28, 2012 1:56 PM
Subject: [Yaadein_Meri] Hadith: Qayamat ke din us darwazey se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil hongey

 
 
BISMILLAH-HIRRAHMAN-NIRRAHIM 

Hadith: Qayamat ke din us darwazey se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil hongey

Sahal bin Sad radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jannat ka ek darwaza hai jisey Ar-Raiyan kahtey hain Qayamat ke din us darwazey se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil hongey unkey siwa aur koi usmein se dakhil nahi hoga, pukara jayega ki rozedar kaha hain ? wo khadey ho jayengey, unkey siwa us sey aur koi andar nahi janey payega aur jab ye log andar chaley jayengey to ye darwaza band kar diya jayega phir us sey koi andar nahi ja sakega
Sahih Bukhari, Vol 3, 1896

>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>

Narrated Sahl bin sad Radi Allahu Anhu :The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "There is a gate in Paradise called Ar-Raiyan, and those who observe fasts will enter through it on the Day of Resurrection and none except them will enter through it. It will be said, 'Where are those who used to observe fasts?' They will get up, and none except them will enter through it. After their entry the gate will be closed and nobody will enter through it."
Sahih Bukhari, Volume 3, Book 31, Number 120
 




__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment