Tumhari baton sa andaza ho raha ha ka na tu tumhara kisi bara na our na tumhara waldan na our na hi tumhara kisi ustad na tumhan tameez sikhai ha. Agar unhon na sikhaya ha tu tum na amal na karna ka ahad kar rakha ha.
Now lets see kya asa dalail han tumhara pass jin ki bina par tum itna bara buhtan lag raha ho. Soch lo.
Ya tafseer shataan ul ummat ,khabes ul ummat na likhe ha,to phir apna ilem ka hasab sa he lekha ga,drasal isko tafseer kahna hi tafseer ke toohen ha,ua to mardod o maloon ke apne garhee hoe mantaqan han ,jo wo masoom logon par muslat karna ke koshih kar raha ha,,,,magar raha ga wohi zaleel o khowar
From:
Sent: Friday, March 16, 2012 8:32 PM
To: Khaksar
Cc: My Diary; sadqay yarasolallah; Yaadein Meri; Asdiqaa Muslimin; Jhilmil Taray;
Subject: Re: [MadinaWay] اے لوگو اپنے رب کو پوجو، عبادت و اطاعت میں فرق، فائدے، اعتراضات
yeh tafseer parh kar saaf pata chal raha hai k aik gumrah admi ne dusro ko bhi gumrah karnay ki bharpoor koshish ki hai aur haq ko batil se mila kar apna batil haq sabit karnay ki koshish ki hai
ALLAH humain aisay tamam fitno se mahfooz rakhay ameen
On 16 March 2012 08:56, Khaksar <mahvishakram@hotmail.com> wrote:
No comments:
Post a Comment