Search This Blog

Thursday, 22 March 2012

RE:sorry sir alim or mufti sahab ko bhai sahab kha isliaye[Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 

I am stream sorry sir Kyonki mainnay aap ko Bhai sahab kaha kyunki aam muslman aaleem ,mufti,or eelmai fiqha rakhnay walo ko aam tor par aalem ya phir mufti shab khatay hai

or jahan tak islkah ki bbat hai to aalem or mufti sahab aap ko malum hona chahiyeh ki uskaleya deene madarish khan kha hoti hai or quran or hadeesh bhi admi apni maa kay pait say nahi shki kar ata hai (uskay leea bhi aap ko kisi msjid ya madrsay main jana padta hai or wahisay aap ko bakiki jankari hasil hot hai kya aap nay abhi tak sary masali quran or hadidesh say seeekhai hai or han to waju kay masla quran pak main kya likah hain or haeedh ki rosni main kya likha or hum ko kis par amal krana hain )or aga aap arbic hai to phir aap sedhay saudi kay ulama say rafta kyam karay insha allha aap kay sawalo ka jawab wahan say 100%milayga agr aap ehlay hadissh bhi hongay to bhi aaap ko unka jaab sayd kubul hooga.insab say phaly aap apni ilme liyakat kay bary main jarro group ko batadengay to acha hooga or aap kay swalo kay jaab aap samjnay kay leaa aap ko aap ki ilme lyaqat kay bary mai zroo btana hoga. Misal kay tor par agr koi gaon ka seeda sad admi ki doctor kay pas jata hai or doctor us ko apni medical jabn mai usko bataiga to mariz kay samj main nahi  aaiga or wahi jeej woh wasko us gaon waly ki sedhi sadi jaban main batiga to woh badi asssani say samj jay ga or allah ka elmai deen itana chota bhi nahi keek aam admi eski ghray tak kuch hai salon main maloom kar lay or jahan tak eman ki bbat hai to haray aaka ea inamaday hujur ea akram sallah ho walyhe wasalm nay kamo bais 11 say 13 saal tak sahabai kram ka emma bananay ki mehant ki thi bad mai namaz roza baki ahqam aayee mufti sahab  muchai to lagata nahi hain ki aap mufti ya aleem ea deen hai agar hoty to yakeenan apan waqt is group main jaya nahi kartay kyu ki mai abhi tak is group main logo ko ek dusray ki taang khech tay huua dekah jay sa ke aam baat hai ki ek muslma aapni islah kia bagir dusray ki islah karan nikal parta hai aap batain ki aap konsee maslaq hain isha allah tala main aap ko aap ki islah khan par hoogi jarro bataunga.

once again you are in wrong place for islah yahan par na to aap ki islha ho sakti hay nahi hamari( yahan par sirf bigad or tasud paida huga or gyrao ko hasnay ka muka milaiga kiyon ki do jahil kitan bhi kossis kar lay kisi natijay par nahi pahuch sakty or khas kar kay islam kay bary main sahi maloomat mufti allem feqha ka ilam rakhnay waly he bata saktay hai ) kyu ki allha ka deen itna sasta bhi nai hai ki bina harka kea ghar ya office main baitha kar admi muqamal eamn or islam mai dakhil hoo jay jara jakar un logo say puchu jo logo nay islam kubul kiya hai kee keetni asani say um logo ko emman ki dulat meli hai jo paidaisee muslman main hai un main boht kam log hain jenhai deen or islam ki kadrokimat maloom hai .

 Allah paak hum sabko or puri ummatai
muhammadi sallahu walyhiwasallam qyamat kay any waly sary zinnto or insano ko haq ko haq samch nay ki or us par amal karnay ki tufiq atta pharmai or batil ko batil samjkar us say bachnay ki tofiq atta pharmai or us say bachain ameen ya rbul alamin.

dua ka taleeeb 
M.s. 

--- On Wed, 3/21/12, Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com> wrote:

From: Musarat Jehan <musarat_jehan@hotmail.com>
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
To: "yaadein_meri @yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>, "discuss islam group" <discuss_islam_the_religion@yahoogroups.com>
Date: Wednesday, March 21, 2012, 5:49 PM

 

Bhai Sahab, Namaz say pahlay Eeman lazmi hay, ap ko maloom hi hoga keh NAMAZ ki farziat kay lye 2 lazmi sharaet hain, number one momin hona yani eeman baghair kisi shirk aor bidat kay aour dosri shart oqaat e namaz, yani namaz kay waqt ka hona.iskay elawa shayad apko ye bhi maloom ho k namaz sirf wohi qabool hogi jo khalis Allah ki raza k lye parhi gai ho our dosray wo namaz KHALIS RSOOL ALLAH SALI ALLAH ALIEN WASALM  kay tariqay kay mutabiq pahri gai hogi yani NAMAZ MOHAMMADI.agar khalis Allah ki raza k lye namaz pahri mager wo namaz MOHAMMADI nahin hay to wo namaz baikar hay.
 
Main nay ye sawal isly pocha tha keh wahan kahagaya hay k wo imam abu hanifa kay piro kar hain, our zahir hay hay ko wo namaz bhi MOHAMMADI NAMAZ nahin parhtay hongy balkay NAMAZ E HANAFI parhtay hongy, take pahlay ye faisla ho jae k hnfi hona eeman main say haiy ya eeman say kharij hay.
  har musalam ko koi bhi masal apni mslaq kai alim or mufti ulamikram say maloom krana chheyeh

 
Jahan tak apki is bat ka taluq hay jo main nay uper quote ki hay to bhai ye bat bohat,bohat hi ghalat hay, kionkay Allah nay farma dia hay k main ny deen mukamal krdia hay, aslye jab bhi koi masala poochna ho to sirf qran o sunnat kay mutabiq maloom karna our amal karna lazmi hay. dosray ye ko ye jo nara lagaya jata hay keh 'CAHARON BARHAQ HAIN' ye bhi bot bari gumrahi hay, kionkay HAQ to sirf aik hi hota hay nakay 2 ya ziada. our wo HAQ hay qran o sunnat .
 
umeed hay k main nay bhai ko mukamal maloomat day di hain, phr bhi agar koi bat ho to zaroor mutala karain.

To: yaadein_meri@yahoogroups.com
From: mdsalim7@yahoo.com
Date: Wed, 21 Mar 2012 01:54:02 -0700
Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "

 

aslamwlyqum wrhamatullah hai wabrakatahoo. Bhiyon or bhno, allah kay banday nay benamazi kay bary mai btaya or hum log hain ki phira,or maslaq parstish mai phuch kar ladnay baidh gay yahan tak ki fatwan bhi deynay lagay ki ko kafir or koon muslman ,bhi muslaman par namz pad na farz hai or who kis maslak kay mutabi padta hai yeh uska apna msla hai laki agar woh insan 4 imam mai sy kisi kay muta bik nahi padta hai or aap hujuray paak sllahuwaly he waslam or sahaba kram rdiallahu tala anu kay mutabiq bhi nahi padta hai to yakinan us insan ko ulama kiram say raftta kayam kar kay sahi triqai par amal karna cha heaye or har musalam ko koi bhi masal apni mslaq kai alim or mufti ulamikram say maloom krana chheyeh na ki intetnet kay jarya say kyo ki inter net dini masaylil or dini bhas karna ki jagah nahi hay yahn to har koee alim or mufti hai chai woh gair muslim he kyuna hooo har koi appnai aap mai khud ko sahi samchta. Allah paak hum sabko or puri ummatai
muhammadi sallahu walyhiwasallam qyamat kay any waly sary zinnto or insano ko haq ko haq samch nay ki or us par amal karnay ki tufiq atta pharmai or batil ko batil samjkar us say bachnay ki tofiq atta pharmai or us say bachain ameen ya rbul alamin dua ka taleeb Muhammad.s.

------------------------------
On Tue, Mar 20, 2012 7:53 PM IST Musarat Jehan wrote:

>
>Ap kis kay kahnay per Imam abu Hinfa kay pirokar banay, kia ye apko wahi kay zariye say melwm howa hay ya kisi our zarieay say, Kion kay Allah kay Rasool SAWS nay to kahin nahin bataya ko unkay elawa ksis our kay pairo kar bano. Kia ap jawab daina pasand frmaengay. Bhai Fais sahab.....?Musarat
> To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
>From: mfaiz_chishti1@yahoo.com
>Date: Mon, 19 Mar 2012 03:27:05 -0700
>Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
> Ham Imam Azam Abu Hanifa ka pairokar hain Imam Ahmed Bin Hambel kay maslak main ager aik namaz bhi nahi adda ki woh kafir hogia.
>
>
>
>
>
>From: mohammed farooque <farooque880@hotmail.com>
>To: yaadein_meri@yahoogroups.com
>Sent: Saturday, March 17, 2012 8:55 PM
>Subject: RE: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>JAZAK ALLAH KHAIR.
>
>
>
>
>To: Rubina_Yas@yahoo.comFrom: rubina_yas@yahoo.comDate: Fri, 16 Mar 2012 12:06:08 -0700Subject: [Yaadein_Meri] " " Benamazi " "
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>بسم اللہ الرحمٰن الرحیم
>السلامُ علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتہ
>
>•» BE-NAMAZI «•
>''''''''''''''' '''''''''''''
>HIQAYAT:-
>''''''''''''''' ''
>
>Ek Shaqs Jungal Me Guzar Raha Tha Ki
>Uske Sath Shaitaan Ho Liya !
>Uss Shaqs Ne Na Toh Namaz-A-Fajr Padhi,
>Naa Zohar, Naa Asr, Naa Maghrib Aur Naa Isha
>Ki Namaz Padhi !
>Raat Ko Jab Sone Ka Waqt Hua
>Toh Shaitaan Ne Usse Kaha Ki,
>Mein Tumse Dur Rehna Chahta Hoon !
>Usne Kaha Kyun ?
> To Shaitaan Bola,
>Isliye Ki Meine Sirf Ek Sajda Na Kiya Tha !
>Wo Bhi Aadam AS Ko Aur Tune Toh
>Din-Bhar Me Kayi Sajde Khuda Hi Ko
>Na Kiye Hain !
>Toh Mujhe Dar Lagta Hain Ki
>Jab Ek Sajda Ke Naa Karne Se Mujh per
>Laanat Ka Azaab Bhej Diya Gaya Hai
>Toh Tujh Par Itne Sajde Chordne Se Khuda
>Ka Kya Dardnaak Azaab Naazil Ho?
>Jisme Main Bhi Na Maara Jaoun?
> (Durratun-Nasih een, Pg-289)
>*********************************
>SABAQ :-
>Namaz Ka Chordna Bahut Bada Gunah Hain !
> Be-Namazi Ko Shaitaan
>Apne Aapse Bhi Zyada Bura Samajhta Hain !
>
>YA ALLAH
>Aaj Se Hum Touba Karte Hain
>Aaj Se Pehle Jitni Bhi Namazein Qazaa Huin
>Yaa Padhi Hi Nahi
>YA ALLAH
>Aaj Se Hum Koi Namaz Qazaa Nahi Karenge
> MOuLA
>Ek Baar Touba Ka Mouqa Aata Farma
> Aur Humari Touba Ko Qabool Farma
>Ameeen Ya Rabbul Alameen
>Tamaam Bhai Aur Bahenoun Se Guzarish Hai Meri Ki Woh Bhi Apne Aap Se Ahed, Wadaa Karlein ki Aaj Se Hum Koi Bhi Namaaz Ko Qazaa Hone Nahi Denge…
>Insha Allah
>
>*****************************************
>Aapki Dua Ki Talib
>Mrs Rubina Yasmeen
>***************************************
>Jazak Allah kHair
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>

__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment