Search This Blog

Saturday 2 March 2013

[Yaadein_Meri] Hadith: Jo Nikaah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhey

 


 
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.

Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: Jo Nikaah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhey

Abdullah ibn Masood Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Eh Naujawano ki jamaat tum mein jisey bhi Nikah karney ki (maali) taqat ho usey Nikaah kar Lena chahiye kyunki ye nazar ko neechi rakhney wala aur Sharamgaah ki hifazat karney wala amal hai aur jo nikaah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhey kyunki Roza uski khwahishaat-e-nafsani ko tod dega.
Sahih Bukhari, Vol 6, 5066

Hazrat Jabir Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya (Gair mahram) Aurat jab samney aati hai to shaitan ki surat mein aati hai aur jab jati hai to Shaitan ki surat mein jati hai phir jab koi kisi aurat ko dekhey to usko chahiye ki apni biwi ke pass aaye yani sohbat karey is amal se uske dil ka khayal jata rahega
Sahih Muslim, Vol4, 3407
----------------------------------------------------------------------------

Narrated 'Abdullah Radi Allahu Anhu : We were with the Prophet while we were young and had no wealth whatever. So Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said, "O young people! Whoever among you can marry, should marry, because it helps him lower his gaze and guard his modesty (i.e. his private parts from committing illegal sexual intercourse etc.), and whoever is not able to marry, should fast, as fasting diminishes his sexual power." 
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 4

Jabir Radi Allahu Anhu reported that Allah's Messenger may peace be upon him The woman comes and goes in the shape of a devil, so when one of you sees a woman, he should come to his wife, for that will repel what he feels in his heart. 
Sahih Muslim, Book 8, No.3240


__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment