Search This Blog

Tuesday, 13 March 2012

Re: [Yaadein_Meri] " " Shouhar Ka Haddarja Ehteram Karein - شوہر کا حددرجہ احترام " "

 

bht khoob
 

From: Rubina Yasmeen <rubina_yas@yahoo.com>
To: Rubina_Yas@yahoo.com
Sent: Wednesday, 14 March 2012, 5:33
Subject: [Yaadein_Meri] " " Shouhar Ka Haddarja Ehteram Karein - شوہر کا حددرجہ احترام " "
 
   Bismillahir Rahmanir Raheem
Assalam Alaikum Wa Rahmath Ullahi Wa Barkatahu


شوہر کا حددرجہ احترام 
 
شوہر کو خوش رکھنے
 اور اس کا دل جیتنے کے لیے
 ایک یہ بات بھی بڑی ضروری ہے
 کہ آپ شوہر کا حد سے بڑھ کر احترام کریں ۔
 اسے اچھے سے اچھے لقب سے مخاطب کیا کریں۔
 اس کے ساتھ ادب واحترام سے گفتگو کریں۔
 اس کے سامنے خوش اخلاقی کا مظاہرہ کریں ۔
 کبھی اسے'تو'کہہ کر مخاطب نہ کریں ۔
کبھی اس کے سامنے بداخلاقی کا مظاہرہ نہ کریں ۔
 کبھی بھول کر بھی اسے گالی نہ دیں ۔
 تنہائی میں بھی اس کا ادب واحترام کریں۔
اس کے اہل خانہ وغیرہ کی موجودگی میں
 بھی اس کا احترام بجالائیں۔ 
ہر شخص کی یہ فطرت ہے کہ وہ اپنے احترام کر نے والے
 کو پسند کرتا اور بے ادبی کرنے والے سے نفرت کرتا ہے ۔
اسلامی تعلیمات کی روسے ہر چھوٹے کو چاہیے کہ
 وہ بڑے کا ادب واحترام کرے اور
 بڑوں کو چاہیے کہ وہ چھوٹوں سے پیار اور شفقت کریں۔
 اسی طرح بیوی کو چاہیے کہ شوہر کا ادب واحترام کرے
 اور شوہر کوچاہیے کہ وہ اپنی بیوی سے مشفقانہ برتاوٴ کرے۔ 
=============

Shouhar Ka Hadd Darja Ehteraam

Shouhar Ko Khush Rakhne Keliye,
Aur Uska Dil Jeetne Keliye,
 Ye Baat Bhi Badi Zaroori Hai,
Ke Aaap Shouhar Ka Hadd Se Badhkar Ehteraam Karein,
Unhe Ache Se Ache Laqb Se Muqatib Kiya Karein,
Unn Ke Sath Adab Wo Ehteram Se Guftagu Karein,
Unnke Samne Khush Aqlaqi Ka Muzahirah karein,
Kabhi Unhe " TU " Kehkar Muqatib Naa Karein,
Kabhi Unke Samne Badaqlaaqi Ka Muzahirah Na Karein,
Kabhi Bhool Kar Bhi Unhe Gali Naa Dein,
Tanhaiye Me Bhi Unka Adab Wo Ehteram Karein,
Unke Ahl-E-Qana Ki Moujoodgi Me Bhi Unka Ehteraam Baja Layein,
Har Shaqs Ki Ye Fitrat Hai Ke Wo Apne Ehteram Karne Wale Ko Pasand Karta Hai,
Aur Beadabi Karne Wale Se Nafrat Karta Hai,
Islami Taleemat Ki Rou Se Har Chote Ko Chahiye Ki Wo Bade Ka Adab Wo Ehteram kare,
Aur Badoun Ko Chahiye Ke Wo Chotoun Se Pyaar Aur Shafaqat Karein,
Isi Tarah Biwi Ko Chahiye Ke Shouhar Ka Adab Wo Ehteram Kare,
Aur Shouhar Ko Chahiye Ke Wo Apni Biwi Se Mushafaqana Bartao Kare.............

Ya Allah ! 
surely we have heard a preacher calling to the faith, 
saying: Believe in your Lord, so we did believe; 
Ya Allah !
 forgive us therefore our faults, 
and cover our evil deeds and make us die with the righteous.
Ya Allah ! 
grant us good in this world and good in the hereafter,
 and save us from the chastisement of the fire. 
Ya Allah ! 
Accept From Us ;
Surely Thou Art The Hearing, The Knowing

**************************************
Aapki Dua Ki Talib
Mrs Rubina Yasmeen
***************************************
Jazak  allah  khair

 

__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment