Search This Blog

Saturday 31 March 2012

Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 

 
@Musarat Jehan: Konsa sawal ka zikar kar rahi han app???
 
Abi tak tu main na hi app sa sawalat pocha han our app na shayad kisi ka bi jawab dana gawara  nahi kiya ha, yah phir app ka pass jawab ha hi nahi.
 
Better solution is, start new emails with specific topics and stay on the topic.
 
jahan tak ha ap ka sawal ka taluk, wo tu app ko nicha di gai picture main nazar a hi raha ha ka app ka sawal kis shakal main our kis halat main muj tak pohancha. Asa sawal ka main kya jawab dun ap ko jo muja nazar hi nahi a raha ha.
 
Jasa app na abi ROMAN main likha ha wasa hi dubara sa sawal karan, InshAllah app ko jawab da diya jay ga....
 
Sent: Saturday, March 31, 2012 5:48 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
 
 

Bhai Khaksar, main nay ap sy jo sawal poocha hay pahlay uska to jwab dain

 

To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
From: mahvishakram@hotmail.com
Date: Sat, 31 Mar 2012 13:17:34 +0500
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
@Musarat Jehan: Ab App na apni ZUBAN par kaim rahna ha. App ko Qail karna ka lia main koshish karti hun, dakhta han kahan tak app ka iman app ka sath data ha.
 
Starting from now.. Check that email.
 
Balkay, Main aik new topic sa email start karti hun, App us ka reply dan..... First of all tu is par baat karta han ka TAqleed zarori ha yah ka nahi?
 
Please write in ROMAN URDU. For Example "App ka kya hal ha?" App ki email muj tak asa pohanchi ha.
 


 
Sent: Friday, March 30, 2012 10:58 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
 
 
بھائی فیض صاحب۔۔۔ تا دم تحریر آپ نے یہ نہیں بتایا کہ آپ تقلید جس شخص کی کر رہے ہین اسکی بنیاد کیا ہے یعنی آپ کو یہ کیسے مولوم ہوا کہ آپ فلاں شخص کی ہی تقلید کریں، کوئی تو معیار ہوگا یا پھر بس دلی نے گواہی دی اور آپ نے عمل کرلیا یا کوئی وحی وغیرہ سے مدد ملی، یا والدین کے حکم پر آپ نے والدین کی تقلید مین کسی تقلید کی۔ برائے مہربانی اس کا جواب ضرور دیں۔۔۔ میرا مقصد کسی کی تزہیک نہیں بلکہ میرا خیال ہے کہ اللہ نے آپ کے لئے ہدایت کا اراستہ کھولا ہے اگر آپ بات چیت کو درست انداز میں جاری رکھیں گے یا تو آپ تقلید کو ترک کردیں گے یا پھر مجھے قائل کرلیں گے اور میں بھی آپکی تقلید میں آپ کے مجتہد کی تقلید کرلوںگی۔

 

To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
From: aapka10@yahoo.com
Date: Thu, 29 Mar 2012 08:12:37 -0700
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
ان صاحب کی طرف سے میں پہلے جواب دے چکا ہوں نا
وہ محض والدین کی تقلید میں ان کی دیکھا دیکھی امام ابو حنیفہ رحمۃ اللہ علیہ کی تقلید کررہے ہیں۔
کیا میں نے کچھ غلط کہا چشتی صاحب؟

From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>
Sent: Thursday, March 29, 2012 1:50 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
 
 
جی نہیں وہان آپ نے یہ تو بتایا ہے کہ آپ تقلید کیون کرتے ہیں لیکن میرا سوال یہ تھا کہ اپ جس کی تقلید کررہے ہین ۔۔۔۔ میں دوبارہ کاپی پیسٹ کرتی ہوں جو اسطرح ہے۔۔۔۔"  جس مجتہد کی جناب پیروی فرما رہے ہیں اسکا انتخاب جناب نے کسطرح کیا، کن اصولوں کی بنیاد پر کیا ، کس معیار پر پرکھا ، یا بغیر کسی اصول کے بس دل جس پر جم گیا اُسی کی پیروی شروع کردی۔۔۔۔?  "
آپ کی اُس تحریر میں اسکا جواب نہیں ہے ، برائے مہپربانی طریقہ انتخاب کی تفصیل بتائیں جسکے تحت اپ نے ایک شخص کی تقلید کا فیصلہ کیا ہوا ہے ۔

 
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
From: mfaiz_chishti1@yahoo.com
Date: Tue, 27 Mar 2012 00:45:10 -0700
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
Aap ager ghaoor fermain to woh bhi mufasal tahreer he. Dubara tahreer kernay ki zarorat nahin.
 
From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>; discuss islam group <discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com>
Sent: Thursday, March 22, 2012 4:16 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
 
 
QOUTE FROM YOUR MAIL   "Ham Taqleed kion kertay hain: Her shaks iss bat ki ahliat nahin rakhta keh woh sharae Ihkam ko Quran wa Hadees se akhz kersakay lihaza zarori he keh woh Mujtahaydeen ki pairvi karay."  UNQUOTE.

آپکی میل میں کافی کچھ ہے جسکا جواب دیا جانا ضروری ہے میں نے اس جواب کے لئے جناب کی میل کا جو حصہ منتخب کیا ہے وہ یہ ہے جو میں نے اوپر کوٹ کیا ہے۔
گفتگو کو مزید بہتر بنانے کے لئے آپکا یہ بتانا ضروری ہے کہ جس مجتہد کی جناب پیروی فرما رہے ہیں اسکا انتخاب جناب نے کسطرح کیا، کن اصولوں کی بنیاد پر کیا ، کس معیار پر پرکھا ، یا بغیر کسی اصول کے بس دل جس پر جم گیا اُسی کی پیروی شروع کردی۔۔۔۔?
امید ہے جناب مفصل جواب تحریر فرمائینگ۔۔۔۔
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com; discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com
From: mfaiz_chishti1@yahoo.com
Date: Wed, 21 Mar 2012 23:35:26 -0700
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 
Sister jo bat apnain ki keh Eman lazmi shart he ager koi Musliman he to usko iski khaber he baghair Iman key to kuch bhi Qabool nahin. Kia America kitni donations dayraha he kia Allah Tala kay han Qaqbool he. Nahin hergez nahin yeh sab sahibe Iman kaliay he ager Iman kamil he to sab theke he verna sab ghalat.
 
Doosri bat sab Musliman Namaz Rasool Allah S.A.W kay tareekay se perhtay hain apna apna tareeqa kisi nain nahi ghra. Itebae Rasool S.A.W. zarori he aor Ibadat Khalis Allah Tala kailiay he.
 
Apnain Taqleed per tanqeed ki iska jawab hazer he;
 
Ham Taqleed kion kertay hain: Her shaks iss bat ki ahliat nahin rakhta keh woh sharae Ihkam ko Quran wa Hadees se akhz kersakay lihaza zarori he keh woh Mujtahaydeen ki pairvi karay.
Fuqha Kiram ka iss bat per Ijma hogia he ke asole Ijtehad wazeh kernay ki zarorat khatam hogae he lihaza ab ager koi shaks ijtehad kerna chaheyga to Aema Arba Imam Azam Abu Haneef Rehmutullah Alleh, Imam Shafi Rehmullah Allah, Imam Malik Rehmullahe Alleh aor Imam Ahmed Bin Hambel Rehmtullahe Alleh main se kisi Imam kay Ijtaihadi Asoolon ko samain rakh ker ijtehad karaiga kionkeh Quran wa Hadees ke under jitni diqat nazri, bareek beeni aor wusat nazri Mutaqadaymeen Fuqaha main thi woh wusate ilmi mutakhreen main nahin pae jati. Quran wa Hadees se masael ko mustanbit kernay ki jo muharat Mutaqadaimeen ko ata hoi woh moharat Mutaakhreen ke hissay main na asaki lihaza her Aamo Khas kayliay zarori he keh woh aik Imam ki taqleed karay.
 
Aik Zarori Bat. Jo shaks jis Imam ki taqleed kerta he usay iss bat ko paishe nazer rakhna zarori he keh ham haqeeqat main Quran wa Sunnat per amal ker rahay hain aor apnay Imam ki taqleed isliay kertay hain keh usnain Allah Tala aor uskay Rasool S.A.W key ihkamat ko munazim aor assan fahim kerkay ham tak paohunchae kionkeh shariat nafiz kernay wala to Allah Tala aor uska Rasool S.A.W hain Imam to aik Mubligh he
 
 
From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>; discuss islam group <discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com>
Sent: Wednesday, March 21, 2012 5:19 PM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
 
 
Bhai Sahab, Namaz say pahlay Eeman lazmi hay, ap ko maloom hi hoga keh NAMAZ ki farziat kay lye 2 lazmi sharaet hain, number one momin hona yani eeman baghair kisi shirk aor bidat kay aour dosri shart oqaat e namaz, yani namaz kay waqt ka hona.iskay elawa shayad apko ye bhi maloom ho k namaz sirf wohi qabool hogi jo khalis Allah ki raza k lye parhi gai ho our dosray wo namaz KHALIS RSOOL ALLAH SALI ALLAH ALIEN WASALM  kay tariqay kay mutabiq pahri gai hogi yani NAMAZ MOHAMMADI.agar khalis Allah ki raza k lye namaz pahri mager wo namaz MOHAMMADI nahin hay to wo namaz baikar hay.
 
Main nay ye sawal isly pocha tha keh wahan kahagaya hay k wo imam abu hanifa kay piro kar hain, our zahir hay hay ko wo namaz bhi MOHAMMADI NAMAZ nahin parhtay hongy balkay NAMAZ E HANAFI parhtay hongy, take pahlay ye faisla ho jae k hnfi hona eeman main say haiy ya eeman say kharij hay.
  har musalam ko koi bhi masal apni mslaq kai alim or mufti ulamikram say maloom krana chheyeh

 
Jahan tak apki is bat ka taluq hay jo main nay uper quote ki hay to bhai ye bat bohat,bohat hi ghalat hay, kionkay Allah nay farma dia hay k main ny deen mukamal krdia hay, aslye jab bhi koi masala poochna ho to sirf qran o sunnat kay mutabiq maloom karna our amal karna lazmi hay. dosray ye ko ye jo nara lagaya jata hay keh 'CAHARON BARHAQ HAIN' ye bhi bot bari gumrahi hay, kionkay HAQ to sirf aik hi hota hay nakay 2 ya ziada. our wo HAQ hay qran o sunnat .
 
umeed hay k main nay bhai ko mukamal maloomat day di hain, phr bhi agar koi bat ho to zaroor mutala karain.
To: yaadein_meri@yahoogroups.com
From: mdsalim7@yahoo.com
Date: Wed, 21 Mar 2012 01:54:02 -0700
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 

aslamwlyqum wrhamatullah hai wabrakatahoo. Bhiyon or bhno, allah kay banday nay benamazi kay bary mai btaya or hum log hain ki phira,or maslaq parstish mai phuch kar ladnay baidh gay yahan tak ki fatwan bhi deynay lagay ki ko kafir or koon muslman ,bhi muslaman par namz pad na farz hai or who kis maslak kay mutabi padta hai yeh uska apna msla hai laki agar woh insan 4 imam mai sy kisi kay muta bik nahi padta hai or aap hujuray paak sllahuwaly he waslam or sahaba kram rdiallahu tala anu kay mutabiq bhi nahi padta hai to yakinan us insan ko ulama kiram say raftta kayam kar kay sahi triqai par amal karna cha heaye or har musalam ko koi bhi masal apni mslaq kai alim or mufti ulamikram say maloom krana chheyeh na ki intetnet kay jarya say kyo ki inter net dini masaylil or dini bhas karna ki jagah nahi hay yahn to har koee alim or mufti hai chai woh gair muslim he kyuna hooo har koi appnai aap mai khud ko sahi samchta. Allah paak hum sabko or puri ummatai
muhammadi sallahu walyhiwasallam qyamat kay any waly sary zinnto or insano ko haq ko haq samch nay ki or us par amal karnay ki tufiq atta pharmai or batil ko batil samjkar us say bachnay ki tofiq atta pharmai or us say bachain ameen ya rbul alamin dua ka taleeb Muhammad.s.

------------------------------
On Tue, Mar 20, 2012 7:53 PM IST Musarat Jehan wrote:

>
>Ap kis kay kahnay per Imam abu Hinfa kay pirokar banay, kia ye apko wahi kay zariye say melwm howa hay ya kisi our zarieay say, Kion kay Allah kay Rasool SAWS nay to kahin nahin bataya ko unkay elawa ksis our kay pairo kar bano. Kia ap jawab daina pasand frmaengay. Bhai Fais sahab.....?Musarat
> To: mailto:Yaadein_Meri%40yahoogroups.com
>From: mailto:mfaiz_chishti1%40yahoo.com
>Date: Mon, 19 Mar 2012 03:27:05 -0700
>Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
> Ham Imam Azam Abu Hanifa ka pairokar hain Imam Ahmed Bin Hambel kay maslak main ager aik namaz bhi nahi adda ki woh kafir hogia.
>
>
>
>
>
>From: mohammed farooque <mailto:farooque880%40hotmail.com>
>To: mailto:yaadein_meri%40yahoogroups.com
>Sent: Saturday, March 17, 2012 8:55 PM
>Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>JAZAK ALLAH KHAIR.
>
>
>
>
>To: mailto:Rubina_Yas%40yahoo.comFrom: mailto:rubina_yas%40yahoo.comDate: Fri, 16 Mar 2012 12:06:08 -0700Subject: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>بسم اللہ الرحمٰن الرحیم
>السلامُ علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتہ
>
>•» BE-NAMAZI «•
>''''''''''''''' '''''''''''''
>HIQAYAT:-
>''''''''''''''' ''
>
>Ek Shaqs Jungal Me Guzar Raha Tha Ki
>Uske Sath Shaitaan Ho Liya !
>Uss Shaqs Ne Na Toh Namaz-A-Fajr Padhi,
>Naa Zohar, Naa Asr, Naa Maghrib Aur Naa Isha
>Ki Namaz Padhi !
>Raat Ko Jab Sone Ka Waqt Hua
>Toh Shaitaan Ne Usse Kaha Ki,
>Mein Tumse Dur Rehna Chahta Hoon !
>Usne Kaha Kyun ?
> To Shaitaan Bola,
>Isliye Ki Meine Sirf Ek Sajda Na Kiya Tha !
>Wo Bhi Aadam AS Ko Aur Tune Toh
>Din-Bhar Me Kayi Sajde Khuda Hi Ko
>Na Kiye Hain !
>Toh Mujhe Dar Lagta Hain Ki
>Jab Ek Sajda Ke Naa Karne Se Mujh per
>Laanat Ka Azaab Bhej Diya Gaya Hai
>Toh Tujh Par Itne Sajde Chordne Se Khuda
>Ka Kya Dardnaak Azaab Naazil Ho?
>Jisme Main Bhi Na Maara Jaoun?
> (Durratun-Nasih een, Pg-289)
>*********************************
>SABAQ :-
>Namaz Ka Chordna Bahut Bada Gunah Hain !
> Be-Namazi Ko Shaitaan
>Apne Aapse Bhi Zyada Bura Samajhta Hain !
>
>YA ALLAH
>Aaj Se Hum Touba Karte Hain
>Aaj Se Pehle Jitni Bhi Namazein Qazaa Huin
>Yaa Padhi Hi Nahi
>YA ALLAH
>Aaj Se Hum Koi Namaz Qazaa Nahi Karenge
> MOuLA
>Ek Baar Touba Ka Mouqa Aata Farma
> Aur Humari Touba Ko Qabool Farma
>Ameeen Ya Rabbul Alameen
>Tamaam Bhai Aur Bahenoun Se Guzarish Hai Meri Ki Woh Bhi Apne Aap Se Ahed, Wadaa Karlein ki Aaj Se Hum Koi Bhi Namaaz Ko Qazaa Hone Nahi Denge…
>Insha Allah
>
>*****************************************
>Aapki Dua Ki Talib
>Mrs Rubina Yasmeen
>***************************************
>Jazak Allah kHair
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>



 


 



 

 

__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment