Dear,
Thanks For Sending A wonderful Hadis,Please Go Head for in future.
Muneer Ahmad
muneermtm@hotmail.com
From: Yaadein_Meri@yahoogroups.com [mailto:Yaadein_Meri@yahoogroups.com] On Behalf Of Aap Ka Dost
Sent: Saturday, January 14, 2012 12:28 PM
To: undisclosed recipients:
Subject: [Yaadein_Meri] Hadith: Haddi (bones) , Leed ( Gobar) aur koyley Mein Jinno ki rozi hoti hai
Hadith: Haddi (bones) , Leed ( Gobar) aur koyley Mein Jinno ki rozi hoti hai
Abdullah ibn Mas'ud Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Jinno ki ek jamaat Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ke khidmat mein hazir huyee unhoney arz kiya ki Eh Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam Aap apni ummat ko mana farma dijiye Haddi (bones) , Leed ( Gobar) aur koyley se istinja karney se kyuki Allah Subhanahu ne ismein hamari Rozi rakhi hai, iskey baad Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne aisa karney se mana farma diya
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 39
*****************************
English Transaltion :
Hadith: Bone, dung or charcoal has the sustenance for the Jinn
Narrated Abdullah ibn Mas'ud Radi Allahu Anhu A deputation of the jinn came to the Prophet peace_be_upon_him and said: O Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam , forbid your community to cleans themselves with a bone or dung or charcoal, for in them Allah has provided sustenance for us. So the Prophet peace be upon him forbade them to do so.
Sunan Abu Dawud, Book 1, Number 0039
No comments:
Post a Comment