Search This Blog

Thursday 1 March 2012

Re: [Yaadein_Meri] " " DEATH Of Prophet PBUH " "

 

Assalamalaekum,
Aadi sahab main aapkey mails padhta hoon, aur aapke mails se kuch seekhta bhi hoon, lehaza merey dil may aapki izzat hai...
Rubina ji ke mails saalon se lagataar paata aur padhta hoon, aur Rubina ji ki izzat dil se karta hoon...
Bas apnon ki baat kabhi kuch ajeeb lagey to batadena cahiye, aur isi wajhey se main ne wo reply kiya tha,,, tanqeed wali koi baat nahi...
Allah ham sab ki kotahiyon ko maaf karey aameen...
Ab main is maozun par mazeed koi reply nahi karonga, so please aap bhi mat likhye,,, baat badhegi to dosrey mun bhi khulengey aur phir jitney mun utni baten hongi...
 
Allah Khair Karay - RAMEEZ
Remember, one day you will appear before Allah and answer for your deeds.

From: aadi khan keep.connect@gmail.com
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Thursday, March 1, 2012 3:54 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " DEATH Of Prophet PBUH " "
 
Acha bha acha....
PArda farmany ki english bta dijiye bhai
On Thu, Mar 1, 2012 at 2:31 PM, Rameez Bakbak <bakbak.rameez@yahoo.com> wrote:
 
muhtaram jahan tak mumkin ho achey lafz istemaal karne cahiye...
aur ye himaqhat ke ham sab kuch jantey hain bewakhufi ki sab se pahli alamat hai...
Jinka noor sab se pahley paeda kiya gaya ho unki shaan ka kya kahena,,, aur jinka naam Allah ke naam ke saath juda ho unkey martabey ka kya kahena... so ihteraam lazim hai...
ghar aaey aam mehmaan ko rooz marrah istemaal ki crockery may khana sarf kiya jata hai,,, aur koi special ho to usko andar se khaas crockery set kyon nikalta hai??? bartan bartan hi hain ismay kya farq!!! farq hai, personality ke hisab se farq padta hai... lafz inteqhal ham jaesey aam insanon ke liye hai - bas.
 
Allah Khair Karay - RAMEEZ
Remember, one day you will appear before Allah and answer for your deeds.

From: aadi khan <keep.connect@gmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Thursday, March 1, 2012 9:06 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " DEATH Of Prophet PBUH " "
 
Muhatram Janab Rameez Sahib.... Arbi Parhny jaty thy aap???????pehly urdu parhlyty tou behtar tha tha.....

Death Means Inteqal...
Inteqal means ik jagah sy dusri jagah muntaqil hona.....

Nabi e karim ny parda poshi ikhteyar ki... is ka matlab inteqal hi hai bhai....

Wo alag matter hai k Nabi e karim sallahu alaihi wasallam apni qabar e mubarak main apny jisim k sath hayat hian................

On Wed, Feb 29, 2012 at 3:37 PM, Kausar M <mkausar17@yahoo.com> wrote:
 
Dear Moderator,

                                                                                                                                                          السلام عليكم ورحمة الله وبركاته،


I too agree with Rameez bhai

Shukran Jaziran



From: Rameez Bakbak <bakbak.rameez@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Wednesday, February 29, 2012 9:21 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " DEATH Of Prophet PBUH " "
 
Assalamalaekum,
Bachpan may arabi padhney jab masjid jaya karta tha to Maulwisahab cheekh cheekh ke padhatey they... ke
Pyare Nabi Aanhazrat Mohammad Mustafa Salellahualaehiwasallam Ne 12 Rabbil-Awwal Ko Is Duniya Se Parda Poshi Ki...
Aur aaj????????
Behtar hoga agar Maot/Death ke lafz ki jagha 'Is Duniya Se Parda Farmae' istemaal kiya jae to...
 
Khuda Khair Karay - RAMEEZ
Remember, one day you will appear before Allah and answer for your deeds.

From: Rubina Yasmeen <rubina_yas@yahoo.com>
To: Rubina_Yas@yahoo.com
Sent: Tuesday, February 28, 2012 11:01 PM
Subject: [Yaadein_Meri] " " DEATH Of Prophet PBUH " "
 
Bismillahir Rahmanir Raheem
Assalam Alaikum Wa Rahmath Ullahi Wa Barkatahu

**********
. 
DEATH  Of Prophet PBUH

            12th Rabbi-Ul-Awwal  11 hijrah, 23 Nabvi, 8th June, 632 A.D,
 At The Time Of Chast (after sun rise) 
               In Madina Munawarah In The House Of Bibi Ayesha R.A. 
Burried in The House Of BiBi Aysha R.A 
               Grave Exactly Where Died in The Room

********************************
Aapki Dua Ki Talib
Mrs Rubina Yasmeen
********************************


--

Rểmmbểr Mể IYốur Prậÿểrs

ÅàĐí Khñ

Sübsçríbể Émàíl Çlíçk Hểr 

Sübsçríbể SmS Çlíçk Hểr 

Jốíñ üñ ƒªçểbººk 

ür Wểbsít Çlíçk Hểrể 

--

Rểmmbểr Mể IYốur Prậÿểrs

ÅàĐí Khñ

Sübsçríbể Émàíl Çlíçk Hểr 

Sübsçríbể SmS Çlíçk Hểr 

Jốíñ üñ ƒªçểbººk 

ür Wểbsít Çlíçk Hểrể 

__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment