Search This Blog

Saturday 6 April 2013

[Yaadein_Meri] Hadith: Kaafir ko uski nekiyon ka badla Duniya mein de diya jata hai

 


Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: Kaafir ko uski nekiyon ka badla Duniya mein de diya jata hai

Anas Bin Malik radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah Taala kisi Momeen par Ek Neki ke liye bhi Zulm nahi karega uska badla Duniya mein bhi dega aur Aakhirat mein bhi dega aur Kaafir ko uski nekiyon ka badla Duniya mein de diya jata hai yahan tak ki jab Aakhrita hogi to uskey paas koi Neki nahi rahegi jiska badla diya jaye.
Sahih Muslim , Vol 6, 7089
---------------------------------------------------
Anas b. Malik Radi allahu anhu reported that Allah's Messenger (may peace be upon him) said: Verily, Allah does nut treat a believer unjustly in regard to his virtues. He would confer upon him (His blessing) in this world and would give him reward in the Hereafter. And as regards a non-believer. he would be made to taste the reward (of virtue in this world) what as has done for himself so much that when it would be the Hereafter. he would find no virtue for which he should be rewarded
Sahih Muslim Book 039, Number 6739:


__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment