Search This Blog

Friday, 13 January 2012

Re: [Yaadein_Meri] Masoom Bachpan

 

My dear friend Anil,
 
Naozbillah Khuda k koi bache nahi hote. bande hote hain
aur na-shukrapan mat karo aur har haal me khuda ka shukar ada karo.
 
Kyunke Khuda jo bhi karta hai Apne bande k bhalayi k liye karta hai

On Wed, Jan 11, 2012 at 11:20 AM, Silent Tears <arora_munna@yahoo.com> wrote:
 

Koi apna b hota
Ki meri khawaish puri karta
Main aaj yahan khada na hota
Jahan hu main
Main b uss khuda ka bacha hu
Kya uss khuda ko mere masum ankhon par nazar hai
Dhundta fir rha hu main bachpan ab bhi
Jo bachpan mera ab bhi cheena ja rha hai
Kuch log k liye khilone he jindagi hai
Mujh garib ki jindagi khud ek khilona
Dekhta hu raah par un majlum bacho ko
Jo sard ya garam dino me nikalte hai kaam k liye
Jahan hath me qalam honi chahiye
Un hathon me chahe se bhare glass liye,jate hai dukaan dar dukaan baantne
Kya fitrat e khuda ki khudai kuch aur hai
Kyu takta in main apna jo bachpan
Darr hai mujhe meri tarah in masoom ka bachpan na chala jaye
Khuda yeh bache bhi tere
Inko bhi apni rehamte bakhsh
Yeh dua hai 'ANIL' ki




--
Warm Regards,
Syed Zulfeqar Ahmed
Senior Microsoft Consultant
Department of Information Technology

Riyadh - Kingdom of Saudi Arabia
Email     :   sza2009@gmail.com
Cell         : +966- 535654231

__._,_.___
Recent Activity:
MARKETPLACE

Stay on top of your group activity without leaving the page you're on - Get the Yahoo! Toolbar now.

.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment