Search This Blog

Wednesday, 20 February 2013

[Yaadein_Meri] Hadith: Allah ke Raastey mein Ek Subah ya Shaam ka Safar sari duniya aur jo kuch us mein hai un sabse achcha hai

 

 
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: Allah ke Raastey mein Ek Subah ya Shaam ka Safar sari duniya aur jo kuch us mein hai
un sabse achcha hai

Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah ke raastey mein ek subah ya ek sham safar karna duniya aur jo kuch usmein hai , un sabse achcha hai aur jannat mein tumhari ek Kaman ( an arrow bow) ke barabar jagah ya ek kadam ke faasley ke barabar jagah duniya aur jo kuch usmein hai se behtar hai aur agar jannat ki aurton mein se koi aurat rooye zameen ki taraf jhank kar dekh le to aasman se lekar zameen tak munawwar kar de aur uska dupatta (ya niqab) duniya aur jo kuch usmein hai se badkar hai
Sahih bukhari,Vol8, 6568
----------------------------
English Translation:
Narrated Anas radi allahu anhu The Prophet sallallahu Alaihi wasallam "A forenoon journey or an after noon journey in Allah's Cause is better than the whole world and whatever is in it; and a place equal to an arrow bow of anyone of you, or a place equal to a foot in Paradise is better than the whole world and whatever is in it; and if one of the women of Paradise looked at the earth, she would fill the whole space between them (the earth and the heaven) with light, and would fill whatever is in between them, with perfume, and the veil of her face is better than the whole world and whatever is in it.
Sahih Bukhari, Book 76, No. 572

__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment