Search This Blog

Sunday 24 June 2012

Re: [Yaadein_Meri] Re: [sadqayyarasolallah] Ghair Allah sai madad mangna?

 

Makhan khan ap phakkan khan lagtay hain ab tak aik bhi Quran Majeed ki Ayat or Ahadees Mubarka paish ki baghair sochay samjhay tanqeed her aik per. Ap to sirf barhwain khilari kitarah ring se bahir baith ker talian bajaney walon main lagtay hain na apko deen ka pata he na adraak. Ham jo kuch bhi likh rahay hain Quran Majeed aor Ahadees Mubarka hain. Isko rad kernay kaliay bhi Quran Majeed ya Ahadees mubarka ki zarorat he. Verna kufria kalmat se ijtainab karain Allah Tala ke Qalam ko jhutlatay ho aor phir apna maqam khud daikh lo kia banta he.
 
Sent: Sunday, June 24, 2012 3:28 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Re: [sadqayyarasolallah] Ghair Allah sai madad mangna?
 
 

Allah k elawah kissi Ghair-Allah se Maddad mangney waley per Allah ki phat-kaar ho, chunkeh yeh boht bara zulam hie
 

Thanks & Regards,

M A Khan Raza
Saudi Arabia
 
makhanraza_sardar@ymail.com 
 

From: Naveed Ahmed <naveedahm44@yahoo.com>
To: Yaadein <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>; lubna nayeem <lubna_nayeem2000@yahoo.com>; Sonia Azam <adeenrocks@yahoo.com>; "sadqayyarasolallah@yahoogroups.com" <sadqayyarasolallah@yahoogroups.com>; "to_know_about_islam@yahoogroups.com" <to_know_about_islam@yahoogroups.com>; Mujeeb-ul- Hassan Majji <mujeeb_majji@yahoo.com>; rabiya jam <rabiyajam7@gmail.com>
Sent: Saturday, June 23, 2012 1:14 PM
Subject: [Yaadein_Meri] Re: [sadqayyarasolallah] Ghair Allah sai madad mangna?
 
 
Astagfirullah kitni dithai say yeh bat aam os sada loh musalmanoo ka iman barbad kerny keliay islam ka libada orrh ker phailaai ja rahi hai ke gair ALLAH say mangna jaiz hai or akeeda bhi bata rahy hain ke haqeeqi madaad tu ALLAH hi ke hai ,, sab say pehli bat tu yeh hai ke akhir ALLAH say baraherast mangney main akhir uzer hi kia hai ??? kis ne mana kia hai ??? kia direct apny khalik say mangna gunha hai ya naouz billah galat ??wo kon sa aisa gunnha hai jis ki waja say ap ALLAH say direct nahi mang sakty ?? yeh wo chand buniadi or aam fehm sawalaat hain jo her ze shaoor insaan or seddha sada sa insan bhi samjh sakta hai ...or ager ap wakai hi kisi waseela ke zariay say mangna chahty hain tu apny naik aamal ka wasila paish karoo ya ALLAH ke namoon ka waseela paish karoo jis taraf salf saleheen ne kia ,or ALLAH SAY DAROO OR SACH OR JHOT KO APS MAIN NA MILAAO is taraha ke azzaim say islaam ko jo nuksan pohnchta hai us ki sab say bari waja us dour ke ulmaye soo hotya hian jo sirf or sirf apni maslak prasti or khuwahishat ke takmeel keliay awam un naas ko hakaik nahi batatay balk shaitani rahoon ko rangeen bana ker islam ke rang main paish kia jata hai jis say sada log bichary iman say khali ho jaty hian .. or inhi ulamy ke bary mian hai ke un ko mounh ke bal ghaseet ker jhanum main dalala jay ga or dosri janib umay e haq jo shuruu din say  rab taaala ki tuheed bian kerty logon ko ALLAH KI traf rajooy kerna or deeen e islaam ke sahi rooh say logon main imaan ki roshniaa bakharity huway NABI SAWW ke tareekay ko aam kernay main ALLAH ke tufeek say dina rat masroof e amal hain. bani israeel khasoosan or her wo qoum amoman jis ne shirk kia or ALLAH ke siwa olia ALLAH or AMBIA KIRAM AS or naik loogon  ke mutaalik yeh akeeda rahkah ke wo bhi hamri madad per qadir hain tu un ko ALLAH NE AZAAB SAY DOCHAR KIA OR BAAZ KO IBRAT KA NISHAN BANA DIA BARAY MEHRBANI MAIN AP SAY KO JAWAB NAHI CHAH RAHA, BALAKE DAWAT E FIKER DAY RAHA HOON KE ALLAH KE WASTY DEEN KE KHIDMAT ZAROOR OR LAZMI KAROO LAKIN USI ANDAZ OR TAREEKY KE MUTABIK JIASY HAMRY NABI SAW SAHABA KIRAM RA OR SULF SALHEEN OR NAIK LOOGOON KA TARAKEEKA HAI JIN HAMESHA DAWAT YEH RAHI KE ALLAH KE SATH KISI KO BHI SHREEK NA KAROO OR YEH KHULA SHIRK HAI KE ALLAH KE SIWA KIS OR SAY MADAD MANGI JA SAKTI HAI ..
 
ALLAH AMAL KE TUFEEK DAY
 
 
 

From: Babar Awan <babarawan400@yahoo.com>
To: sadqay ya Rasool Allah <sadqayyarasolallah@yahoogroups.com>
Sent: Friday, June 22, 2012 11:22 PM
Subject: [sadqayyarasolallah] Ghair Allah sai madad mangna?
 
 


 
 
 
 




__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment