Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.
Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Al Quran : us din Aadmi apney bhai se dur bhagega , Aur apni maa aur Apney walid se ( dur bhagega)
Al Quran : Phir jis waqt kaano ko bahra kar deney wala shor barpa hoga ( yani Qayamt ka din),
Us din Aadmi apney bhai se dur bhagega ,
Aur apni maa aur apney walid se ( dur bhagega)
Aur apni biwi aur apney bachcho se ( dur bhagega),
har shaksh ki aisee halat hogi ki auro ki taraf se beparwah ho jayega ( yani usko apne khud ki fikar hogi)
Al Quran , Surah Abasa (80), 33-37
Hadith: Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya qayamat ke din log paseeney mein sharabor ho jayengey (bahut sara paseena ho jayega) aur halat ye ho jayegi ki tum mein se har kisi ka paseena zameen par 70 haath tak phail jayega aur munh tak pahunch kar kaano tak chuney lagega
Sahih Bukhari, Vol 8, 6532
Dua:
اللَّهُمَّ قِنِي عَذَابَكَ يَوْمَ تَجْمَعُ عِبَادَكَ
Ya Allah mujhe us din ke Azab se bacha lena jis Din tu apney bando ko jama karega.
--------------------------------------------
English Translation:
Al Quran : Then when there comes As-Sakhkhah (the second blowing of the Trumpet on the Day of Resurrection)
That Day a man will flee from his brother, And from his mother and from his father,And from his wife and from his children.
Everyman that Day will have enough to make him careless of others.
( Every body will think abouy himself)
Al Quran , Surah Abasa (80), 33-37
Hadith: Narrated Abu Hurairah radi allahu anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, The people will sweat so profusely on the Day of Resurrection that their sweat will sink seventy cubits deep into the earth, and it will rise up till it reaches the people's mouths and ears.
Sahih Bukhari Book 76, No. 539
Dua:
اللَّهُمَّ قِنِي عَذَابَكَ يَوْمَ تَجْمَعُ عِبَادَكَ
O Allah, save me from the punishment on the Day when You will gather Your servants.

------------------------------

__._,_.___
Reply via web post | Reply to sender | Reply to group | Start a New Topic | Messages in this topic (1) |
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment