Search This Blog

Sunday 26 February 2012

Re: [Yaadein_Meri] EK hadith Sunata hu Agar Quran paak ki Ek Aayat (Nazil) na hoti

 

Is Insaaf ke Tarazu ku Kiya Karen Dost?????

21:47 We will set up the Scales of justice on the Day of Resurrection, and noperson will be wronged in the least. Though the good or evil be of the weightof a mustard seed, We will bring it forth. We are Sufficient for reckoning and none can take account as We do.





From: Aap Ka Dost <s4_1234@yahoo.com>
To:
Sent: Tuesday, February 7, 2012 12:38 PM
Subject: [Yaadein_Meri] EK hadith Sunata hu Agar Quran paak ki Ek Aayat (Nazil) na hoti

 
Bismillah irrahman nirrahim

Urdu Translation:
Hazrat Usman Radi Allahu Anhu ne wudhu kiya to farmaya Main tumko EK hadith Sunata hu Agar Quran paak ki Ek Aayat (Nazil) na hoti to main ye Hadith tumko na sunata , Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab bhi koi Achchi tarah wudhu karta hai to aur namaz parhta hai to uskey ek Namaz se Dusri namaz ke parhney tak ke Gunnah Maaf kar diye jaatey hain 
Sahih Bukhari, Vol 1, 153 

Urwah radi allahu anhu kahtey hain wo ye aayat ye hai "Jo log Allah ki us Nazil ki huyee Hidayat ko Chupatey hain jo usney logon ke liye Apni kitab mein bayan ki hai , Un Par Allah ki Laanat hai aur (Dusrey) Laanat karney walon ki laanat hai" 
( Al Quran , Al Baqrah : 159) 

English Translation:
Narrated Humran Radi Allahu Anhu (the slave of 'Uthman) After performing the ablution 'Uthman Radi Allahu Anhu said, "I am going to tell you a Hadith which I would not have told you, had I not been compelled by a certain Holy Verse (the sub narrator 'Urwa said: This verse is: "Verily, those who conceal the clear signs and the guidance which we have sent down...)" 
(Al Quran: 2:159).

I heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam saying, 'If a man performs ablution perfectly and then offers the compulsory congregational prayer, Allah will forgive his sins committed between that (prayer) and the (next) prayer till he offers it. 
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 161
 




__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment