Assalam Alaikum
Ek doosrey se dua mangwa sakta hai aur madad bhi le sakta hai for example ek admi doorey admi se apne liye dua ki darkhwast karsakta magar gayebi imdad jaisa k meri biwi ko aulad nahi ho rahi hai aur aap aulad do. magar han yeh sirf aur sirf Allah subhan o taala he desakta aur kisi k bus ki baat nahi. beshak allah suhaan o taala har cheez ka elm rakta hai. aur doosri baat ye k hazrat omer raziallahu anhu ne hazrat raziallah anhu se dua karwai thi na k un se aap desakte hain to nahi kaha tha. Han koi bhi vali sifat insan ho aur aam admi ho magar woh hayat mein ho (zinda) us admi se dua ki darhuwast kar sakte hain na k us ko yeh keh nahi sakte k aap de sakte yane woh cheez ghayebi ho aur woh kabhi de nahi sakte aur dene ka khiyal rakta hai to woh bhi ghalat hai aur jo admi us se ghayebi imdad mangta hai to woh ghalat hai yane (shirk ki munasibat hoti hai) isi liye kiya aisi ghalat baat hai jo allah se sirf aur sirf allah se ghayebi madad mangna yeh sahih aur sunnat aur wajib tariqa hai . Magar han koi bhi neak vali sifat insan hai chahe woh zinda ya madfoon hai to un ka ehtraam karna na ke unke bare mein ail faiel kehna. aur qabar chahe vali ki ho ya koi aam admi ki ho us ka ehteram karna chahiye aur jo koi bhi qabar mein madfoon hai un k bare mein woh under kis halaat mein hain yeh sirf aur sirf allah subhaan o taala he janta hai nake koi peer vali ya aam admi isi liye hum sub muslim ko sirf aur sirf allah ki ibadat karna aur usi se mangna (ghayebi Imdad) aur Rasool kareem SAWS ki itebaa karna chahiye. aur rahi baat dunyai madad jaisa k mujhe koi cheez kisi admi se lena hai aur woh admi keh raha hai k agar woh sahab kahen to mein desakta hoon yeh alag baat haiaur agar koi aisa soche k isi tarha allah ne bhi aisa he kaha hai phir yeh sahih hai varna yeh jo madfoon se ghaibi imdad mangna hai to ghalat hai.
Allah Khair kare ameen
From: aapka Mukhlis <aapka10@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Sunday, March 4, 2012 7:56 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ~:: Ghous-e-Azam Kehna Jaiz Hay ::~
حضرت عمر رضی اللہ عنہ نے اپنے دورِ خلافت میں شدید قحط کے ایام میں حضور صلی اللہ علیہ وسلم سے مدد کیوں نہ مانگی؟
اور کیوں حضرت عباس رضی اللہ عنہ سے دعا کروائی؟
From: Khaksar <mahvishakram@hotmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Sunday, March 4, 2012 7:01 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ~:: Ghous-e-Azam Kehna Jaiz Hay ::~
From: Afzal HussainSent: Saturday, March 03, 2012 9:30 PMSubject: Re: [Yaadein_Meri] ~:: Ghous-e-Azam Kehna Jaiz Hay ::~Assalam AlaikumBeshak naveed bhai ne theek likha hai aur sirf aur sirf allah he se madad mangna haiaur sahaba karam auliya karam ka ehteraam karna chahiye na k poojna chahiye.Jazak allahFrom: Naveed Ahmed <naveedahm44@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Saturday, March 3, 2012 9:21 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ~:: Ghous-e-Azam Kehna Jaiz Hay ::~Asalamualikum warahmatullah wabrakatuh,FAHAD ASHRFI SAHAB HAMEHSHA BAZID REHY HAIN KE ALLAH RAB UL IZAT KE SIWAMAKHLOOK MAIN SAY KISI SAY BHI MADAD TALAB KI JA SAKTI HAI , JAB KE AP JAB ISLAMKE TAREEK KO PARAHIAN TU MUSHRAKEEN E MAKKAH BHI ISI BAT PER BAZID REHTY THEYKE HAKEEKI RAB TU WOHI ALLAH HAI , YEH JIN KO HAM MADAD KELIY PUKARTY HAINHAMRI FARIYAD KO RAB TAK POHNCHA DAITY HAIN, OR DOSRI TARAF NABI KE FARMANKO DAIKHTY HAIN TU WAHAN SAY FARMAN MILTA HAI KE AGER TUMHAIN JOTY KETASMAY KI ZARORAT BHI HO TU BRAHE RAST RAB SAY MANGO KIA AP SAB YEH NAISOCHTY KE DIRECT RAB SAY MANGNE MAIN AKHIR KON C AISI CHEEZ HAI JO HAMIN ROKTI , AKIR RAB SAY DIRECT MANGNEY MAIN KABAHAT HI KIA HAI ??HAI , RAHA SAWAL GUNHAGAR HONE KA HAM BOHAT GUNHAGAR HAIN HAMRAY AMALLACHY NAI HAIN BILKUL SAHI BAT HAI LAKIN MERY PIARY BAHI TUBA GUNHAGAR KE LIAYHI HAI , OR TUBA RAB SAY HI KI JATI HAI NA KE KISI PEER WALI YA NABI KE TAWASUT SAYNAHI , ISI KI BEHTREEN MISALIN TAREEK E ISLAM MAIN MILTI HAIN TAAIF MIAN JAB AP KOPATHAR MARY GAY TU AP NE NA SIRF SABR O ISTAKLAAL KI AALA MISAL PAISH KE BALKEUS MAIN AIK DARS YEH BHI THA KE US WAKAT AP KI MADAD KELIAY DO PAHROON NEKAHA KE AP AGER KAHIN TU IS BASTI KO PEES DAIN OR YAKEENAN WO NABI SAW KI BATKO RAD NA KERTY LAKIN AP NE UN SAY MADAD TALAB NA KER KE YEH DARS BHI DIA KEKISI BHI HALAT MAIN RAB KO HI APNA MADAGAR SMAJHNA CHAHIAY USI KO HIPUKARANA CHAHIAY NA KE USI MAKHLOOK KO JO KHUD AJIZ HAI, RAB NE MAKHOOK KOTAKLEEK KIA HAI SIRF OR SIRF APNI IBADAT KELIAY OR SHAITAN OR US KE CHAILOON NEMAKHLOOK KE ZEHN SAY YEHI AIK BUNIADI CHEEZ NIKALNY KI THANI THI KION KE JABBUNIAD HI MAZBOOT NA HO GI TU YEH TASWUR HI NAMUMKIN HAI KE BAKI KI IMRAT APNI MANZIL KO POHNCH PAY GI....SIRF OR SIRF ALLAH HI GOSE AZAM , DATA , DASTAGEER , MUSHKIL KUSHA , HAJAZT RWA HAI YEH SAB KHOBIAN SIRF USI KE SHAN HAIN OR USI KI SIFAAT HAIN OR SHIRK SIRF KISIOR KO PUJNE KA NAM HI NAHI BALKE RAB KI SIFFAT MAIN KISI KO SHAREEK KARNA BHI SHIRK HAIALLAH RAB UL IZAT HAMIAN HIDAYAT KI TUFEEK DAYAMEENFrom: Ayaz Paracha <mhaparacha@yahoo.com>To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Friday, March 2, 2012 8:46 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ~:: Ghous-e-Azam Kehna Jaiz Hay ::~Bhai jan ap ko jo bhe maslaho kse olama se rabta kya kre, na k email kar k sab ko behas mai dal dete ho, koi kya bolta to koi kya, apne apne fatway log bolne lag jate hai, plz aap olama se rabta kya kre
No comments:
Post a Comment